People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Jaane Ja Jaane Ja
Lyricist: Shakeel Azmi
Album: Zeher(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zeher/Jaane-Ja-Jane-Ja/HzpfHC5dRmU
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan

us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya
us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya
yaaden teri baaten teri, din hain tere raaten teri
paoon tujhe hi main jaoon jahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan

haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain
haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain
khushiyaan teri gham hain tere, dil me mere mausam tere
mehka tujhi se hai yeh gulsitaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan

ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
Aye Bekhabar Tujhe Yaad Kare
Singer: KK
Lyricist: Shakeel Azmi
Album: Zeher(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zeher/Aye-Bekhabar/PSE,eTIIZ1A
Video:
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
mera dil tere pyaar me aahe bhare ae bekhabar ae bekhabar
tujhe yaad kare fariyaad kare ae bekhabar ae bekhabar
mera dil tere pyaar me aahe bhare
tujhe yaad kare fariyaad kare
kabhi tu bhi pyar se dekh zara mere dil ko ek nazar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar

tujhe pata kya ke mere dil me hai tere khaatir junoon kitna
main apne baare me ruk ke sochu nahin hai ab to sakoon itna
jeeta hu magar jeeta bhi nahi, marta hu magar marta bhi nahi
tere gham ne panah hone ke liye peeta hu main zeher
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar

daba huwa tha jo mere seene ne tujhko dekha to dard ughra
isi bhimar humse bhar na paaya teri judaai ka zakhm gehra
seene me pyaar machalta hai, aankho se dard chalakta hai
saahil ki tarah kaante mujhko chaahat ki har leher
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar
ae bekhabar ae bekhabar ae bakhabar ae bekhabar

mera dil tere pyaar me aahe bhare ae bekhabar ae bekhabar
tujhe yaad kare par yaad kare ae bekhabar ae bekhabar
mera dil tere pyaar me aahe bhare
tujhe yaad kare par yaad kare
kabhi tu bhi pyaar se dekh zara mere dil ko ek nazar
Woh Lamhe
Singer: Atif Aslam
Lyricist: Sayeed Qadri
Album: Zeher(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zeher/Woh-Lamhein/BAYea0R1W0U
Video:
wo lamhe wo baaten
koi na jaane
thi kaisi raaten
hooo barsaaten
wo bheegi bheegi yaaden
wo bheegi bheegi yaaden

na main jaanun
na tu jaane
kaisa hai ye mausam
koi na jaane

kahi se hai fizaa aayi
ghamon ki dhoop sang laayi
khafaa ho gaye hum
judaa ho gaye hum

wo lamhe wo baaten
koi na jaane
thi kaisi raaten
hooo barsaaten
wo bheegi bheegi yaaden
wo bheegi bheegi yaaden

saagar ki gehraayi se
gehra hai apna pyaar
sehraon ki in hawaon me
kaise aayegi bahaar

kahan se ye hawa aayi
ghataayen kaali kyun chhaayi
khafaa ho gaye hum
judaa ho gaye hum

wo lamhe wo baaten
koi na jaane
thi kaisi raaten
hooo barsaaten
wo bheegi bheegi yaaden
wo bheegi bheegi yaaden
Agar Tum Mil Jao-2
Singer: Udit Narayan
Lyricist: Sayeed Qadri
Album: Zeher(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zeher/Agar-Tum-Mil-Jao--Male/Ag9cezZ6XB4
Video:
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum

bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge
bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge
tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekhenge
teri soorat na ho jis me
teri soorat na ho jis me woh sheesha tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum

tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge
tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge
tere khwaabo ko geheno ki tarah khud par saja lenge
kasam teri kasam
kasam teri kasam taqdeer ka rookh mod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum

tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge
tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge
teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
khuda se bhi na jo toote
khuda se bhi na jo toote woh rishta jod lenge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
Agar Tum Mil Jao
Lyricist: Sayeed Qadri
Album: Zeher(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Zeher/Agar-Tum-Mil-Jao--Female/GFhScj1ldQI
Video:
agar tum mil jao
zamana chhod denge hum
agar tum mil jao
zamana chhod denge hum

agar tum mil jao
zamana chhod denge hum

tumhe paa kar zamane bhar se
rishta tod denge hum

agar tum mil jao
zamana chhod denge hum
agar tum mil jao
zamana chhod denge hum

bina tere koi dilkash
nazara hum na dekhenge
bina tere koi dilkash
nazara hum na dekhenge

tumhe na ho pasand usko
dobara hum na dekhenge
teri soorat na ho jis me
teri soorat na ho jis me
woh sheesha tod denge hum

agar tum mil jao
zamana chhod denge hum

tere dil me rahenge
tujhko apna ghar bana lenge
tere dil me rahenge
tujhko apna ghar bana lenge

tere khwaabon ko geheno ki
tarah khud par saja lenge
kasam teri kasam
kasam teri kasam
taqdeer ka rookh mod denge hum

agar tum mil jao
zamana chhod denge hum

tumhe hum apne jism-o-jaan me
kuch aise basa lenge
tumhe hum apne jism-o-jaan me
kuch aise basa lenge

teri khushboo apne jism
ki khushboo bana lenge
khuda se bhi na jo toote
khuda se bhi na jo toote
woh rishta jod lenge hum

agar tum mil jao
zamana chhod denge hum

tumhe paa kar zamane bhar se
rishta tod denge hum

agar tum mil jao
zamana chhod denge hum
agar tum mil jao
zamana chhod denge hum