sharari rampaa tu tu ru ru ru
sharari rampaa tu tu ru ru ru
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
tum ehsaas ho hosla ho
tum se meri zindagi
tum ehsaas ho hosla ho
tum se meri zindagi
sansein bhi pukarti hai
ek bas tumhara naam
teri chahaton mein guzare
umra meri yeh tamaam
jeena marna chahta hoon bas tere liye
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
kitaab mein kahaniya
teri meri nishaniya
hawaye bhi hai sondhi si
jhoom uthi zindagi, zameen aasmaan
tu paas hai mithaash hai
ke dhadkano si khaas hai
ke shabdo mein karun bayaan
agar tumhara saath ho toh
jeet lunga yeh jahaan
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
tum umeed ho aasra ho tum hi meri har khushi
saasein bhi pukarti hai
ek bas tumhara naam
teri chahaton mein guzare
umra meri yeh tamaam
jeena marna chahta hoon bas tere liye
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
sharari rampaa sharari ra ri ra ri ra ri ra
nasha hai jaam ka ya meri aag ka
le aake peele jaan-e-jaa
yeh pal milenge phir kahaan
nasha hai jaam ka ya meri aag ka
le aake peele jaan-e-jaa
yeh pal milenge phir kahaan
nasha hai jaam ka
jaadu hai yeh sama, keh rahi hai yeh shama
jalke dekh parwaane
masti me dolu me main, titli si yaha waha
pakad ke dekh deewane
pal do pal ki zindagani, khatm ho yeh kab kahaani
baat meri maan le, tu aaja ab zara
nasha hai jaam ka
nasha hai jaam ka ya meri aag ka
le aake peele jaan-e-jaa
yeh pal milenge phir kahaan
nasha hai jaam ka
kacche dhage se pyare yeh rishte naate saare
kacche dhage se pyare yeh rishte naate saare
wah wah re jag ki maya khud ko khoke sab paya
wah wah re jag ki maya khud ko khoke sab paya
arey ulat palat kya sahi galat
oye hoy ye kya ho gaya ke lafda ke lafda
lafda pe gaya haye lafda pe gaya
lafda pe gaya haye lafda pe gaya
tu dhunde jaha jaha pe haye jannat isi jagah pe
din raat rupaiya chape or jhapiya paye pape ji
tu dhunde jaha jaha pe haaye jannat isi jagah pe
din raat rupayia chape or jhapiya paye pape
lo kaisa waqt ye aaya mil bant ke luta lutaya
arey ulat palat kya sahi galat
oye hoy ye kya ho gaya ke lafda ke lafda
lafda pe gaya haay lafda pe gaya
lafda pe gaya haay lafda pe gaya
oh teri ki keh raha hai lafda pe gaya
oye kithe puch na lafda pe gaya
oye yaar kithe pe gaya das to sahi
o nai yar main nahi das sakta lafda pe gaya
oye kithe pe gaya o pe gaya lafda pe gaya
aye jag da jantar mantar, koi jaan na paye tantar
hera pheri apna kar sab chale hai jholi bhar bhar
jantar mantar jantar
aye jag da jantar mantar, koi jaan na paye tantar
hera pheri apna kar sab chale hai jholi bhar bhar
sang sasti ajab si maaya jo tu hai famous kaya
arey ulat palat kya sahi galat
oye hoy yeh kya ho gaya ke lafda ke lafda
lafda pe gaya haye lafda pe gaya
lafda pe gaya haye lafda pe gaya
pe gaya pe gaya pe gaya pe gaya
yahi duniya hai pyare haan kuch aisa kar ja re
teri khubi ke aage matthe pite sare
yahi duniya hai pyare haan kuch aisa kar ja re
teri khubi ke aage matthe pite sare
khud ko buland kar aisa na koi ho tere jaisa
arey ulat palat kya sahi galat
oye hoy yeh kya ho gaya ke lafda ke lafda
lafda pe gaya haye lafda pe gaya
lafda pe gaya haye lafda pe gaya
kacche dhage se pyare yeh rishte nate sare