socha hai tumhe pyar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho ji kya khayal hai
dil me sama ke rahte ho nazro se dur dur
ek bar muskura ke idhar zara dekh lo hujur
kadmo pe dil nisar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho ji kya khayal hai
tabir kya ye sach hai mohabbat ke khwab ki
jo kuch bata rahi hai nigahe janab ki
mai inka eatbar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho bhi na kya khayal hai
maine to tumko chaha balam dil aur jaan se
hasrat yahi hai kah do kabhi tum bhi zuban se
kab tak ye intzar karu kya khayal hai
kaho ji kya khayal hai socha hai tumse pyar karu
kya khayal hai kaho ji kya khayal hai kaho na
tum pe qurban dil tumpe sadke nazar
dekhiye to zara muskurake idhar
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
le gaye chhinkar hosh tirachhi nazar
hamko apna pata hain, na dil ki khabar
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
tumse nazare mili, phul se khil gaye
tumse nazare mili, phul se khil gyae
husn aur
husn aur ishq ke, silsile mil gaye
jhumati hain fiza ga rahi hain hawa
jhumati hain fiza ga rahi hain hawa
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
chand sa apna chehra chhupa lijiye
chand sa apna chehra chhupa lijiye
apani julfo
apani julfo ko, parda bana lijiye
ho na jaye kahi tumpe mausam fida
ho na jaye kahi tumpe mausam fida
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
tum mile to mujhe, zindagi mil gayi
tum mile to
tum mile to mujhe, zindagi mil gayi
main andhere me tha, raushani mil gayi
main andhere
main andhere me tha, raushani mil gayi
dil se dil mil gaye, mit gaya fansala
dil se dil mil gaye, mit gaya fansala
shukriya aapke pyar ka shukriya
shukriya aapke pyar ka shukriya
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
mithi bato me inki na aana kabhi
inki chalo ka koi bharosa nahi
inki chalo ka koi bharosa nahi
inki chalo ka koi bharosa nahi
lake majdhar me lake majdhar me chhod dete hai
ishq walo ka koi bharosa nahi
lake majdhar me chhod dete hai
ishq walo ka koi bharosa nahi
inke ikarar jhute hai wade galat
inke ikarar jhute hai wade galat
inke ikarar jhute hai wade galat
inki bato ka koi bharosa nahi
inke ikarar jhute hai wade galat
inki bato ka koi bharosa nahi
inki bato ka koi bharosa nahi
inki bato ka koi bharosa nahi
ye bade sang dil hai
ye bade sangdil hai khuda ki kasam
in husn walo ka koi bharosa nahi
ye bade sangdil hai khuda ki kasam
in husn walo ka koi bharosa nahi
pyar ke naam pe dhokha ye kiya karte hai
naam wafao ka daga karte hai
achhi surat nazar aayi to bane saudai
o harjai ye bade matlabi hai ye bade matlabi hai
ye bade matlabi hai bade bewafa
inke nalo ka koi bharosa nahi hai
ye bade matlabi hai bade bewafa
inke nalo ka koi bharosa nahi hai
dikhne me ye nazar aate hai bhole bhale
inse dushman ka pala bhi na mukaddar dale
parde me ye dikhate hai suhane sapne
apni hokar bhi ye zalim nahi hoti
jane kab naag bankar ye das jayenge
lambe balo ka koi bharosa nahi
jane kab naag bankar ye das jayenge
lambe balo ka koi bharosa nahi
humko chhedoge to aasan nahi pachhtaoge
are hum jo ruthenge to khud aap hi samjhoge
jaiye jaiye aaine me surat dekho
aji chhod iye chhod iye surat ko mohabbat dekho
tum bade wo ho mana lete ho tum bhi to lad ke
mohabbat ka maza lete ho
chhodo takrar chalo hath mila le aao
baat jo sach hai zamane ko ga de aao
dil me leke pyare dekh lo nazar bhar ke
haye dekh lo nazar bhar ke aji hum to hai dildar tere
jane pahchane are hum to hai dildar tere
jane pahchane dekh lo nazar bhar ke
haye dekh lo nazar bhar ke
ae sanam hai abhi pahla kadam
kahe ulfat me sanam hai abhi pahla kadam
aise dekho na hume ho aise dekho na hume
lage humko sharam lage hai sharam
hath me le lo hath karo na koi bahana re
dekh lo nazar bhar ke haye dekh lo nazar bhar ke
humne to pyar kiya dil ka vyapar kiya
humne to pyar kiya dil ka vyapar kiya
hume o ho phir na ye kahna
hume dil ya dard diya dard diya
hoye lut ke le jayenge tera dil anjane
hoye lut ke le jayenge tera dil anjane
dekh dekh lo nazar bhar ke
aaj hans lo ji dilbar kal ki kisko hai khabar
phir milenge o ho phir mile ya na mile
likha hua kya kismat me ye koi na jane
oye likha hua kya kismat me ye koi na jane