tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
tu kal kal kar kya gati hain
tu kal kal kar kya gati hain
bichhudan ki katha sunati hain
bichhudan ki katha sunati hain
tu aansu jal ki bahati chal
tu aansu jal ki bahati chal
mujko to mila sahara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
paashano ke man ghayal hain
lahro ke chanchal payal hain
pashano ke man ghayal hain
lahro ke chanchal payal hain
main tujhe batau, bata mujhe tu
kau tera piye pyara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
maine mahal banaya apana
maine mahal banaya apana
sakar hua sukh sapana
sakar hua sukh sapana
hain preet yahi main jeet gayi
hain preet yahi main jeet gayi
jabse maine man hara
jabse maine man hara
tu kaha chali kuchh bol, nadi ki dhara
mujhko to mila kinara
mujhko to mila kinara
aise hai sukh sapan humare
aise hai sukh sapan humare
ban ban kar mit jaate jaise
baalu ke ghar nadi kinare
aise hai sukh sapan humare
lahare aati bah bah jati
rekhaye bas rah rah jati
jati lahre kah kah jati
jate pal ko kaun pukare
aise hai sukh sapan humare
aisi in sapno ki maya
jal par jaise chand ki chhaya
chand kisi ke hath na aaya
chahe jitna hath pasare
aise hai sukh sapan humare
man bhar aaya naina chhalke
man bhar aaya naina chhalke
gaalo par do aansu dhalke
yaad kiye kyu sapne kal ke
bite ko tu kyu na bisare
aise hai sukh sapan humare
aise hai sukh sapan humare
tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai
mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
ganth kali ki khul khul jati
o o
ganth kali ki khul khul jati
khushbu ud ud jati
kumhlaati phulo ki mala man ko bandh na pati
kumhlaati phulo ki mala man ko bandh na pati
bulbul banke bhed batati
kya kya
tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai
mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
o o ho ho ho
preet ke raja meri preet ke raja
preet ke raja meri preet ke raja
kaise mai tujhko rijhaungi
kali kali putli hai neelam ke jhule se
naino me tumko jhulaungi
kali kali putli hai neelam ke jhule se
naino me tumko jhulaungi
koyal banke geet sunaungi
kya kya
tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai
mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
tumhe bandhne ke liye mere pass aur kya hai
mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
mera prem hai re, mera prem hai
pahle na jana tha haye pahle na jana tha
pahle na jana tha haye pahle na jana tha
dil deke badle me dard hi pana tha
dard hi pana tha haye pahle na jana tha
pahle na jana tha haye pahle na jana tha
tute nasibo ko kaun sanware
dil ko mitati hai dil ki hi chah re
chaho ki raho me gham bhi uthana tha
gham bhi uthana tha
haye pahle na jana tha
pahle kadam par thokar khai re
khud apni khud thokar khai re
apna banake hume yu thukrana tha
yu thukrana tha
haye pahle na jana tha
khel nigaho ka ajab anokha re
pyar ki duniya me dokha hi dokha re
o pardesi tujhe o nirmohi tujhe
pyar nibhana tha pyar nibhana tha
haye pahle na jana tha
pahle na jana tha haye
pahle na jana tha
mai ban ki bholi gavalniya
mai ban ki bholi gavalniya
o shyam teri ban jaungi
ghanshyam teri ban jaungi
teri mithi mithi murli par
teri mithi mithi murli par
mai savan ban kar mandraungi
ghanshyam teri ban jaungi
maine tere liye singar kiya
maine tere liye singar kiya
aur naino ko tujh par war diya
jana na kabhi maine pahle
jana na kabhi maine pahle
mai git prit ke gaungi
ghanshyam teri ban jaungi
o ghanshyam teri ban jaungi
mai ras ki gagariya
mai ras ki gagariya
se bhig gayi mai bhig gayi
jivan me pahli bar aaj
jivan me pahli bar aaj
mai apne se sharmaungi
ghanshyam teri ban jaungi
o ghanshyam teri ban jaungi
mai ban ki kali aur ban me pali
kabhi dekhi nahi pritam ki gali
kabhi dekhi nahi pritam ki gali
kab darash milega mohan ka
kab darash milega mohan ka
kab mohan par bali jaungi
ghanshyam teri ban jaungi
mai ban ki bholi gavalniya
mai ban ki bholi gavalniya
o ho o ho
hadipa hadipa
ab hum bhi banenge dulha
apna bhi jalega chulha
ab hum bhi banenge dulha
apna bhi jalega chulha
te bhabhi jara nach ke dikha
aaye haye
te bhabhi jara nach ke dikha
ni bhabhi jara nach ke dikha
hoye hoye hoye
aaj kismat ki maina, aaho
mere kano me boli, oho
mere ghar bhi aayegi, oho
ek bulbul ki doli
jiski surat ko ab tak ha
dil ke shishe me dekha hai
jiske sundar mukhde ko ha
maine sapno me chuma hai
gulabo ki wo daali
saru se kad wali
wahi to mere ghar me aayegi
aaye haye haye
te bhabhi jara nach ke dikha
te bhabhi jara nach ke dikha
hoye
use doli se utha ke
saji sej pe bitha ke
thoda ghunghta hata ke
ho gora ang ang dekhunga hay hay
mujhe sath leke jana tera yaar tu purana
tera hansna hansana
ho main bhi sang sang dekhunga hoye hooye
dekhkar uska jalwa ha
mar na jaye tu gash khake
tut jate hai taare ha
uski najro se takrake
wo jiski jawani janab ki rawani
wahi to mere ghar me aayegi
takdeer me likha hai meri thokre khana
ha bedard jamana, ha bedard jamana
ab kaun sune dil ki kahani mere
puchhega kaun aankho ka pani mere
ye din isi khanabadosh ke pyar kiya, kyun pyar kiya
marne na diya jina bhi dushawar kiya
aaya na char din bhi tumhe pyar nibhana, haye pyar nibhana
bedard jamana
maiya ne mujhe chhod diya, babul ne mukh mod liya
saajan ne bhi dil tod diya
haye iss dard ki maari ka raha kaun thikana
main kisse aaj roke sunau ye fasana, sunau ye fasana
bedard jamana
hai raat andheri mere dil me hai andhera mere dil me hai andhera
ujada huwa hai aaj mera kal ka basera, haye kal ka basera
bhagwan, bhagwan, bhagwan, bhagwan
bhagwan meri raat ka kab hoga savera
kab tak tujhe manjur hai yu mujhko rulana, haye mujhko rulana
haye haye haye bedard jamana, bedard jamana
sawan ki ghatao dheere dheere aana dheere dheere aana
sawan ki ghatao dheere dheere aana dheere dheere aana
bedard titaliyo bedard titaliyo
shor na machana, tum shor na machana
sajni ka mere najuk badan hai, najuk badan hai
bhola hai mann dar jaye na, dar jaye na
bhola hai mann dar jaye na, dar jaye na
sawan ki ghatao dheere dheere aana
sawan ki ghatao
o gaanewale jara dheere, ha jara dheere dheere gaana
ho dheere dheere gaana
main prem deewani ye bhul na jana, o kahi bhul na jana
main prem deewani ye bhul na jana, o kahi bhul na jana
sajni ko tere badal ki damak, bijli ki chamak darwaye na
ha bijli ki chamak darwaye na, ha darwaye na
sawan ki ghatao sawan ki ghatao
dheere dheere aana, ho dheere dheere aana
dheere dheere aana sawan ki ghatao
main haari main haari
prabhu ji aayi sharan tihari, prabhu ji aayi sharan tihari
main khoj khoj kar haari, main haari main haari
prabhu ji aayi sharan tihari
koi na mohe raah bataye, koi na mohe raah bataye
saara jag bharamaye
piya daras ki aas lagaye
bhatak rahi dukhiyari, bhatak rahi dukhiyari
aayi sharan tihari
prabhu ji aayi sharan tihari
prabhu ji, prabhu ji
jab marne ko ji kehta tha, tak jine ko majbur kiya
ab jine ke din aaye to, jine ka sahara dur kiya
ab kaun jagaye tere bin, ab kaun jagaye tere bin
soyi takdeer hamari, soyi takdeer hamari
aayi sharan tihari
prabhu ji aayi sharan tihaari
prabhu ji, prabhu ji
main khoj khoj kar haari, main haari main haari
prabhu ji aayi sharan tihari
prabhu ji, prabhu ji
ho duniya pyari pyari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
ghar me ho naino ka chanda
ho ghar me ho naino ka chanda, dekh dekh musakau
tano ki dori bandhu, palko pe use bulau
tano ki dori bandhu, palko pe use bulau re
jhula jhule lal hamara, main jau balihari re
main jau balihari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
chand bana aa ha ha
chand bana ghar ka ujiyara
ho chand bana ghar ka ujiyara, girte padte dole re
girte padte dole re
dadi ki aankho ka tara ma ma ma ma bole re
phul uthi maiya ke mann ki, nanhi si phulwari re
nanhi si phulwari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
babu aaye ha ha
babu aaye, babu aaye, lal jara godi me jana
lal jara godi me jana
chhodo jee chhodo chhodo jee chhodo tumko aaye na khilana
chhodo jee chhodo tumko aaye na khilana
munna ko to lagti hai, maa ki godi pyari re
maa ki godi pyari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
mithi nindiya chanda so le
un un mithi nindiya chanda so le, to main lori gau
to main lori gau
ruth gaye saiya na mane, ja kar unhe manaau
ja kar unhe manau
khel khel me hi aise kat, jaye umariya saari re
jaye umariya saari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
ho duniya pyari pyari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
ghar me ho naino ka chanda
ho ghar me ho naino ka chanda, dekh dekh musakau
tano ki dori bandhu, palko pe use bulau
tano ki dori bandhu, palko pe use bulau re
jhula jhule lal hamara, main jau balihari re
main jau balihari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
chand bana aa ha ha
chand bana ghar ka ujiyara
ho chand bana ghar ka ujiyara, girte padte dole re
girte padte dole re
dadi ki aankho ka tara ma ma ma ma bole re
phul uthi maiya ke mann ki, nanhi si phulwari re
nanhi si phulwari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
babu aaye ha ha
babu aaye, babu aaye, lal jara godi me jana
lal jara godi me jana
chhodo jee chhodo chhodo jee chhodo tumko aaye na khilana
chhodo jee chhodo tumko aaye na khilana
munna ko to lagti hai, maa ki godi pyari re
maa ki godi pyari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re
mithi nindiya chanda so le
un un mithi nindiya chanda so le, to main lori gau
to main lori gau
ruth gaye saiya na mane, ja kar unhe manaau
ja kar unhe manau
khel khel me hi aise kat, jaye umariya saari re
jaye umariya saari re
ho nayi nirali, duniya pyari pyari re
duniya pyari pyari re