meri yeh kaisi sazaa hai
teri yeh kaisi khata hai
manzilein mujhse khafa hai
mere khwaab kyun mujhse judaa hai
kahaan hai tu khuda
kahaan hai yeh bata
na khushi na toh dard jiyega
kaun lakiron ki raah siyega
sasein kuch be-bas hai kuch bezaan
kismat kyun aisa karti hai
patthar ka kyun dil rakhti hai
dhoka dekar banti hai anjan
kahan hai tu khuda
kahan hai yeh bata
ab tu kyun khamosh hua hai
saya mera kuch mujhse khafaa hai
khali haath kyun lauti meri duaa
aaj kahunga main chup na rahunga
jitni saza de uttni sahunga
tera diya har zakham ab mera
kahan hai tu khuda
kahaan hai yeh bata
meri yeh kaisi sazaa hai
teri yeh kaisi khata hai
manzilein mujhse khafa hai
mere khwaab kyun mujhse judaa hai
kahaan hai tu khuda
kahaan hai yeh bataa
ab na khushi na toh dard jiyega
kaun lakiron ki raah siyega
saasein kuch bebas hai kuch bezaan
kismat kyun aisa karti hai
patthar ka kyun dil rakhti hai
dhoka dekar banti hai anjaan
kahaan hai tu khudaa
kahaan hai yeh bataa
ab tu kyun khamosh hua hai
saaya mera kuch mujhse khafaa hai
khali haath kyun lauti meri duaa
aaj kahunga main chup na rahunga
jitni sazaa de uttni sahunga
tera diya har zakham ab mera
kahaan hai tu khudaa
kahaan hai yeh bataa
hey hey
teri ye kaisi saza hai
teri ye kaisi khata hai
manzilein kyon mujhse khafa hai
mere khawab kyon mujhse judda hai
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
hey hey hey
na khushi na toh dard jiyega
kaun lakeeron ki raah seeyega
ab tu kyon khamosh huaa hai
saya mera kuch mujhse khafa hai
khali hath kyon lauti meri dua
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata
hey hey he
kismat kyon aisa karti hai
pathhar ka kyon dil rakhti hai
aaj kahunga main chup na rahunga
jitni sazaa de utni sahunga
tera diya har zakhm ab mera
kahan hai khuda
hey hey hey
kahan hai tu khuda
kahan hai ye bata