pardesi tum kaun kaha se aaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
anjane tum kaun nain me chhaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
pardesi tum kaun
mera phulo ka desh jaha chandi ka
cham cham chamke gagan
aur sone si ujli zami hai
mera phulo ka desh jaha chandi ka
cham cham chamke gagan
aur sone si ujli zami hai
tujhe dekha to ab mujhe aisa laga
waha teri hi ek bas kami
anjane tum kaun nain me chhaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
pardesi tum kaun
tera sapno ka desh jaha pariya
bhi chham chham nache gagan
rup rango ki jhanki rahi hai
tera sapno ka desh jaha pariya
bhi chham chham nache gagan
rup rango ki jhanki rahi hai
tera chanda ka mukhda ye chamke jaha
tera chanda ka mukhda ye chamke jaha
waha poonam ke siva kuch nahi
pardesi tum kaun kaha se aaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
anjane tum kaun nain me chhaye ho
do pal ki pahchan me man ko itne bhaye ho
pardesi tum kaun
chamke chand poonam ka chhalke pyar shabnam ka
hum tum sang jab milte badle rang mausam ka
chamke chand poonam ka chhalke pyar shabnam ka
do man magan jab nache pariyo ke ghunghar baje
priyatam mere rang rache sapne hue sab sacche
ghunghat ghunghat ude resham ka
chhalke pyar shabnam ka hum tum sang jab milte
badle rang mausam ka chamke chand poonam ka
chhalke pyar shabnam ka
jab tak hai chand sitare honge nahi hum nyare
ganga ki hum lehre hai jamuna ke hum hai kinare
sangam sangam hai apne milan ka
chhalke pyar shabnam ka hum tum sang jab milte
badle rang mausam ka chamke chand poonam ka
chhalke pyar shabnam ka
sapno me tum ho chhaye dhadkan me tumhi samaye
duniya ne jal bichhaye hum tum bichhad na paye
gunje gunje geet sargam ka chhalke pyar shabnam ka
hum tum sang jab milte badle rang mausam ka
chamke chand poonam ka chhalke pyar shabnam ka