tut chuke jab man ke taar kaise nikale jhnkar
tut chuke jab man ke taar
tut chuke jab man ke taar
kaise nikale jhnkar
tut chuke jab man ke taar
kaise nikale jhnkar
tut chuke jab man ke taar
bhitar se kya gaya jaye nikal rahi jab man se haye
bhitar se kya gaya jaye nikal rahi jab man se haye
aag lage ko kyun bhadkaye tutane de tera sansar
tut chuke jab man ke taar
rup jawani par ye fija ka kyun phirta hay kyun balkhata
dekh buthapa main hun subah ka dekh buthapa
dekh buthapa main hun subah ka
dekh buthapa main hun subah ka
do din ka hai rup nikhar
tut chuke jab man ke taar
kare ko suraj bhoure ko tare
chhup jate hai ant mein sare
kare ko suraj bhoure ko tare
chhup jate hai ant mein sare
jivan mein sabake adhiyare
jivan mein sabake adhiyare
ant ki ye sun le lalakar
ant ki ye sun le lalakar
ek papiha dekha bavara is liye jal aaye
ek papiha dekha bavara is liye jal aaye
ruje chakora rota dekho ro ro dhyan gawaye
ruje chakora rota dekho ro ro dhyan gawaye
ye to aisa rog sakhi jo
ye to aisa rog sakhi jo
ang ang rch jaye
sukh ki raate thi sapana
sukh ki raate thi sapana
koi nahi ab apna
koi nahi ab apna
sukh ki raate
bhagya jo bigada sari duniyan
bigad gai bigad gayi
bhagya jo bigada sari duniyan
bigad gai bigad gayi
gai chandani jag ki subah
ujad gai ujad gayi
ab dukh ki dhoop mein hai sapna
sukh ki raate thi sapana
suni na jag ne sukh ki kahani
bujh gaye deepak sah ke ye pani
suni na jag ne sukh ki kahani
bujh gaye deepak sah ke ye pani
koi nahi ab apna koi nahi ab apna
sukh ki raate thi sapana
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
jeene ka ab to haye
jeene ka ab to haye
bahana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
malum na tha pal me badalta hai ye jaha
malum na tha pal me badalta hai ye jaha
badalta hai ye jaha
pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
pal bhar me zindagi ka fasana badal gaya
aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
aate the nagme lab pe kisi ke subah sham
jiske subah sham
wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
wo saaz zindagi ka tarana badal gaya
saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
saiyad ki ustad nigahe bhi kya kare
nigahe bhi kya kare
mushkil se teer tana nishana badal gaya
mushkil se teer tana nishana badal gaya
jeene ka ab to haye
jeene ka ab to haye bahana badal gaya
badli hawa khushi ka zamana badal gaya
soja lalna soja soja lalna soja
maa ki godi maa ki godi hai tera ghar
jeevan se tu aaya thak kar
soja lalna soja
maa ki godi maa ki godi hai tera ghar
jeevan se tu aaya thak kar
soja lalna soja
is gulshan me haar nahi hai
swarg hai ye sansaar nahi hai
is gulshan me haar nahi hai
swarg hai ye sansaar nahi hai
soja lalna soja
aao godi tumhe sula du
mitthi mitthi nind bula du
aankho se jaldhaar baha kar
tan man ka sab taap bhujha du
aankho se jaldhaar baha kar
tan man ka sab taap bhujha du
jeevan ka santaap mita du
jeevan ka santaap mita du
soja lalna soja
maiya soona mandir tera
maiya soona mandir tera
dhoop nahi hai deep nahi hai
koi nahi pujari
dhoop nahi hai deep nahi hai
koi nahi pujari
chhaayi hai andhyari chhaayi hai andhyari
tan man ke sab deep jalaye
kar de door andhera
tan man ke sab deep jalaye
kar de door andhera
maiya soona mandir tera
maiya soona mandir tera
bhaashini priyebhaasi dukhnashini mateswari
mateswari sukhkarini vardaiyni
hitkarini mateswari
puja karne laal badenge
praano ke prasad chadnge
puja karne laal badenge
praano ke prasad chadnge
bhakti bhaav ke thaal sajenge
nav prabhaat ke shank bajenge
bhakti bhaav ke thaal sajenge
nav prabhaat ke shank bajenge
jaag utthega bharat sara
hoga saras savera
jaag utthega bharat sara
hoga saras savera
maiya soona mandir tera
maiya soona mandir tera
kehta hai dil ye baar baar
kehta hai dil ye baar baar
???
laye kisi hosh me aisi teri dukan
kehta hai dil ye baar baar
laye kisi hosh me aisi teri dukan
kehta hai dil ye baar baar
kehta hai dil ye baar baar
koi jafa ki aas bhare
koi preetam ki intiha
koi jafa ki aas bhare
koi preetam ki intiha
??????
fir bhi tum aaye jaye
dil me kisi ka pyar liye
kehta dil ye baar baar
kehta dil ye baar baar
dil ki maan bhi tisara
??????
ujade chaman bhi hans pade
fir se nayi bahar ho
ujade chaman bhi hans pade
fir se nayi bahar ho
barsat laya jo apne
manjil ke dastan na puch
barsat laya jo apne
manjil ke dastan na puch
dil ki lagan lagi rahe
aankho me din gujar re
dil ki lagan lagi rahe
aankho me din gujar re
kehta hai dil ye baar baar
kehta hai dil ye baar baar
kheto pe chale bhaiya kisan re
kheto pe chale bhaiya kisan re
thumak bhabhi mithe dhan re
thumak bhabhi mithe dhan re
aage badha hindustan re
aage badha hindustan re
talwar sng sng jaye re
talwar sng sng jaye re
kheto pe chale bhaiya kisan re
kheto pe chale bhaiya kisan re
thumak bhabhi mithe dhan re
thumak bhabhi mithe dhan re
hare bhare haye khet humare
hare bhare haye khet humare
bhaiya ke saryapa ghar aa ja re
bhaiya ke saryapa ghar aa ja re
bhori bhabhi man samjhaye
bhori bhabhi man samjhaye
jhanda tiranga jaise lahraye
jhanda tiranga jaise lahraye
kheto pe chale bhaiya kisan re
kheto pe chale bhaiya kisan re
thumak bhabhi mithe dhan re
thumak bhabhi mithe dhan re
re panchhi samay ko pehchan le na tu
re panchhi samay ko pehchan le na tu
re panchhi
hansaye to hans lena hansaye to hans lena
rulaye to ro lena rulaye to ro lena
sukh dukh ko ek sar maan le na tu
sukh dukh ko ek sar maan le na tu
re panchhi
tera to hai dur thikana harda tujhko udte jana
tera to hai dur thikana hardam tujhko udte jana
mile kahi jo thaw mujhe to mile kahi to thaw muhe to
palbhar ko apna ghar maan le na tu
palbhar ko apna ghar maan le na tu
re panchhi samay ko pehchan le na tu
re panchhi samay ko pehchan le na tu
re panchhi
are maar gayo maar gayo
maar gayo ek teer haye ram
maar maar gayo ek teer haye ram haye
maar gayo ek teer
taana na maaro mohe nirmohi
taana na maaro mohe nirmohi
jaano parayi chiz
haye ram haye maar gayo ek teer
haye ram haye maar gayo ek teer
bedardi mori kadar na jani
bedardi mori kadar na jani
kar baithi daiya nadani
kar baithi daiya nadani
suna kar gayo ? mera
suna kar gayo ? mera
bharke jo naina me
haye ram haye maar gayo ek teer
haye ram haye maar gayo ek teer
maar gayo ek teer