baiya chhodo balam ab ghar jana hai
baiya chhodo balam ghar jana re
baiya chhodo balam ghar jana
dekho achha nahi hai tadpana re
dekho achha nahi hai tadpana re
baiya chhodo balam ghar jana re
baiya chhodo balam ghar jana
sun o janejigar sun o janejigar
mujhe lutkar tu chali hai kidhar
sun o janejigar
ho gori ho gori
raham kar tere kadmo pe rakhta hu sar
mai rakhta hu sar
chhodo chhodo ye maska lagana re
o chhodo chhodo ye maska lagana re
baiya chhodo balam ghar jana re
baiya chhodo balam ghar
haye sajan ghar hoye balam ghar jana re
baiya chhodo balam ghar jana
tum bade wo ho tumhe achhi tarha janu hu
tum bade wo ho tumhe achhi tarha janu hu
magar mai ab se guru apna tumko manu hu
magar mai ab se guru apna tumko manu hu
achha achha namaste guru ji chale
thahro thahro charan chhu lu
hat bawali are hat bawle
guru humko na chuna lagana re
guru humko na chuna lagana re
baiya chhodo balam ghar jana re
baiya chhodo balam ghar
haye sajan ghar hoye balam ghar jana re
baiya chhodo balam ghar jana
hum naino me laye hai pyar
kya hai marji tumhari sarkar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
hum naino me laye hai pyar
kya hai marji tumhari sarkar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
jage hai arma uthe hai tufa
uthi jawani pukare jawani pukare
jivan ki naiya haye haye re daiya
kaise lagegi kinare
kaise lagegi kinare
bana ke tumhe khevan haar
karenge jivan ki naiya par
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
hum naino me laye hai pyar
kya hai marji tumhari sarkar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
raati surati dil ne jo dekhi
aankhe ye sapne tumhare
aankhe ye sapne tumhare
sapno ke raja sapno ke raja
khud hi samjh lo
kya hai nazar ke ishare
kya hai nazar ke ishare
jab aankhe ye hoti hai char
kahti hai nigahe har baar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
hum naino me laye hai pyar
kya hai marji tumhari sarkar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
kaise bataye kya kya hai dil me
kuch bhi kaha na jaye
kaha na jaye
haye re kiya hai kaisa ye jadu
tum bin raha na jaye
tum bin raha na jaye
mohabbat kahti hai sarkar
ab jina hume hai duswar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
hum naino me laye hai pyar
kya hai marji tumhari sarkar
bolo ji dil loge kaho ji dil loge
bolo sarkar
chanda ko sitara mile, kashti ko kinara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
chanda ko sitara mile, kashti ko kinara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
chanda ko sitara mile, kashti ko kinara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
jala ke intzar ke deeye kisi ki raah me
kisi ki raah me
mai gin rahi hu dil ki dhadkane
kisi ki chaah me
kisi ki chaah me
nigah dil ko dhundti hai
wo use dubara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
chanda ko sitara mile, kashti ko kinara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
begair unke suna mere dil ka bag hai
suna dil ka bag hai
jo wo nahi to zindagi buja hua chirag hai
buja hua chirag hai
wo aaye agar zindagi ko, zindagi daubara mile
dile bekarar kah,e mujhe piya pyara mile
chanda ko sitara mile, kashti ko kinara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
sunu jo ek baar phir tere kadam ki aahate
kadam ki aahate
wo jaag uthe labo pe mere phir wo muskurahte
wo muskurahte
phir ek baar mujhko mere, chand ka nazara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
chanda ko sitara mile, kashti ko kinara mile
dile bekarar kahe, mujhe piya pyara mile
koi dard hamara kya samjhe
koi haal hamara kya jane
koi dard hamara kya samjhe
koi haal hamara kya jane
is dil me kya kya armaa the
wo jaan se pyara kya jane
is dil me kya kya armaa the
wo jaan se pyara kya jane
koi dard hamara kya samjhe
koi haal hamara kya jane
ek aash bandhi thi tut gayi, haye tut gayi
haye kismat humse ruth gayi, haye ruth gayi
kyu chamka tha kyu tut gaya
takdir ka tara kya jane
kyu chamka tha kyu tut gaya
takdir ka tara kya jane
koi dard hamara kya samjhe
koi haal hamara kya jane
gam ki kaali raate hogi, raate hogi
diwaro se baate hogi, baate hogi
ae darde mohabbat kya hoga
anjam hamara kya jane
ae darde mohabbat kya hoga
anjam hamara kya jane
koi dard hamara kya samjhe
koi haal hamara kya jane
is dil me kya kya armaa the
wo jaan se pyara kya jane
koi dard hamara kya samjhe
koi haal hamara kya jane
humne ye dil ke lagane ki saja payi hai
saja payi hai
humne ye dil ke lagane ki saja payi hai
saja payi hai
dard hai gham hai, teri yad hai tanhai hai
humne ye dil ke lagaane ki saja payi hai
saja payi hai
humne ye dil ke
chain kuchh din dil e bechain pata hi nahi
chain kuchh din dil e bechain pata hi nahi
lakh bahlate hai bahlaye me aata hi nahi
kya karu hay meri jan pe ban aayi hai
ban aai hai
dard hai gham hai, teri yaad hai tanhai hai
humne ye dil ke lagaane ki saja payi hai
saja payi hai
humne ye dil ke
yad ab tak teri sine me chhupa rakhi hai
yad ab tak teri sine me chhupa rakhi hai
humne aandhi me bhi ye shamma jala rakhi hai
aur bujhayenge nahi humne kasam khayi hai
kasam khayi hai
dard hai gham hai, teri yaad hai tanhai hai
humne ye dil ke lagane ki saja paai hai
saja payi hai
humne ye dil ke