us chand se pyare chand ho tum, aakash pe jo muskata hai
us chand se pyare chand ho tum
aakash pe jo muskata hai us chand se
agar chand hu mai tum suraj ho, tum jyoti arpan karte ho
ik dukhiyari ke jiwan ka, ik dukhiyari ke jiwan ka
man aashao se bharte ho
ehsaan se man jhuk jata hai us chand se
wo neel gagan par hasta hai, tu dharti par muskati hai
us chand us chand, us chand ki mere chand se jab
aankh kahi lad jati hai
wo wo badal me chup jata hai us chand se
apne charno ki daasi ka kyu itna maan badhate ho
ik bekar bebas panchi ko ik bekar bebas panchi ko
aankho ki sair karate ho is bat
is bat se man dar jata hai
us chand se pyare chand ho tum
aakash pe jo muskata hai us chand se