dil dil se milega o yes dil milega
dil dil se milega o yes dil milega
duniya ye jalega o sure jalega
duniya ye jalega o sure jalega
fir chhodo jane do hum pyar na karega
kyu tum darega
dil dil se milega o yes dil milega
duniya ye jalega o sure jalega
fir chhodo jane do hum pyar na karega
o no no no no tum karega karega
janejana aaja na aaja na
dil ko apne samjhana samjhana
dil hai mera diwana diwana
kaisa hai tu mastana mastana
ho dil tumne toda to hum kha ke kuch marega
nahi nahi
dil dil se milega o yes dil milega
dil dil se milega o yes dil milega
duniya ye jalega o sure jalega
duniya ye jalega o sure jalega
fir chhodo jane do hum pyar na karega
are karega karega
chal chal chal rey
pyase man mere mujhe ab na chhal rey
khawabo me uljhe tu ye na samjhe
khawabo me uljhe tu ye na samjhe
kaha hai kaha hai kaha hai
tera sabse bada sukh
tera sabse bada sukh
jag hai bada albela laga hai yaha ek mela
jag hai bada albela laga hai yaha ek mela
sambhal sambhal ke yaha se nikal
na maila ho aanchal chal chal chal rey
pyase man mere mujhe ab na chhal rey
khawabo me uljhe tu ye na samjhe
khawabo me uljhe tu ye na samjhe
kaha hai kaha hai kaha hai
tera sabse bada sukh
tera sabse bada sukh
sapno ke lekar jhule kitne yaha path bhule
sapno ke lekar jhule kitne yaha path bhule
dager dager pe hai taaso ka nager
thaher na man chanchal chal chal chal rey
pyase man mere mujhe ab na chhal rey
khawabo me uljhe tu ye na samjhe
khawabo me uljhe tu ye na samjhe
kaha hai kaha hai kaha hai
tera sabse bada sukh
tera sabse bada sukh
ek hsina chali sadak pe
are ek hsina chali sadak pe
pichhe sau divaane
kis kis se wo anakh milaye
aur kisko pehchane
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
are nazar mile to uske tevra
aasma ko chhute
dar lagata hain pad na jaye
kahi yaha pe jute
are ishq vahi kar sakta
jisko kaun hain kaun
are ishq wahi kar sakta
jisko baaju ho ajmane
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
are saj dhaj ke jab husn chale to
are saj dhaj ke jab husn chale to
ladke siti bajaye
ulti sidhi dukhbandhi se
geet filam ke gaye
are saj dhaj ke jab husn chale to
ladke siti bajaye
ulti sidhi dukhbandhi se
geet filam ke gaye
are apni bhansha bhul ke padhte, kya kya
are apni bhansha bhul ke padhte
inglish ke afsaane
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
ek hsina are chali sadak pe
hoy are ek hsina chali sadak pe
pichhe sau divaane
kis kis se wo anakh milaye
aur kisko pehchane
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
ki ham kis ginti me, lage hain vinti me
haye re haye haye re kismat dekho apni
haye haye re kismat dekho apni
pade jo hum bimar
upar se majburi dekho
upar se majburi dekho
kar na sake yaha pyar, pyar
ke sister kahna hai
ke inko sister kahna hai
yaha jo, jo rahna hai
to inko sister kahna hai
yaha jo rahna hai
ye bhi kya dastur ke
pyasa kuwe ke pass se jaye
samne thali dhari dhari
to kyu na koi khaye
dil me pyar ke shole bhadke
dil me pyar ke shole bhadke
dil me pyar ke shole bhadke
kar na sake ijhaar
ke inko sister kahna hai
ke inko sister kahna hai
yaha jo, jo rahna hai
to inko sister kahna hai
yaha jo rahna hai
ek union yaha banake
ye prastav dharunga
ek union yaha banake
ye prastav dharunga
maang na puri huyi agar to
bhukh hadtaal karunga
sister nahi, sister nahi kahenge madam
pyar ka ho adhikar
haye re kismat dekho apni
pade jo hum bimar
upar se majburi dekho
upar se majburi dekho
kar na sake yaha pyar, pyar
ke sister kahna hai
ke inko sister kahna hai
yaha jo rahna hai
to inko sister kahna hai
to inko sister kahna hai
to inko kya
sister kahna hai
yaha jo rahna hai
kal tha mera aaj tera ye dil hain
tu ahin jahan wahan manjil hain
kal tha mera aaj tera ye dil hain
tu ahin jahan wahan manjil hain
din ho raat ho yaa shaam hasin
leti rahu tera naam yun hi
din ho raat ho yaa shaam hasin
leti rahu tera naam yun hi
tere bina mujhe aaye nahi chain kahi
yaadon ki jabse saji mehfil hai
tabse ye man mera katil hain
kal tha mera aaj tera ye dil hain
tu hain jaha meri waha manjil hain
jaisi gi geet hain kitabo me
khushbu bsi hain gulabo me
jaisi gi geet hain kitabo me
khushbu bsi hain gulabo me
aise base ho tum saanso me, khwabo me
ab to nahi kuchh bhi kahi, mushkil hain
mujhko khushi aaj sabhi haasil hain
kal tha mera aaj tera ye dil hain
tu hain jaha meri waha manjil hain
hai jawa dil ke mere arma
hai jawa dil ke mere arma
chale aao, sanam mere na tarsao mujhe
tere bina jalu main, to jale ye sama
hai jawa dil ke mere arma
aao chale aao, sanam mere na tarsao mujhe
tere bina jalu main, to jale ye sama
hai jawa jawa dil ke mere arma
mere dil ke shole, ab to bujhao
sulge jiya, aakar gale lag jao
hai baikarari, karar kuch de jao
hai baikarari, karar kuch de jao
saje hai suhane pal, yar ho kaha
hai jawa dil ke mere arma
aao chale aao, sanam mere na tarsao mujhe
tere bina jalu main, to jale ye sama
hai jawa jawa jawa dil ke mere arma
maine saz chheda, nagme bhi gaaye
raks kiya, kitne rang jamaye
magar hua kya
tumhi ke, tum na aaye
kaise bahla chup rahe meri ye juba
hai jawa dil ke mere arma
hai jawa dil ke mere arma
hai jawa jawa dil ke mere arma
ha yuhi mahake prit piya ki mere anuraagi man me
rajanigadha phul tumhaare mahake yun hi jivan me
ha yuhi mahake prit piya ki mere anuraagi man me
adhikar ye jabase sajan ka har dhadakan par mana maine
adhikar ye jabase sajan ka har dhadakan par mana maine
mai jabase unake saath badhi ye bhed tabhi jana maine
kitana sukh hai badhan me
rajanigadha phul tumhaare mahake yun hi jivan me
ha yuhi mahake prit piya ki mere anuraagi man me
har pal meri in aankho me bas rahate hai sapane unake
har pal meri in aankho me bas rahate hai sapane unake
man kahata hai mai rago ki ek pyaar bhari badali banakar
barasun unake jivan me
rajanigadha phul tumhaare mahake yun hi jivan me
ha yuhi mahake prit piya ki mere anuraagi man me
kayi baar yu hi dekha hai
ye jo man ki sima rekha hai, man todne lagta hai
anjaani pyaas ke pichhe
anjaani aas ke pichhe, man daudne lagta hai
raaho me, raaho me, jivan ki raaho me
jo khile hai phul phul muskura ke
kaun sa phul chura ke, rakh lu man me saja ke
kayi baar yu hi dekha hai
ye jo man ki sima rekha hai, man todne lagta hai
anjaani pyaas ke pichhe
anjaani aas ke pichhe, man daudne lagta hai
jaanu na, jaanu na, ulajhan ye jaanu na
sulajhaau kaise kuchh samajh na paau
kisko mit banaau, kiski prit bhulaau
kayi baar yu hi dekha hai
ye jo man ki sima rekha hai, man todne lagta hai
anjaani pyaas ke pichhe
anjaani aas ke pichhe, man daudne lagta hai