bhagwan bhagwan
bhagwan teri duniya mein
bhagwan teri duniya mein insan nahin hai
insan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hai
iman nahin hai
bhagwan teri duniya mein
bhagwan teri duniya mein insan nahin hai
insan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hai
iman nahin hai
apas mein yahan phoot hai dil sabke juda hain
daulat jinhe mil jaye wahi log khuda hain
itna bhi nahin sochte ham kaun hain kya hain
insan ko
insan ko insan ki pahchan nahin hai
bhagwan teri duniya mein
bhagwan teri duniya mein insan nahin hai
insan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hain
iman nahin hain
tu chahe to har mauj ko toofan bana de
sacha hai to bigde huye iman bana de
in khaq ke in khaq ke
in khaq ke putlon ko phir insan bana de
warna main samjhungi tu bhagwan nahin hai
bhagwan teri duniya mein
bhagwan teri duniya mein insan nahin hai
insan nahin hai
masjid bhi hai mandir bhi hai iman nahin hai
iman nahin hai
dunia jawan hai dil meharban hai
aise me sanam mil jaaye sanam meri kasam
rim jhim bahar ka hai pyar ka mausam
jab ye saman hai dil kyu viran hai
jine ke dil balam hote hai kam aao na hum
rim jhim bahar ka hai pyar ka mausam
dunia shamshan hai paisa bhagwan hai
tangi me har kadam milta hai gum ghutta hai dam
paisa ho paas to na rog hai na gum
b.a ki degree khoti tan pe nahi hai langoti
kapda hai or na hai roti kapda hai or na hai roti
degree ko khalo bhaiya polish karwa lo bhaiya
jute chamkalo bhaiya
unchi dukan hai fika pakwan hai
dunia me aake hum jhele sitam hare na dam
paisa ho pass to na rog hai na gum
ye jag hai gum ki basti hai isme baka masti
jiwan se maut sasti jiwan se maut sasti
kaale bazar wale tode hazar tale fir bhi hai bhole bhale
surat insan hai dil me saitan hai
paise ke hai karam kaisi sharam kaisa dharam
paisa ho pass to na rog hai na gum
dunia shamshan hai paisa bhagwan hai
tangi me har kadam milta hai gum ghutta hai dam
paisa ho psas to na rog hai na gum
la de mohe baalma aasmani chudiya
ji aasmani chudiya, o
dil ko mere bhaye na ye purani chudiya
ji ye purani chudiya
la de mohe baalma aasmani chudiya, o
dil ko mere bhaye na ye purani chudiya
ji ye purani chudiya
aji bharke najar dekh lo idhar chudiyo ki tum karo na fikar
bhul na jana dil ko lekar ghayal man hai, zakhmi jigar
jab se ladi tum se najar hum hai udhar tum ho jidhar
aao ji kar le mil ke guzar duniya ko ho na magar
tere mere dil ki khabar
tere liye launga man lubhani chudiya
ji man lubhani chudiya
la de mohe baalma aasmani chudiya, o
dil ko mere bhaye na ye purani chudiya
ji ye purani chudiya
bhole piya mera jiya tum ne liya hai
bhole piya mera jiya tum ne liya hai
aji tum ne hume, hum ne tumhe pyar kiya hai
aji tum ne hume, hum ne tumhe pyar kiya hai
tumhe chhod ke balam jayenge na hum
khaye huye hai pyar ki kasam
royega na dil khayenge na gam, koi na hoga dil pe sitam
tum hi piya, tum hi sanam, rakhna meri laaj sharam
tere hi dum se hai mera dum laagi ho dekho na kam
sath milke chham chhama chham
de de mujhe pyar ki tu nishani chudiya
ji tu nishani chudiya
la de mohe baalma aasmani chudiya
ji aasmani chudiya, o
dil ko mere bhaye na ye purani chudiya
ji ye purani chudiya
aaha
tere liye launga man lubhani chudiya
ji man lubhani chudiya
bhatke huye raahi tujhe manjil ne pukara
bhatke huye raahi tujhe manjil ne pukara
aaja tu idhar leke duaao ka sahaar
aaja tu idhar leke duaao ka sahaar ,sahaar
bhatke huye raahi tujhe manjil ne pukara
bhatke huye raahi
milti hai murade isi darbaar mein aake
milti hai murade isi darbaar mein aake
milti hai murade isi darbaar mein aake
jo mangana ho mang le hath utha ke
jo mangana ho mang le hath utha ke, utha ke
chamkenga yahi par teri kismat ka sitara
aaja tu idhar leke duaao ka sahaar, sahaar
bhatke huye raahi tujhe manjil ne pukara
bhatke huye raahi
kar tauba gunaaho se jhuka sajde mein sar tu
aeh kar tauba gunaho se aeh tauba tauba
aeh tauba gunaaho se jhuka sajde mein sar tu
kar tauba gunaaho se jhuka sajde mein sar tu
alhah ki ramat hai tere saath na dar tu
miya tere saath na dar tu
hki ramat hai tere saath na dar tu
kah de main karunga na koi bhul dubara
aaja tu idhar leke duaao ka sahaar, sahaar
bhatke huye raahi tujhe manjil ne pukara
bhatke huye raahi
jab aayengi dil mein tere iman ki lahre
kab aayengi dil mein ahewa jab aayengi dil mein
jab aayengi dil mein tere imaan ki lahre
ruk jayengi fir aap hi tufaan ki lahre
ruk jayengi fir aap hi tufaan ki lahre
mil jayenga saahil tujhe kat jayenga dhara
mil jayenga saahil tujhe kat jayenga dhara
aaja tu idhar leke duaao ka sahaar, sahaar
bhatke huye raahi tujhe manjil ne pukara
bhatke huye raahi
parda uthao samne aao, munh na chhupao haar ke
parda uthao samne aao, munh na chhupao haar ke
jaao ji jaao hosh me aao
geet na gaao pyar ke
jaao ji jaao hosh me aao
geet na gaao pyar ke
parda uthao samne aao, munh na chhupao haar ke
ishq bhikhari husn hai data, mangne wale jaye kaha
ishq bhikhari husn hai data, mangne wale jaye kaha
mangne wale jaye kaha, ho mangne wale jaye kaha
aur kisi ke dar par maango, mil na sakengi bhikh yaha
aur kisi ke dar par maango, mil na sakengi bhikh yaha
rahe khuda ek jalwa dikha do, allah hi dega maula dega
rahe khuda ek jalwa dikha do
bhukhe hai didar ke, bhukhe hai didar ke
parda uthao samne aao, munh na chhupao haar ke
jaao ji jaao hosh me aao
geet na gaao pyar ke
ho dur hato ji rasta napo, yu na hame badnam karo
yu na hame badnam karo
ya dil le lo ya dil de do, koi to aakhir kaam karo
koi to aakhir kaam karo
ham na sunege koi fasana, honge na pure khwab tumhare
honge na pure khwab tumhare, ham na sunege koi fasana
rah jaaoge ke dil mar ke, rah jaaoge ke dil mar ke
jaao ji jaao hosh me aao
geet na gaao pyar ke
parda uthao samne aao munh na chhupao haar ke
jaao ji jaao hosh me aao
geet na gaao pyar ke
parda uthao samne aao munh na chhupao haar ke
dil mein kisi ke dard basa ke, aankh churana thik nahi
ho aankh churana thik nahi
rahne do is raag ko dil mein, sabko sunana thik nahi
sabko sunana thik nahi
jo bhi kahenge man hi lenge, jane wafa o jane tamnna
jo bhi kahenge man hi lenge, bande hai sarkar ke
bande hai sarkar ke
parda uthao samne aao munh na chhupao haar ke
parda uthao samne aao munh na chhupao haar ke
khel khiladi khele ja khel khiladi khele ja
mauj kare dil wala dushman ka muh kala
mauj kare dil wala dushman ka muh kala
sath hai tere kismat pyare himmat ko na har
khiladi khele ja khiladi khele ja
duniya ek jua khana hai isme hai sab juari
isme hai sab juari
apna apna daw lagaye khele duniya sari
khele duniya sari raja khele raj se
raja khele raj se palsa ke dimag se
palsa ke damag se aashik dil ki dag se
muflis khele patto se hai jeet usi ko pyari
khiladi khele ja khiladi khele ja
dhokha dekar chale chalkar duniya daulat paye
duniya daulat paye
mehnat karke kaun kamaye muft me jab mil jaye
muft me jab mil jaye dil me sab ke chor hai
dil me sab ke chor hai beimani ka jor hai
barbadi ka shor ho ho jeb ho sab ki khali babu
faili hai bekari bekari barbadi ka shor hai
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi
mile dil se dil zindagi muskura di
mile dil se dil zindagi muskura di
bandha sar pe jab chand taaro ka sehra
bandha sar pe jab chand taaro ka sehra
chand taaro ka sehra
koi jal gaya aur kisi ne dua di
koi jal gaya aur kisi ne dua di
mile dil se dil zindagi muskura di
mile dil se dil zindagi muskura di
khuda is mohabbat ko aabad rakhe
khuda is mohabbat ko aabad rakhe
aabad rakhe
ke jisne ummedo ki duniya basa di
ke jisne ummedo ki duniya basa di
mile dil se dil zindagi muskura di
mile dil se dil zindagi muskura di
bhare god ya rab khile dil ki kaliya
bhare god ya rab khile dil ki kaliya
khile dil ki kaliya
murade ho puri mite namuradi
murade ho puri mite namuradi
mile dil se dil zindagi muskura di
mile dil se dil zindagi muskura di
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi
mile dil se dil zindagi muskura di
mile dil se dil zindagi muskura di
pyar ki chandni leke raat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
ghar banega chaman main banugi dulhan
aaj futi hai dil mein khushi ki kiran
ha khushi ki kiran, ek nayi zindagi
mere hath aayegi, mere ghar mein
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
geet milne ko hai ras bhari taan se
phul dil ke khilenge badi shan se
phul dil ke khilenge badi shan se
zindagi ki bahar unke sath aayegi
mere ghar mein
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
jab akela unhe samne paungi, samne paungi
sar zukaungi ghunghat mein sharmaungi
ha ha sharmaungi
keh sakungi na lab par jo baat aayengi
mere ghar mein
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
mere ghar mein khushi ki barat aayegi
pyar ki chandni leke raat aayegi
sun dard bhari faryad
o dard bhari faryad
taqdeer banane wale re
taqdeer banane wale re
sun dard bhari faryad
gham ne mujhe barbad kiya hai
meine tujhi ko yaad kiya hai
gham ne mujhe barbad kiya hai
meine tujhi ko yaad kiya hai
gham se mujhko chhudale re
gham se mujhko chhudale re
taqdeer banane wale re
taqdeer banane wale re
sun dard bhari faryad
dil ke sahare tut chuke hai
apne paraye ruth chuke hai
dil ke sahare tut chuke hai
apne paraye ruth chuke hai
tu hi apna bana le re
tu hi apna bana le re
taqdeer banane wale re
taqdeer banane wale re
sun dard bhari faryad
aa gaye nale aaj juba tak
sabr karu main haye kaha tak
aa gaye nale aaj juba tak
sabr karu main haye kaha tak
dil mein pad gaye chhale re
dil mein pad gaye chhale re
taqdeer banane wale re
taqdeer banane wale re
sun dard bhari faryad
ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya
patthar ko humne, aankh ka tara samajh liya
ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya
dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya
apna hi tha kasur jo, tufan me ghir gaye
o apna hi tha kasur jo, tufan me ghir gaye
ek mouj thi ke jisko kinara samajh liya
patthar ko humne, aankh ka tara samajh liya
jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye
jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye
bhule se apne dil ko tumhara samajh liya
dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya
ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya
dushman ko humne, jaan se pyara samajh liya
o cycle wale babu ho babu
o cycle wale cycle ka pahiya rok de
o cycle wale babu o ji babu
o cycle wale cycle ka pahiya rok de
meri ghanti baaje tan tan
meri payal baaje chham chham
meri ghanti baaje tan tan
meri payal baaje chham chham
dono ki madhur jhankar kahe
kare pyar ? fans gayi dil ki har
tere naino mein hai jadu
cycle ka cycle ka pahiya rok de
chale sadak par meri gaadi
ulati sidhi tirchhi aadi
na dekhe koi kankar pathar
na dekhe koi khade
jaise pawan pear ka mel
jaise calcutte ki mail
pam pam pam pam
ho gori tu bhi hosh sambhal
dekha tera mera pyar
karenge baate lachchedar
raste mein bigad naa jaye
tera do pahiyo ka ghoda
lambi hai dagar din thoda
hai roop ke lakho daaku
cycle ka cycle ka pahiya rok de
darne ki kya baat hai gori
dekh mila kar nain
paidal hai armaan karishme
aur mila kar nain chalenge
lakhanu se ujjen
chalenge lakhanu se ujjen
mujhko mere ghar pahucha de
o hawa mein udane wale
ghir aaye hai baadl kale
ab dil pe raha na kabu
cycle ka cycle ka pahiya rok de
na rok chala na jabu
cycle ka pahiya rok de
tere naino mein jadu
cycle ka pahiya rok de
cycle ka pahiya rok de
mera hale dil kaun pahchanta hai
mera hale dil kaun pahchanta hai
mai jo kuch hu bas mera dil janta hai
mera dil janta hai mera dil janta hai
mauhlle wale kahte the mujhe majnu ladakpan me
mujhe majnu ladakpan me ladakpan me ladakpan me
suna ye bahut hai hoshiyar tha
mai pyar ke phan me
magar tumko dil deke fas gaya
mai ujhan me puchho kyu
mai jo kuch hu bas mera dil janta hai
mera dil janta hai mai jo kuch hu bas
mai jo kuch hu bas bas bas bas bas
mera dil janta hai mera dil janta hai
tumhare samne aakar nahi khulti zuba meri
nahi khulti zuba meri zuba meri zuba meri
tumhare samne aakar nahi khulti zuba meri
meri meri meri meri meri
are tum bhi samjh sakte nahi majburiya meri
kaleja tham lo jab sunoge dasta meri
are puchho to kyu
mai jo kuch hu bas mera dil janta hai
mera dil janta hai
chhodo chhodo ji piya, mera todo na jiya
chhodo chhodo ji piya, mera todo na jiya
hume tumse garaj, tumhe humse
o tumhe humse
hume tumse garaj, tumhe humse
o tumhe humse
kabhi ruth gaye tum
kabhi ruth gaye hum
pyar ke maje hai yahi pyar ki kasam
vinti karu paiya padu maan lo balam
ho maan lo balam
jiya bhar bhar aaye mera gham se
chhodo chhodo ji piya, mera todo na jiya
hume tumse garaj, tumhe humse
o tumhe humse
o tumhe jan gaye hum
piya hume na banao
jaao ye adaye kisi aur ko dikhao
dekho sajan dil ki lagan humse na chhupao
ho humse na chhupao
meri duniya rangili tere dum se
chhodo chhodo ji piya, mera todo na jiya
hume tumse garaj, tumhe humse
o tumhe humse
ho tumne maanli khata
rahu main kyun khafa
maaf kiya maine tumhe o ji bewafa
dil me koyi baat nahi pyar ke siva
ho pyar ke siva
hume tumse garaj, tumhe humse
chhodo chhodo ji piya, mera todo na jiya
chhodo chhodo ji piya, mera todo na jiya
hume tumse garaj, tumhe humse
o tumhe humse