mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar, dil khone laga
dil me machi hai halchal
dil ho gaya hai bekal
ise kehde pagalpan ya aashiki
chhaayi hai shaam divani
mai ho gayi kahani
tujhko padhni hai sari jindagi
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar, dil khone laga
aake chand sitare, lagne lage hai pyare
karne lage hai teri aarju
anjam jo bhi hoga, tu mere sath hoga
khushiyo ka manjar hoga charsu
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar dil khone laga
laga laga laga laga laga laga
mujhme nigahe dal de, baki sab ko tu tal de
khud ko mujhme dhaal de ha ha ha ha
tere didar ka jahar, karne laga hai ye asar
aaja tu o bekhabar, dil khone laga
abhi abhi jo tu aayi hai
abhi abhi khushi aayi hai
abhi abhi asar laayi hai dua
kabhi rahe najar sahmi si
kabhi rahe galat fami si
kabhi kabhi lage kuch bhi na hua
milne lag gale rishto ki ye jamin
aankho me aa gayi khushiyo ki ye nami
dil me hilne lagi hai patthar ki jubaan
ye bhi karne lagi hai haale baya
hai aaj koi yaado ki jhil me
par wo nhi hai teri jaagir me
ho oo kabhi kabhi wafa moti hai
kabhi diya kabhi jyoti hai
kabhi kabhi dubo deti hai jaan
kabhi kabhi rulaati bhi hai
kabhi kabhi hansaati bhi hai
kabhi kabhi jaga deti hai armaan
chupke se kaun tere dil me aa gaya
hai pahli baar tujhko koi bha gaya
uski hi yaad me ab tu khone lagi
khuli khuli aankh me sapne bone lagi
dil chhahe tera tu ud jaye kahi
phir sochte hai kahi chhute na jamin
abhi abhi jo tu aayi hai
abhi abhi khushi aayi hai
abhi abhi asar laayi hai dua
kabhi rahe najar sahmi si
kabhi rahe galat fami si
kabhi kabhi lage kuch bhi na hua
abhi abhi jo tu aayi hai
abhi abhi khushi aayi hai
abhi abhi asar laayi hai dua
kabhi rahe najar sahmi si
kabhi rahe galat fami si
kabhi kabhi lage kuch bhi na hua