aankhe mal ke jaag uthi hai
kitni mast jawaniya
jhuki jhuki palko me chhupi
hai kuch rangin kahaniya
jhumte shole naachti shabnam
jhumte shole naachti shabnam
allah allah husn ka aalam
allah allah husn ka aalam
bhul gaye hum sadiyo ka gham
jab hansi mili jab khushi mili dilkashi mili
zindagi mili zindagi phir zindagi mili aa
zindagi mili zindagi phir zindagi mili
aaj fijaye dub gayi hai masti me sharaab ki
aaj hawa ke har jhonke me khushboo hai gualb ki
kash rahe ye masti hardam
kash rahe ye masti hardam
allah allah husn ka aalam
allah allah husn ka aalam
bhul gaye hum sadiyo ka gham
jab hansi mili jab khushi mili dilkashi mili
zindagi mili zindagi phir zindagi mili
zindagi mili zindagi phir zindagi mili
zindagi mili zindagi phir zindagi mili
zindagi mili zindagi phir zindagi mili
uff tauba shikan, ye adaa ye baankpan
pyar leke aaya hai masti ban ke chhaya hai
masti ban ke chhaya hai
jaane na dungi o mere jaani
diwana tu, diwani main
pyar leke aaya hai masti ban ke chhaya hai
masti ban ke chhaya hai
jaane na dungi o mere jaani
diwana tu, diwani main
dheere dheere nasha dekho chhane laga
thoda thoda maja abhi aane laga
dheere dheere nasha dekho chhane laga
thoda thoda maja abhi aane laga
aankho ke jaam bhi le
chahat ke naam pi le
kar lun salaam pi le
meri jaa, meri jaa, meri jaa
jaane na dungi o mere jaani
diwana tu, diwani main
pyar leke aaya hai masti ban ke chhaya hai
masti ban ke chhaya hai
jaane na dungi o mere jaani
diwana tu, diwani main
jisne mujhe ek baar dekha kabhi
badhti jaaye haay uske dil ki lagi
jisne mujhe ek baar dekha kabhi
badhti jaaye haay uske dil ki lagi
julfo ke chhanv tale
dil ko karaar mile
aaja laga lu gale
meri jaa, meri jaa, meri jaa
jaane na dungi o mere jaani
diwana tu, diwani main
pyar leke aaya hai masti ban ke chhaya hai
masti ban ke chhaya hai
jaane na dungi o mere jaani
diwana tu, diwani main
mera dil tumko mere dil ki tamana tumko
mujhko duniya se garaz kya meri duniya tum ho
jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai
pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwar hai
hi iman allah habibi hi iman allah habibi
jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai
pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwar hai
hi iman allah habibi hi iman allah habibi
sathi tum ho manjil tum ho meri jaan mera dil tum ho
pyar to tumse hona hi tha kyuki pyar ke kabil tum ho
meri kismat tune badal di mujhko bhi ikrar hai
pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
hi iman allah habibi hi iman allah habibi
pyar ne mera husn sawara mujhko apna kah ke pukara
aakhir dam tak yaad rahega mujhko har ehsan tumhara
jane wafa ab bujh na sakegi mujhko etbar hai
pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
hi iman allah habibi hi iman allah
jane mohabat jane tamana mujhko tum se pyar hai
pyar nibhana bhul na jana ye manjil dushwaar hai
hi iman allah habibi hi iman allah habibi
aaj kuch hone wala hai aaj kuch hone wala hai
aaj kuch hone wala hai ye husne ye sabab ye jawani
hai ek naye tufan ki nishani aaj kuch hone wala hai
aaj kuch hone wala hai aaj kuch hone wala hai
do pyar karne wale phir aaj mil gaye hai
do pyar karne wale phir aaj mil gaye hai
zazbat bhi jawa hai arman bhi naye hai
dilruba raz ki bat hai sun liya ye pyar ye hasin zindagani
hai ek naye tufan ki nishani aaj kuch hone wala hai
aaj kuch hone wala hai aaj kuch hone wala hai
tu sath hai to duniya lagti hai kitni pyari
tu sath hai to duniya lagti hai kitni pyari
kuch bhi nahi chupaye ab dil ki bekarari
dilruba raz ki bat hai sun liya
mai ho gayi hu pyar me diwani
hai ek naye tufan ki nishani
aaj kuch hone wala hai aaj kuch hone wala hai
aaj kuch hone wala hai ye husne ye shaba ye jawani
hai ek naye tufan ki nishani aaj kuch hone wala hai
aaj kuch hone wala hai aaj kuch hone wala hai
aadab arz hai nazro ki churi jis dil pe chali
us dil ne kaha aadab arz hai us dil ne kaha aadab arz hai
us dil ne kaha aadab arz hai, dil bhi hai tera hum bhi hai tere
na hath mila aadab arz hai na hath mila aadab arz hai
nazro ki churi jis dil pe chali jis dil pe chali
nazro ki churi jis dil pe chali nazro ki churi jis dil pe chali
us dil ne kaha aadab arz hai us dil ne kaha aadab arz hai
ha jalwa bhi dikhana aata hai bijli bhi girana aata hai
pucho na hazro tarha hume duniya ko jlana aata hai
nazar mila ke hamare karib aa jao bnane aaj apna nasib aa jao
hamara dil bhi hai sabse ajib aa
jao iman chuarne aaj sari duniya me
humne khai hai kasam ab na manege sanam
abhi ho jaye garam aaj khul jaye bharam
aaj kuch karke hatenge ye kasam khai hai
aaj kuch karke hatenge ye kasam khai hai
ab na wado pe talenge ye kasam khai hai
ab na wado pe talenge ye kasam khai hai
hum tere dil me rahenge ye kasam khai hai
nazro ki churi jis dil pe chali us dil ne kaha aadab arz hai
us dil ne kaha aadab arz hai us dil ne kaha aadab arz hai
mana ke pale hum nazo me par naz uthana aata hai
dil tham le sunne wale zara hotho pe fasana aata hai
nigahe gajab tir dil pe chalta hai
sambhalo lakh magar dil nahi sambhalta hai
meri jawani ke bechain surakh sholo se
batau kya tumhe pathar ka dil pighalta hai
ab to shamo shehar chalenge tire nazar
dard utha hai jidhar naz rakh dena udhar
aaj hum tere liye pyar ki daulat laye
aaj hum tere liye pyar ki daulat laye
jispe marta hai zamana wo mohabbat laye
jispe marta hai zamana wo mohabbat laye
tu samjhta hai ke hum teri shikayat laye
dil bhi hai tera hum bhi hai tere na hath mila
aadab arz hai na hath mila aadab arz hai
o mere khuda, o mere khuda mera koi nahi hai tere siwa
o mere khuda, o mere khuda mera koi nahi hai tere siwa
tu sun le sada meri sun le sada
o mere khuda, o mere khuda mera koi nahi hai tere siwa
ye dar pe sawali aaya hai aur daman khali laya hai
hum chhod ke tujhko jaye kaha is dil ki murade paye kaha
badla hai tera insan magar teri bhi nahi pehli si nazar
aaho me asar paida kar de abudh mere itna kar de
mai banda tera tu mera khuda hoga na kabhi ye rishta juda
o mere khuda, o mere khuda mera koi nahi hai tere siwa
shaitan ki us dam har hui jab jab nuhe ki kashti par hui
bhulega na ibrahim kabhi jo aag wahi gulzar hui
ayud ko baksha tune sabar iliyas pe thi ek teri nazar
hotho pe tera jo naam aaya mushkil me sabhi ke kam aaya
fariyad hamari sun le zara humko na mita, humko na mita
o mere khuda, o mere khuda mera koi nahi hai tere siwa
aankho ka ujala chhin liya jine ka sahara chhin liya
kyu lut li iski khushi kya tere liye thi koi kami
ye sah na sakega tere sitam majbur pe kar de nazre karam
rehmat ko teri ab josh me la maasum ko data aankhe dila
aankhe dila aankhe dila aankhe dila aankhe dila