tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
kya kahu tumse kah nahi sakta
bin tumhare mai rah nahi sakta
kya kahu tumse kah nahi sakta
bin tumhare mai rah nahi sakta
tum ko agar aaitbar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
dil pe mujhko to etbar nahi
ye vo shay hai jise karar nahi
dil pe mujhko to etbar nahi
ye vo shay hai jise karar nahi
dil pe gar ikhtiyaar aajaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
jab tamnna shabab par aaye
har taraf ik khumar sa chhaye
jab tamnna shabab par aaye
har taraf ik khumar sa chhaye
ager kismat ko yaad jaye
zindagi me bahar aa jaye
tum jo aao to pyar aa jaye
zindagi me bahar aa jaye
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
ye nashili fiza behke hue hai kadam
aye dil thehar ja zara
tujhko hai meri kasam
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
aaj dil par mere chhai hai behoshiya
arma bikharne lage kaisi chali aandhiya
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
keh raha hai sama ayega koi yaha
apna bana ke mujhe
ban jayega rajdaar
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
ya rabba rabba ho
ya rabba rabba ho
kaha jata hai dil le ke mera
unko hamse badi shikayat hai
unko hamse badi shikayat hai
pyar karna hamari aadat hai
pyar karna hamari aadat hai
unko hamse badi shikayat hai
unko hamse badi shikayat hai
unko hak hai wo chahe jo samjhe
unko hak hai wo chahe jo samjhe
warna unse hame mohabbat hai
warna unse hame mohabbat hai
pyar karna hamari aadat hai
pyar karna hamari aadat
unko hamse badi shikayat hai
unko hamse badi shikayat hai
nam mera juba pe wo laye
nam mera juba pe wo laye
aisi umare kaha ye kismat hai
aisi umare kaha ye kismat hai
pyar karna hamari aadat hai
pyar karna hamari aadat hai
unko hamse badi shikayat hai
unko hamse badi shikayat hai
hum tumko mana rahe hai tum hamko mana rahe ho
chhodo bhi chhodo bhi jalim hamko kyu aazma rahe ho
hum tumko mana rahe hai
ye bekarar dil hi meri to jindagi hai
manjil mujhe milegi dil ko mere yaki hai
man mohni hoga ek din aazmana
hum tumko mana rahe hai tum hamko mana rahe ho
chhodo bhi chhodo bhi jalim hamko kyu aazma rahe ho
hum tumko mana rahe hai
inkar karne wale ikrar to karenge
ye dekhna hai kab tak bekarar wo rahenge
hoga kabhi hakikat aakhir ye fasana
hum tumko mana rahe hai tum hamko mana rahe ho
chhodo bhi chhodo bhi jalim hamko kyu aazma rahe ho
hum tumko mana rahe hai
kab tak juda rahenge yu manjilo se rahe
kab tak rahengi tanha yu aarzuo ki bahe
raho ki muskilo ko hai ek din sar jhukana
hum tumko mana rahe hai tum hamko mana rahe ho
chhodo bhi chhodo bhi jalim hamko kyu aazma rahe ho
hum tumko mana rahe hai