kisi ko mera shauk hai
kisi ko mera hai nasha
jawani kehte hai mujhe
hai mere aashiq har jagah
kisi ko meri hasratein
kisi ki main hoon dilruba
mujhe paane ke vaaste mange duaa
saara zamana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyun
bura hai dil lagana
saara zamana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyun
bura hai dil lagana
saara zamana
ye kaun keh raha hai
tu aaj pyar kar le
jo kabhi bhi khatam na ho
woh aitbaar karle
kisi ko meri hasratein
kisi ki main hoon dilruba
mujhe paane ke vaaste mange duaa
saara zamana haseeno ka deewana
zamana kahe phir kyun
bura hai dil lagana
saara zamana
zara zara neend bhi
ajnabi si ho gayi
zara zara chain se
dushmani si ho gayi
tum mile kho gaya
hai khud ka hi pata
kya karun kya nahi
kuch bas mein na raha
samjhun kaise koi samjhaye
dil kya kare jab kisi se
kisi ko pyar ho jaye
jaane kaha kab kisi ko
kisi se pyar ho jaye
unchi unchi deewaron si
iss duniya ki rasmein
na kuch tere bas mein jaana
na kuch mere bas mein
tum mile kho gaya
hai khud ka hi pata
kya karun kya nahi
kuch bas mein na raha
samjhun kaise koi samjhaye
dil kya kare jab kisi se
kisi ko pyar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko
kisi se pyaar ho jaaye