muh modd ke yu hi jana tha
kyu apna mujhe banaya tha
agar shokh rulane ka tha tujhe
kyu hasna mujhe sikhaya tha
badi bhul hui tujhe pyar kiya
ye jina bhi koi jina hai
tum dur raho main dur rahu
kya pyar isi ko kehte hai
jo milne se majbur rahu
kyu vada kiya todd diya
ikrar karke inkaar kiya
badi bhul hui tujhe pyar kiya
badi bhul hui tujhe pyar kiya
tujhe pyar kiya tujhe pyar kiya
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
yaad me kisi ki dole o dole mere dil ki ghadi
yaad me kisi ki dole o dole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik tik tik tik tik
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
yaad me kisi ki dole o dole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
jab bajte hai sham ko char jab bajte hai sham ko char
raah dekhu tumhari karke singhar karke singhar
aur gaau dhire dhire aur gaau dhire dhire
mere mann ka panchi pihu pihu bole aur jhule
jhule prem hindole hindole mere dil ki ghadi
jhule prem hindole hindole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
jab baje panch che saat
kahu na hogi unse mulakat
jab baje panch che saat kahu
na hogi unse mulakat
sham to aahe bhar bhar kat jayegi
sham to aahe bhar bhar kat jayegi
kaise kategi raat kaise kategi raat
dagmag dagmag dole o dole mere dil ki ghadi
dagmag dagmag dole o dole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
jab baje aath nau das chota sa jiya ho jaye bebas
chota sa jiya ho jaye bebas
main kahu jo aaye piya unse nahi bolungi main
unse nahi bolungi main unse nahi bolungi
lakh manayenge na manungi na manungi roungi
ghunghat nahi kholungi
ghunghat nahi kholungi
ruk jaye na kisi se bole o bole mere dil ki ghadi
ruk jaye na kisi se bole o bole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
jab bajte dhire dhire dhire dhire
vo raat ko gyara raat ko gyara
gagan se jankhe vo chanda pyara
chanda pyara chanda pyara
bichde huye piya mere aa mile dobara
bichde huye piya mere aa mile dobara
pyar ki baate bole o bole mere dil ki ghadi
pyar ki baate bole o bole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik bole o bole mere dil ki ghadi
tik tik tik tik tik tik tik tik
tik tik tik tik tik tik tik tik
unpe dil aa gaya unpe dil aa gaya
ijhar karu ya na karu ijhar karu ya na karu
sochti hu main unhe sochti hu main unhe
pyar karu ya na karu
main pyar karu ya na karu
unpe dil aa gaya
le gaye ek najar me jo mera sabro karar
haye mera sabro karar
le gaye ek najar me jo mera sabro karar
haye mera sabro karar
fir kabhi unse najar fir kabhi unse najar
char karu ya na karu
main char karu ya na karu unpe dil aa gaya
aankho aankho me toh
ikarar mohabbat ke huye ikarar mohabbat ke huye
aankho aankho me toh ikarar
mohabbat ke huye ikarar mohabbat ke huye
baato baato me bhi
baato baato me bhi ikarar karu ya na karu
main pyar karu ya na karu unpe dil aa gaya
samne unke nigaahe main utha sakti nahi
main utha sakti nahi
samne unke nigaahe main utha sakti nahi
main utha sakti nahi khwaab me aaye to
khwaab me aaye to didaar karu ya na karu
didaar karu ya na karu unpe dil aa aa gaya
unpe dil aa gaya ijhar karu ya na karu
ijhar karu ya na karu unpe dil aa gaya
tumhe baago me savan ke najare yaad karte hain
tumhe baago me savan ke najare yaad karte hain
chale aao tumhe aansu hamare yaad karte hain
chale aao tumhe aansu hamare yaad karte hain
bahare puchhti hain meri aankho se pata teraa
bahare puchhti hain meri aankho se pata teraa
chaman me phul tujhko pyare-pyare yad karte hain
chale aao tumhe aansu hamare ysad karte hain
papihe pi kaha ke geet aksar bhul jate hain
papihe pi kaha ke geet aksar bhul jate hain
tumhe ro-ro ke jab ham gam ke mare yaad karte hain
tumhe ro-ro ke jab ham gam ke mare yaad karte hain
chale aao tumhe aansu hamare ysad karte hain
wahi najare jinhe tumne kabhi ulfat sikhayi thi
wahi najare jinhe tumne kabhi ulfat sikhayi thi
unhi maasum najaro ke ishare yaad karte hain
unhi maasum najaro ke ishare yaad karte hain
chale aao tumhe aansu hamare ysad karte hain
tumhe baago me savan ke najare yaad karte hain
ham to tere dil ke bangle me aana mangta
ham to tere dil ke bangle me aana mangta
aana fir aake nahi jana mangta
ham to tere dil ke bangle me aana mangta
ham to tum jaise se picha hi chudana maangta
ham to tum jaise se picha hi chudana maangta
ham to jana maangta ham to jana maangta
ham to tere dil ke bangale me aana maangta
ham to tere dil ke bangale me aana maangta
akeli mujhko dekh ke karo na miyau miyau
akeli mujhko dekh ke karo na miyau miyau
mere dil ka chuha naach raha hai
kaise ise samjhau samjhau
mere dil ka chuha naach raha hai
kaise ise samjhau samjhau palat palat are palat
bolo ji bolo ji bolo kaun ye lugai hai
bolo ji bolo ji bolo kaun ye lugai hai
aage aage mai bhaga ye piche piche aayi hai
aage aage mai bhaga ye piche piche aayi hai
dekho ji prem ki chitti isne mujhe bijhwai hai
dekho ji prem ki chitti isne mujhe bijhwai hai
apne maike ko ham abhi abhi jana maangta
apne maike ko ham abhi abhi jana maangta
jana fir jake nahi aana maangta
mera joru mere bangale se jana maangta
mera joru mere bangale se jana maangta
jana fir jake nahi aana maangta
ab ham tere dil ke bangale me aana maangta
ab ham tere dil ke bangale me aana maangta
sun ri sakhi sun ri mayke agar tu jayegi pachtayegi
sun ri sakhi mayke agar tu jayegi pachtayegi
iske dil me cham cham karti aur koi aa jayegi
iske dil me cham cham karti aur koi aa jayegi
jane kis kis se ye nain ladana maangta
jane kis kis se ye nain ladana maangta ladana maangta
o janewali theher jara mujhe tale ki chabi deti ja
o janewali theher jara mujhe tale ki chabi deti ja
mohabbat ka tarana dekhne wale bhaiyo
ghar me ho jab ek to fir dusri mat laiyo
dusri mat laiyo varna
varna tumko bhi aisi saja dilwana maangta
varna tumko bhi aisi saja dilwana maangta
namaste ji manaste ab ham jana maangta
namaste ji manaste ab ham jana maangta
jana fir jake nahi aana maangta
toot gaya haye tut gaya toot gaya haye tut gaya
vo saze mohabbat tut gaya toot gaya haye tut gaya
ham jisko samjhate the apna malum nahi kyo rut gaya
toot gaya haye tut gaya
rangeen ghataye chayi thi rangeen ghataye chayi thi
mehman bahare aayi thi
vo kaun fija ka jonka tha jo sara gulshan lut gaya
vo kaun fija ka jonka tha jo sara gulshan lut gaya
toot gaya haye tut gaya
anjame mohabbat kya kahiye is dil ki halat kya kahiye
anjame mohabbat kya kahiye is dil ki halat kya kahiye
ek bijli thi jo pond gayi ek tara tha jo tut gaya
ek bijli thi jo pond gayi ek tara tha jo tut gaya
toot gaya haye tut gaya
kismat ke sataye baithe hai kismat ke sataye baithe hai
ek chot si khaye baithe hai
jo daman hamne thama tha vo daman hamse chhut gaya
jo daman hamne thama tha vo daman hamse chhut gaya
toot gaya haye tut gaya toot gaya haye tut gaya
vo sajhe mohabbat tut gaya toot gaya haye tut gaya
sitamgar sitamgar sitamgar sitamgar
sitamgar sitamgar sitamgar sitamgar
kiya vaar teri nigaho ne dil par
kiya vaar teri nigaho ne dil par
main kaise sahungi sitam o sitamgar
koi mere dil me na ab tak samaya
koi meri aankho ko ab tak na bhaya
mere mann ke mandir me koi na aaya
koi na aaya
tere samne jhuk gaya kyu mera sar
main kaise sahungi sitam o sitamgar
kiya vaar teri nigaho ne dil par
tere paas aane ko jee chahta hai
nigahe milane ko jee chahta hai
mohabbat jatane ko jee chahta hai
jee chahta hai
na jane mujhe kya hua tujhse milkar
main kaise sahungi sitam o sitamgar
kiya vaar teri nigaho ne dil par
main apni khatao pe sharma rahi hu
juda ho ke tujhse main ghabra rahi hu
main dil me umango ko tadpa rahi hu
main tadpa rahi hu
tujhe kya mila mujhko betal banakar
main kaise sahungi sitam o sitamgar
kiya vaar teri nigaho ne dil par
sitamgar sitamgar sitam o sitamgar