gazab chakai bindiya tori aadhi raat
kareja chue rasiya tori yahi baat
gazab chakai bindiya tori aadhi raat
kareja chue rasiya tori yahi baat
dekho re jalim kaise khadi gagri jaise ras ki bhari
darshan ko tarsu re balim mai barkha wali badri
dekho se jalim kaise khadi gagri jaise ras ki bhari
darshan ko tarsu re balim mai barkha wali badri
bin barse hi se udi chali jaat re
gazab chakai bindiya tori aadhi raat
kareja chue rasiya tori yahi baat
joban mora dekho to jawani badhe raja
joban mora dekho to jawani badhe raja
lambi ho umariya jo najar lade raja
ji bhar ke niharu to niharu tohe kaise
jiyra me palak tori dank mare jaise
chaina jaye pakad mera hath
kareja chue rasiya tori yahi baat
gazab chakai bindiya tori aadhi raat
kareja chue rasiya tori yahi baat
gazab chakai bindiya tori aadhi raat
gazab chakai bindiya tori aadhi raat
upar vala dukhiyo ki nahi sunata re
sota hai bahut jaga hai na
upar vala dukhiyo ki nahi sunata re
kaun hai jo usako gagan se utare
ban ban ban mere jaisa ban
is jivan ka yahi hai jatan sala yahi hai jatan
are gam ki ag bujhana hai to hamse sikho yar
aag lagi
aag lagi hamari jhopadiya me ham gave malhar
dekh bhai kitne tamashe ki zindgani hamar
he bhole bhale lalava khae ja roti basi
are ye hi kha ke javan hoga beta
bhole bhale lalava khae ja roti basi
bada ho ke banega saheb ka chaprasi
khel khel khel mati me holi khel
gal me gulal hai na zulfo me tel
are apani bhi javani kya hai suna tene yar
aag lagi
aag lagi hamari jhopadiya me ham gave malhar
dekh bhai kitne tamashe ki zindgani hamar
he sajani tu kahe ai nagari hamari
chal ja bhag ja bhag
sajani tu kahe ai nagari hamari
dhare sa bidesi babu bahiyan tumhari
tham tham tham gori zara tham
nahi lut jaegi ram kasam
are kehu nahi aega re sun ke pukar
aag lagi
aag lagi hamari jhopadiya me ham gave malhar
dekh bhai kitane tamashe ki zindagani hamar
sala mai to sahab ban gaya
are sala mai to sahab ban gaya
sahab ban ke kaisa tan gaya
ye sut mera dekho ye but mera dekho
jaisa gora koi londan ka ha
vah fakire! vah fakire sut pahan kar
kaisa kude phande
vah fakire! vah fakire sut pahan kar
kaisa kude phande
kauva jaise pankh mayur ke
apni dum me bandhe apni dum me bandhe
apni dum me bandhe
kya jano hum is bheja me
kya kya naksha khicha
kya kya naksha khicha
lidar log ki unchi bate kya samajhe tum nicha
han kya samajhe tum nicha
mera vo sab jahilpan gaya
sala mai to sahab ban gaya
sahab ban ke kaisa tan gaya
ye sut mera dekho ye but mera dekho
jaisa gora koi londan ka ha
attention
sala mai to sahab ban gaya
sahab ban ke kaisa tan gaya
ye sut mera dekho ye but mera dekho
jaisa gora koi londan ka ha
surat hai bandar ki lekin lagti hai alabeli
surat hai bandar ki lekin lagti hai alabeli
kaisa raja bhoj bana hai mera gangu teli
kya gangu teli
tum langoti vala na badala hai na badalega
tum langoti vala na badala hai na badalega
tum sab sala log ka kismat ham sala badalega
ham sala badalega han ham sala badalega
sina dekho kaisa tan gaya ha ha ha
sala mai to sahab ban gaya
sahab ban ke kaisa tan gaya
ye sut mera dekho ye but mera dekho
jaisa gora koi londan ka
jaisa gora koi londan ka
sar jo tera chakaraye ya dil duba jaye
aja pyare paas hamre kahe ghabraye kahe ghabraye
sar jo tera chakaraye ya dil duba jaye
aja pyare paas hamre kahe ghabraye kahe ghabraye
tel mera hai nuskhi chand rahe na khuski
jiske sar par hath firadu chamke kismat uski
tel mera hai nuskhi chand rahe na khuski
jiske sar par hath firadu chamke kismat uski
sun sun are beta sun is chammpi me bade bade gum
sun sun are beta sun is chammpi me gum gum gum gum
lakh dukho ki ek dawa hai kyu na ajamaye
kahe ghabraye kahe ghabraye
sara jo tera chakaraye ya dil dooba jaye
aja pyare paas hamre kahe ghabraye kahe ghabraye
je rask howe jhagda ya business ka ho ragda
sab lofro ka bojh hate jab pade hath ek tagda
je rask howe jhagda ya business ka ho ragda
sab lofro ka bojh hate jab pade hath ek tagda
sun sun are babu sun is chammpi me badu bade gum
sun sun are beta sun is chammpi me gum gum gum gum
lakh dukho ki ek dawa hai kyu na jamaye
kahe ghabraye kahe ghabraye
sar jo tera chakaraye ya dil dooba jaye
aja pyare paas hamre kahe ghabraye,kahe ghabraye
nokar ho ya malik leader ho ya public
apne age sabhi jhuke hai kya raja kya sainik
nokar ho ya malik leader ho ya public
apne age sabhi jhuke hai kya raja kya sainik
sun sun are raja sun is chammpi me bade bade gum
sun sun are raja sun is chammpi me gum gum gum gum
lakh dukho ki ek dawa hai kyu na jamaye
kahe ghabraye kahe ghabraye
sar jo tera chakaraye ya dil dooba jaye
aja pyare paas hamre kahe ghabraye kahe ghabraye
tum vrindavan chandr saanware hum hai chandr chakori
hariday hariday se baandh rahi hai chandr kiran ki dori
tum gopi sang natwar naagar tum nadiyaon ka ras ke sagar
natwar naagar ras ke sagar natwar naagar
apna banao hume ang lagao ji raas rachao ji
raas rachao ji taan bajaao ji
janam janam ki pyas bujhao na pyas bujhao ji
raas rachao ji
o gagan ataari pe chadh gayi sargam
prem lagan man jaagi
aaj rahe jo door shyam se
to brizbhaam abhaagi
basre chandani shard nisha mein shard nisha mein
basre chandani disha disha mein
shard nisha mein disha disha mein shard nisha mein
ras ke bihari shyam ras barsao ji raas rachao ji
raas rachao ji taan bajaao ji
janam janam ki pyas bujhao na pyas bujhao ji
raas rachao ji taan bajaao ji
janam janam ki pyas bujhao na pyas bujhao ji
raas rachao ji
ankhiya farkat hai ji
kinne mara abir gulaal
vallah ji kinne mara abir gulaal
batiya bahkat hai ji kaahe naino ke dore daal
vallah ji kaahe naino ke dore daal
ankhiya farkat hai ji
kinne mara abir gulaal
vallah ji kinne mara abir gulaal
sakhiya dekhat hai ji hat chhodo hatile nandlaal
dekho ji hat chhodo hatile nandlaal
rang birange maagh saje hai naache radha gori
naache naache radha gori
baaje kanche kaal sanwre dekh ke aisi gori
ho naache radha gori
rang ras barsat hai ji jaise baadal bhi kar diye laal
dekho jaise baadal bhi kar diye laal
ho ankhiya farkat hai ji
kinne mara abir gulaal
vallah ji kinne mara abir gulaal
batiya bahkat hai ji kaahe naino ke dore daal
vallah ji kaahe naino ke dore daal
aisi maari pichkaari ho
aisi maari pichkaari chhatiya dhadak gayi
dekhi ji kanaahi mori chunariya sarak gayi
dekhi ji kanaahi mori chunariya sarak gayi
sochat kaapat hai ji, de de taali hansegi brij baal
dekho ji de de taali hansegi brij baal
ankhiya farkat hai ji
kinne mara abir gulaal
vallah ji kinne mara abir gulaal
batiya bahkat hai ji kaahe naino ke dore daal
vallah ji kaahe naino ke dore daal
jhum uthe nain mere
dekh tujhe sanware dekh tujhe
jhum uthe nain mere
dekh tujhe sanware dekh tujhe
main hi nahi jhum raha sara nand gaon re
dekh tujhe sanware dekh tujhe
jhum uthe nain mere
dekh tujhe sanware dekh tujhe
lok laaz ka bhi gyan dhyan kho gaya
lok laaz ka bhi gyan dhyan kho gaya
na jane mujhe aaj kya ho gaya
na jane mujhe aaj kya ho gaya
jaag uthe janam janam
sunke krishan naam re
dekh tujhe sanware dekh tujhe
jhum uthe nain mere
dekh tujhe sanware dekh tujhe
yu chitwan me ras ke megh chhaye hue
tu apna hua sab paraye hue
tu apna hua sab paraye hue
kaamini ko aaj mile prem ghan ki chhaw re
dekh tujhe sanware dekh tujhe
jhum uthe nain mere
dekh tujhe sanware dekh tujhe
man ke varindavan me praan hai magan
man ke varindavan me praan hai magan
ab to lagi meri tujhse lagan
ab to lagi meri tujhse lagan
neelgagan me maadal baaje, maadal baaje
neelgagan me maadal baaje, angna me naache mor
sakhi re ali angna me naache mor
ghir ghir aai milan yaamini, kabhi na hogi bhor
sakhi re ali kabhi na hogi bhor
neelgagan me maadal baaje
sapne me aai man har saiyaan
hans kar pakdi baiyaa ho
hans kar pakdi baiyaa
ho laaj ke maare mar mar jaaun
padu sajan ke paiyan, paiyan
hans kar pakdi baiyaa
jakad ke humne baanh chhudaai
kangna ki tuti chhor, saki re ali
kangna ki tuti chhor
neelgagan me maadal baaje
laakh kahi meri ek na maani
piya kare manmaani ho
piya kare manmaani
jitna sataaye ati man bhaye
reet hai ye anjaani
piya kare manmaani
pag pag par rokat mori
achra ka pakde chhor, sakhi re ali
achra ka pakde chhor
neelgagan me maadal baaje
kabhi milan kabhi bichhdan aali
preet ki reet niraali ho
preet ki reet niraali
nind ki mangi lag gayi ankhiya
ruth gaye vanmaali
ruth gaye vanmaali
jaag jaag man bhavan aaye
bhavna me mach gaya shor, sakhi re ali
bhavna me mach gaya shor
neelgagan me maadal baaje
angna me naache mor
sakhi re ali angna me naache mor
ghir ghir aai milan yaamini, kabhi na hogi bhor
sakhi re ali kabhi na hogi bhor
neelgagan me maadal baaje
ghir aaye ras megha rasik ji
sun murli dhun pyaari
janam janam li pyas liye ham
aai sharan tumhari
ghir aaye ras megha rasik ji
raas rachao ji gana bajaao ji
janam janam ki pyaas bujhaao ji
pyaas bujhaao ji
raas rachao ji gana bajaao ji
janam janam ki pyaas bujhaao ji
pyaas bujhaao ji
raas rachao ji gana bajaao ji
janam janam ki pyaas bujhaao ji
pyaas bujhaao ji
pyaasa papiha pi pi bole
main ghanshyaam pukare
rom rom me murli baaje
gunje krishana murari
krishana murari re, krishana murari re
tum ho madhuban ke hum hai tumhari re
krishana murari re, krishana murari re
krishana murari re
shyaam man mohaniya murli bajao ji
raas rachaao ji
raas rachao ji gana bajaao ji
janam janam ki pyaas bujhaao ji
pyaas bujhaao ji
raas rachao ji
tum bansi ho main taan
hum tum do nahi
tan do hain ek hain pran
hum tum do nahi
tum bansi ho main taan
hum tum do nahi
tan do hain ek hain pran
hum tum do nahi
ye janam janam ke bandhan
ye janam janam ke bandhan
jug jug se bhesh badalkar
hum yuhi aate jate
main khoj hu tum pahchan
hum tum do nahi
tan do hain ek hain pran
hum tum do nahi
tum bansi ho main taan
hum tum do nahi
tum kadam ho sham salone
main komal pushp lata hu
tu meri rup kahani
main teri prem katha hu
main saaz hu tum vardaan
hum tum do nahi
tan do hain ek hain pran
hum tum do nahi
tum bansi ho main taan
hum tum do nahi
tum neele gahre sagaar
main meel ki pyasi dhara
dhara ka rup hain sagaar
sagaar ka rup hain dhara
main bhakti tum bhagwan
hum tum do nahi
tan do hain ek hain pran
hum tum do nahi
tum bansi ho main taan
hum tum do nahi
dheeth langar natkhat harjaai
tohe laaj na aaye
ek to man ka dheeraj lute
duje jiya jalaaye
dheeth langar
ho dheeth langar natkhat harajaai
tohe laaj na aaye
aate jaate baiyaan pakde
aate jaate baiyaan pakde, roke baat hamaari
kankad maare gagariya phode
kankad maare gagariya phode
waah re preet tihaari
nit nit ki ye raar kanhaai
ham se sahi na jaaye
dheeth langar natkhat harjaai
tohe laaj na aaye
baansuriya ki ter sunaakar
baansuriya ki ter sunaakar, hamko paas bulaaye
ham aaye to auron ke sang
ham aaye to auron ke sang
hil mil raas rachaaye
bebas ka man bas mein karake
chaturaai dikhalaaye
dheeth langar natkhat harjaai
tohe laaj na aaye
ek to man ka dheeraj lute
duje jiya jalaaye
ho dheeth langar
ho dheeth langar natkhat harajaai
tohe laaj na aaye
ud ja ud ja pyase bhanware
ras na milega dharo me
kagaj ke phul jaha khilte hain
baithna un gulzaro me
nadan tamanna reti me
ummed ki kashti kheti hain
ik hath se deti hain duniya
sau hatho se le leti hain
ye khel hain kabse jari
hay bichhde sabhi
bichhde sabhi baari baari
are dekhi jamane ki yaari
bichhde sabhi baari baari
kya leke mile, ab duniya se
aansu ke siva, kuchh paas nahi
aa phul hi phul the daman me
yaha kaanto ki bhi aash nahi
matlab ki duniya hain sari
bichhde sabhi, bichhde sabhi baari baari
are dekhi jamane ki yaari
bichhde sabhi baari baari
bichhde sabhi baari baari
ulte sidhe are daw lagaye hans hans feka pasa
ulte sidhe are daw lagaye hans hans feka pasa
kare bhagya ki chal bhi dekh diwane
kaisa tujhko fansa
re kaisa tujhko fansa
har kabhi jeet kabhi kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi kahe ka
are kahe ka rona re kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi
teri jeet me hissa jahan ne liya
ab haara to har akela
teri jeet me hissa jahan ne liya
ab haara to har akela
kise dhund raha hai yar mere do roj ka tha wo mela re
har kabhi jeet kabhi kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi kahe ka
are kahe ka rona re kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi
bada naaj tha ek roj jinpe tujhe
tu bhula wo chaale saari
bada naaj tha ek roj jinpe tujhe
tu bhula wo chaale saari
mere banke khiladi baaji utha
ab oro ki aayi baari
har kabhi jeet kabhi kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi kahe ka
are kahe ka rona re kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi kahe ka rona re
har kabhi jeet kabhi
san san san wo chali hawa ruk ruk kan me kuch kaha
san san san wo chali hawa ruk ruk kan me kuch kaha
naye arman jage naye tufan jage jhoke pe jhoka khaye jiya
san san san wo chali hawa ruk ruk kan me kuch kaha
jhoke pe jhoka khaye jiya
mahak gaya ji mera man mera tan ji ha ji hai
lat jo teri lahrayi bahak gaya ji bole dil mil
bole mil mil mil kitni buri rut aayi
purwaiya kare diwana dil chahe kahi ud jana
purwaiya kare diwana dil chahe kahi ud jana
san san san wo chali hawa ruk ruk kan me kuch kaha
naye arman jage naye tufan jage jhoke pe jhoka khaye jiya
san san san wo chali hawa
machal gaye re mane na sune na mane na na na nana na
lagte hai jhoke san san jahar chade re ye pawan dase re
ye pawan pawan dasti hai jaise nagin mar dala re mar dala
puwaiya kare matwala mar dala re mar dala
puwaiya kare matwala san san san wo chali hawa
ruk ruk kan me kuch kaha naye arman jage naye tufan jage
jhoke pe jhoka khaye jiyasan san san wo chali hawa
hum tum jise kahta hai shadi
you know hai pura barbadi
jo tum lalchaoge piche pachtaoge
mind you mind you jayegi aazadi
hum tum jise kahta hai shadi
you know hai pura barbadi
jo tum lalchaoge piche pachtaoge
mind you jayegi aazadi
jab marzi aao jab marzi jao dalo kahi pe bhi dera
jab marzi aao jab marzi jao dalo kahi pe bhi dera
sadko pe gao citi bajao kar do kahi bhi sawera
wah wah wah wah
hum tum jise kahta hai shadi
you know hai pura barbadi
jo tum lalchaoge piche pachtaoge
mind you jayegi aazadi
jis ghar me hum rakhde kadam
hoti hai kya khatirdari
jis ghar me hum rakhde kadam
hoti hai kya khatirdari shadi jo ki chutti hui
surat na dekhegi pari
hum tum jise kahta hai shadi
you know hai pura barbadi
jo tum lalchaoge piche pachtaoge
mind you jayegi aazadi
mind you jayegi aazadi
ranginiya ye mastiya
sab kuch hai yaro ke dam se
ranginiya ye mastiya
sab kuch hai yaro ke dam se
kismat ki bat khushiya hai sath
dunia kyu jalti hai hamse
wah wah wah wah
hum tum jise kahta hai shadi
you know hai pura barbadi
jo tum lalchaoge piche pachtaoge
mind you jayegi aazadi
mind you jayegi aazadi
ek do tin char aur panch chhah aur sat ath aur nau
ek jagah sab rahate the, jhagade the par un me sau
ek do tin char aur panch chhah aur sat ath aur nau
ek jagah sab rahate the, jhagade the par un me sau
nau ne kaha ath kya, are chhote ka thath kya
ath sau sau pe, tuf teri izzat pe
sat yah bola chhah se, do hazar kaise
nau ne kaha ath kya, chhote ka thath kya
ath hazar sat pe, tuf teri izzat pe
sat yah bola chhah se, do hazar kaise
akad akad ke bigad, bigad ke jhagada jhajhat
kitakiti kar ke sab ne, sab ko phatakara
rah gaya sab ka munh takata sab se chhota ek chagada
ek do tin char aur panch chhah aur sat ath aur nau
ek jagah sab rahate the, jhagade the par un me sau
ek bichhada tanaha-tanaha phirata tha avara sa
sifar mila use raste me be-qimat nakara sa
ek ne puchha tum ho kaun, ek ne puchha tum ho kaun
us ne kaha mai sirf sifar, ek ne socha mai bhi kya
sabase chhota aur sab sach, mil gae dono ho gae das
chamaka qismat ka tara
ek do tin char aur panch chhah aur sat ath aur nau
ek jagah sab rahate the, jhagade the par un me sau
ek ko jab das banate dekha, sab ne sifar ko roka toka
nau ne pyar se ath milai, ath ne sau-sau bat banai
nau ne pyar se ath milai, ath ne sau-sau bat banai
sat ne rangi jal bichhaya, chah ne saur tufan uthaya
kata-kata ke mita-mita ke sifar ko ek se dur hata ke
chhina ek duje ka sahara, chhina ek duje ka sahara
ek bichhada tanaha-tanahaphirane lage phirata avara
ek do tin char aur panch chhah aur sat ath aur nau
ek jagah sab rahate the, jhagade the par un me sau
dekhi zamane ki yari bichhade sabhi bichhade sabhi bari-bari
dekhi zamane ki yari bichhade sabhi bari-bari
kya leke mile is duniya se ansu ke siva kuchh pas nahi
ya phul hi phul the daman se ya kanto ki bhi as nahi
matalab ki duniya hai sari
bichhade sabhi bichhade sabhi bari-bari
dekhi zamane ki yari bichhade sabhi bari-bari
vaqt hai maharba arzu hai zaba
fikr kal ki kare itani furasat kahan
vaqt hai maharba arzu hai zaba
fikr kal ki kare itani furasat kahan
daur ye chalata rahe rang uchhalata rahe
rup machalata rahe jam badalata rahe
rat bhar mahama hai bahare yahan
rat agar dhal gai phir ye kushiyan kahan
rat bhar mahama hai bahare yahan
rat agar dhal gai phir ye kushiyan kahan
pal bhar ki kushiyan hai sari
pal bhar ki kushiyan hai sari
pal bhar ki kushiyan hai sari
badhane lagi badhane lagi bekarari badhane lagi bekarari
pal bhar ki kushiyan hai sari
badhane lagi bekarari badhane lagi bekarari
ud ja ud ja pyase bhavren, ras na milega kharo me
kagaj ke phul jaha khilate hai, baith na un gulajaro me
nadan tamanna teti me, ummid ki kashti kheti hai
ek hath se deti hai duniya, sau hatho se le leti hai
ye khel hai kab se jari
bichhade sabhi bichhade sabhi bari-bari
are dekhi zamane ki yari bichhade sabhi bari-bari
bichhade sabhi bichhade sabhi bari-bari
kya leke mile is duniya se ansu ke siva kuchh pas nahi
ya phul hi phul the daman se ya kanto ki bhi as nahi
matalab ki duniya hai sari
bichhade sabhi bichhade sabhi bari-bari
dekh idhar o jadugar
dekh idhar o jadugar
hamen ghayal kar ke chala hai kaha
dekh idhar o jadugar
hamen ghayal kar ke chala hai kaha
chala hai kaha dekh idhar o jadugar
dil par dore dal ke tune kar liya hamko bas me
dil par dore dal ke tune kar liya hamko bas me
pahale hi mel me kha baithe ham mar mitane ki kasame
pahale hi mel me kha baithe ham mar mitane ki kasame
tirachhi najar thi ya kanjar
hamen ghayal kar ke chala hai kahan
chala hai kahan dekh idhar o jadugar
aa ho o o he ye ye aa aa
pal do pal ki hain yeh bahare pal do pal ke mele
pal do pal ki hain yeh bahare pal do pal ke mele
kya jitega dil ki baji jo dar dar kar khele
soch naa kar banke dilabar
hamen ghayal kar ke chala hai kahan
chala hai kahan dekh idhar o jadugar
o jadugar hamen ghayal
are hamen ghayal kar ke chala hai kahan
chala hai kahan, dekh idhar ho jadugar
ho jadugar, ho jadugar, ho jadugar
hamen ghayal kar ke chala hai kahan
dekh idhar ho jadugar
oy jadugar
hamen ghayal kar ke chala hai kahan
dekh idhar ho jadugar
hamen ghayal kar ke chala hai kahan
dekh idhar ho jadugar
ho bhole piya
tum chalo hamare sath balama, dariyo na
aag lage bangale me ho balama, aag lage bangale me
tum chalo hamare sath balama
chalo hamare sath balama, dariyo na
aag lage bangale me ho balama, aag lage bangale me
yeh naina aur yeh honth phul hain chhuri nahi
chhuri nahi, chhuri nahi
duniya ko har ke dil ki jit kuchh buri nahi
buri nahi, buri nahi
ho bhole piya tumhe meri kasam, koyi kariyo na gam
tum chalo hamare sath balama
chalo hamare sath balama, dariyo na na
aag lage bangale me ho balama
aag lage bangale me ho balama, aag lage bangale me
kar lo ji aankhe char pyar se daro nahi
daro nahi, daro nahi
jine ke din hain sarakar aaj tum maro nahi
maro nahi, maro nahi
ho bhole piya tumhe meri kasam, koyi kariyo na gam
tum chalo hamare sath balama
chalo hamare sath balama, dariyo na na
aag lage bangale me ho balama
aag lage bangale me ho balama, aag lage bangale me
yeh hain mastane din-rat laut ke aayenge na
aayenge na, aayenge na
aur laut ke aa bhi gaye toh hamako payenge na
payenge na, payenge na
ho bhole piya, tumhe meri kasam koyi kariyo na gam
tum chalo hamare sath balama
chalo hamare sath balama, dariyo na na na na
aag lage bangale me ho balama
aag lage bangale me ho balama, aag lage bangale me
unche sur me gaye ja, masti me lahraye ja
dunia ke bazar me apna band bajaye ja
unche sur me gaye ja, masti me lahraye ja
dunia ke bazar me apna band bajaye ja
dunia ke bojh ko sar se utar de
chinta ke bhut ko banduk mar de
dunia ke bojh ko sar se utar de
chinta ke bhut ko banduk mar de
kyu bhai maine thik kaha ha bhai tune thik kaha
are tab fir maine thik kaha
unche sur me gaye ja, masti me lahraye ja
dunia ke bazar me apna band bajaye ja
dunia ki gadiya
dunia ki gadiya chalti hai juth par
dunia ko mar de bate ke but par

dunia ke fer me padna fazul hai
jindagi usi ki hai jo ki damphul hai
dunia ke fer me padna fazul hai
jindagi usi ki hai jo ki damphul hai
kyu bhai maine thik kaha tumne bikul thik kaha
are tab fir maine thik kaha
unche sur me gaye ja, masti me lahraye ja
dunia ke bazar me apna band bajaye ja
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
aankh wo kya, dil hi wo kya jo na kare koi khata
aankh wo kya, dil hi wo kya jo na kare koi khata
hath badha saj utha dunia ka gum kare apni bala
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
kal ke liye aaj na dhal, dil se mita gum ka asar
kal ke liye aaj na dhal, dil se mita gum ka asar
sochna kal aah na bhar, aanhko me basera kar dil me utar
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
rut hai jawa waqt hasi jashn rahe aaj yahi
rut hai jawa waqt hasi jashn rahe aaj yahi
kal ka yakin hamko nahi, tham hi na jaye kahi ghumti jami
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
dum hai baki to gum nahi aish ke raste kam nahi
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
dekho na baabuji daaye baaye, panv kahi ulajh na jaaye
dekho na baabuji daaye baaye, panv kahi ulajh na jaaye
chaahat ke raste me pher bade hai
giroge fisal ke chalna sambhal ke chhup chhup jaana
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
chori chori aake mori saiya, chumo aur thaamo mori baiya
chori chori aake mori saiya, chumo aur thaamo mori baiya
jaao ji tum se diler bade hai
aaye jo akad ke maarungi pakad ke chhup chhup jaana
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
jhalak dikhaake tarasaau par kabhi pakadi na jaau
jhalak dikhaake tarasaau par kabhi pakadi na jaau
tum jaise mitti ke sher bade hai
hansake machal ke haatho se nikal ke chhup chhup jaana
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
pichhe pichhe aa kar chhu lo hame pa kar chhup chhup jaana ho
teri duniyaa me jine se to behatar hai ki mar jaae
vohi aansu, vohi aahe, vohi gam hai jidhar jaae
teri duniyaa me jine se to behatar hai ki mar jaae
koi to aisaa ghar hotaa jahaa se pyaar mil jaataa
vohi begaane chehare hai jahaan pahunche jidhar jaae
teri duniyaa me jine se to behatar hai ki mar jaae
are o aasamaan vaale bataa isame buraa kyaa hai
khushi ke chaar jhoke gar idhar se bhi guzar jaae
teri duniyaa me jine se to behatar hai ki mar jaae