rang ragili nariyo ke rang rangili bhesh hai
rang ragili nariyo ke rang rangili bhesh hai
rup hai anek aur ek inka desh hai ek inka desh hai
rang rngili nariyan jaise fulvariyan
bagiya mein mahak rahi kesar ki daaliyan
dekh lo dekh lo
dekh lo banars ki sundari jiski laharati
laharo ki chundari
jo gaati hai dadara thumka dadari thumka
thumak thumak gaati hai dadara thumri
ho lagi nahi chhute ho rama chahe jiya jaye ho rama
chahe jiya jaye ho rama chahe jiya jaye
chahe jiya jaye chahe jiya jaye
pipal ke jhad hai ret ke pahad hai
ghunghat mein kak raha mast maar vaad hai
dekh lo dekh lo
chdar kali le jaao to najar lag jaye
chdar kali le jaao to najar lag jaye
mhari tokani pade to thola rang ud jaye
o thola rang ud jaye
mhari sindaipi sipi ya dard bth jaye
chdar kali le jaao to najar lag jaye
najar lag jaye ha julm hui jaye
najar lag jaye ha julm hui jaye
chdar kali le jaao to najar lag jaye
rang ragili nariyo ke rang rangili bhesh hai
rang ragili nariyo ke rang rangili bhesh hai
rup hai anek aur ek inka desh hai ek inka desh hai
rang rngili nariyan jaise fulvariyan
bagiya mein mahak rahi kesar ki daaliyan
phir ghata ghir rahi
bijliya gir rahi
karwane haya se mod do
aashiya jal rahe
raaste chal rahe
lo main aa rahi hu
raasta chhod do
lo main aa rahi hu
raasta chhod do
soye nagme dilo me jagati hu main
aag pani me dekho lagati hu main
soye nagme dilo me jagati hu main
aag pani me dekho lagati hu main
apni najre jidhar bhi ghumati hu main
apni najre jidhar bhi ghumati hu main
sine me barthiya si chubhati hu main
tharthara badan kaanpta chaman
bulbulo apni daalo ko tod do
aashiya jal rahe
raaste chal rahe
lo main aa rahi hu
raasta chhod do
lo main aa rahi hu
raasta chhod do
baadlo ki godiyo me bijliyo ki aag hai
bijliyo ki aag hai
garajte samundaro ki chhatiya me raag hai
garajte samundaro ki chhatiya me raag hai
fan uthake hai khada ye zindagi ka naag hai
ujad raha ujaad me bahar ka suhag hai
khul rahi hai dhul dhuadhar aasman aaj
hasrato ki bediya jhinjhor do
aashiya jal rahe
raaste chal rahe
lo main aa rahi hu
raasta chhod do
lo main aa rahi hu
raasta
sapno ki nagariya haye meri
sapno ki nagariya haye meri
kismat ke hi hatho chhale gaye
ghir ghir ke badariya aayi thi
par barse bina hi chali gayi
sapno ki nagariya haye meri
haye ulfat bhari is duniya me do din
haye ulfat bhari is duniya me do din
do din bhi khilke rah na sake
jalte rahe chhup chhup ke jigar
par kuch bhi juba se kah na sake
jalte rahe chhup chhup ke jigar
par kuch bhi juba se kah na sake
sapno ki nagariya haye meri
hasrat bhara ik aalam dikhake
hasrat bhara ik aalam dikhake
baalam ne kya kya vade kiye
kadmo pe maine rakha jo dil
ik thokar lagake wo chal diye
kadmo pe maine rakha jo dil
ik thokar lagake wo chal diye
sapno ki nagariya haye meri
sapno ki nagariya haye meri
kismat ke hi hatho chhale gaye
ghir ghir ke badariya aayi thi
par barse bina hi chali gayi
sapno ki nagariya haye meri
mere dil ki ho gayi chori
ram mere dil ki ho gayi chori
main kis se karu fariyaad haye
mere dil ki ho gayi chori
amma ji se bolu to mujhe maare bina na chhode
amma ji se bolu to mujhe maare bina na chhode
baba se kahu to mere ulte kaan marode
baba se kahu to mere ulte kaan marode
main kis se karu fariyaad haye
mere dil ki ho gayi chori
ram mere dil ki ho gayi chori
sakhiya meri badi chhichhori hans hans mujhko chhede
ram ji hans hans mujhko chhede
sacchi baat kahu to mujhse maange laddu pede
sacchi baat kahu to mujhse maange laddu pede
main kis se karu fariyaad haye
mere dil ki ho gayi chori
ram mere dil ki ho gayi chori
mere dil ka chor kahin jo haye
hath mere aa jaye
dil ka chor kahin jo haye
hath mere aa jaye
chori ke badle me mujhse
aisi saza wo paye
chori ke badle me mujhse
aisi saza wo paye
na main daalu paanv me bedi
na lohe ki kadiya
ram ji na lohe ki kadiya
chupke se pahna du apne hatho ki hathkadiya
chupke se pahna du apne hatho ki hathkadiya
main kis se karu fariyaad haye
mere dil ki ho gayi chori
ram mere dil ki ho gayi chori
mere dil ki ho gayi chori
ram mere dil ki ho gayi chori
main kis se karu fariyaad haye
mere dil ki ho gayi chori
sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi
sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi
kya khak jiyega
kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
anjan hai vo jindagi ko jo samjhte phul hai
phulo ki dalo me chhupe so so dukho ke sul hai
phulo ki sej pe jise sona kabhi aaya nahi
kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
jinke dilo me aag hai milte unhi ko raste
duniya nahi hai doshto in bujdilo ke waste
jo sher banke dusmano ki fauz pe chhaya nahi
kya khak jiyega
kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
uthte hai jab kadam to ye dhara behari jujhti
inki vir garajna se maut bhi hai kanpti
jo jindagi ki dhal leke maut pe chhaya nahi
kya khak jiyega
kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi
sar ko hatheli par liye jo samne aaya nahi
kya khak jiyega
kya khak jiyega jise marna kabhi aaya nahi