hawao ne ye kaha
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Aap-Mujhe-Achche-Lagne-Lage
nahi marna ganwara pyar me, tumse ye kehna hai
tumhe bhi jinda rehna hai, mujhe bhi jinda rehna hai
kabhi aasan, kabhi mushkil, ajab hai pyaar ki rahe

magar jo pyar karte hain, kabhi bharte nahi aahe
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha
aayi pyaar ki ye rut badi tufani, tu darna na oh meri rani
badlega ye mausam ari deewani, hum likhenge prem kahani
kabhi aasan, kabhi mushkil, ajab hai pyar ki rahe
magar jo pyar karte hain, kabhi bharte nahi aahe
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha
aayi pyaar ki ye rut badi tufani, tu darna na oh meri rani
badlega ye mausam ari deewani, hum likhenge prem kahani
gardish me hi sahi ye sitare hamnashi
gardish me hi sahi ye sitare hamnashi
dhundhegi kal hame ye bahare hamnashi
inteha pyar ke roj hoti nahi, pyar wale kabhi sabr khote nahi
mohabbat ho jati hai, mohabbat ki nahi jati
ye aisi chiz hai jo sabke hisse me nahi aati
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha
aayi pyaar ki ye rut badi tufani, tu darna na oh meri rani
badlega ye mausam ari deewani, hum likhenge prem kahani
woh mohabbat hi nahi jisme dil lut gaye
woh mohabbat hi nahi jisme dil lut gaye
deke kurbaniya premi khud mit gaye
sochle janeman hamko milna hai abb
aage pichhe nahi sath chalna hai abb
mohabbat raz hai aisa, jo samjhaya nahi jata
ye aisa git hai, har saaz pe gaya nahi jata
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha
aayi pyaar ki ye rut badi tufani, tu darna na oh meri rani
badlega ye mausam ari deewani, hum likhenge prem kahani
hum likhenge prem kahani
hum likhenge prem kahani
tum toh sagar jaisi lag rahi ho
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Aap-Mujhe-Achche-Lagne-Lage
tum toh sagar jaisi lag rahi ho, mere dil me pyas hai

kya pyas hai, ehsas hai, khulke yeh batlayiye
hum toh bahut nadan hai, kuchh aap samjhayiye

sath apna hai ghadiya suhani, aao likh de nayi ek kahani
jo hai likhna tumhe in labo pe likho, umarbhar jo rahegi nishani

achchha jara mere pehlu me aao
tum toh sagar jaisi lag rahi ho, mere dil mein pyaas hai
dil se dil aaj aise mile hain, pyar ki had se aage chale hain
main bhi ek aag hu, tu bhi ek aag hai
kitne shole badan me jale hain
dil se dil aaj aise mile hain, pyar ki had se aage chale hain
main bhi ek aag hu, tu bhi ek aag hai, kitne shole badan me jale hain
jao na abb dur mujhse na jao
tum to sagar jaisi lag rahi ho, mere dil me pyas hai
kya pyas hai, ehsas hai, khulke yeh batlayiye
hum toh bahut nadan hai, kuchh aap samjhayiye
kuchh ham me aisi bate hain
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Aap-Mujhe-Achche-Lagne-Lage
kuchh ham me aisi bate hain woh sab me hain kaha
jitenge ye jaha, jitenge ye jaha wo ho ho ho
hatho ki dono mutthi me rakhte hain do jaha
hum aise hai jawan, hum aise hai jawan ho ho ho ho
ham sidhe chalnewale sab tede logo ko sidhi raah pe late hai

hum aise hai dilwale shaitan ke beto ko insan bhi banate hain
ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, sa sa
patthar ko de jaban, patthar ko de jaban wo ho ho ho
kuchh ham me aisi bate hain, woh sab me hain kaha
jitenge ye jaha, jitenge ye jaha wo ho ho ho
ye mauj ye apni masti jab aag ugalti hai sagar se nahi bujhti hai

aandhi ye jawano ki re jab chalne lagti hai roke se nahi rukti hai
ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, ikka mikka dussa, sa sa
ye tufan hai kaha, ye tufan hai kaha o ho ho ho
kuchh ham me aisi bate hain woh sab me hain kaha
jitenge ye jaha, jitenge ye jaha wo ho ho ho
hatho ki dono mutthi me rakhte hain do jaha
hum aise hai jawa, hum aise hai jawa ho ho ho ho