Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Afsana-Pyar-Ka/Yaad-Teri-Aati
yaad teri aati hai mujhe tadpati hai
sari raina jage naina mujhko rula jati hai
yaad teri aati hai mujhe tadpati hai
sari rainajage naina mujhko rula jati hai
maine kabhi socha na tha yu pyar ho jayega
anjane hum mil jayenge ikrar ho jayega
ab dil kahi lagta nahi tere bina sathiya
badhne lagi betabiya tune kya jadu kiya
yaad teri aati hai mujhe tadpati hai
sari raina jage naina mujhko rula jati hai
baate teri yaad aaye to aakho se aansu bahe
koi bhala kaise yaha dard-e-judai sahe
halat meri kya ho gayi kaise batau tujhe
afsana me is pyar ka kaise sunau tujhe
yaad teri aati hai mujhe tadpati hai
sari raina jage naina mujhko rula jati hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aa-Gale-Lag-Jaa/Yaad-Teri-Aat
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
mausam aaye, mausam jaaye
mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
ek baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
aake mujhko batla de, aakhir kya majburi hai
tere mere bich me kis liye yeh duri hai
lekar tera naam sanam, kar dunga badnaam sanam
tu jahaan bhi jaayegi, bewafa kehlaayegi
aaja meri jindagi, kar na mujhse berukhi
mausam aaye, mausam jaaye
mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
ek baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
bin tere suni suni lagti hai yeh jindagi
o apne saath le gayi tu meri har khushi
dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan
had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega
aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba
mausam aaye, mausam jaaye
mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
ek baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai