kiya rakat ka daan uska jiwan devtuly hai
uska janam mahan hai aa aa aa aa
janani janmabhoomi swrgaddi drishy
aa aa aa aa aa
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
ye tan hai ye man hai aur pran hai
tan man aur pran hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
iske kan kan pe likha ram krishn naam hai
ram krishn naam hai
bhutatmayo ke rudhir bhoomi sach shyam hai
bhoomi sach shyam hai
dhrm ka ye dham hai sada ise prnam hai
swtantr hai dhra yaha swtantr aasman hai
swtantr hai dhra yaha swtantr aasman hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
iske aan pe agar jo baat koi aan pade
baat koi aan pade
iske samne mulak se bahar ho pade
chhtr sab jahan ho wirudh aasman ho
mukabla karege hum dege jaan hum
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
iski ronak hazaro ganga jmuna jhum ke
ganga jmuna jhum ke
iske prwto ki chotiya gangan ko chum ke
chotiya gangan ko chum ke
bhoomi ye mahan hai nirale kisan hai
isliye ptakha par likha vijay nishan hai
likha vijay nishan hai
isliye ptakha par likha vijay nishan hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
janani janma bhoomi swrag se mahan hai
aapas ki phut se baar baar badli rajdhani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
is dharti par likha hua itihash purana hai
iske kan kan me pahna ke kesariya bana hai
tum sab iski santan bhulkar aapas ka apman
aaj dene tan ka balidan utho ghadiya tufani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
panch hajar baaras pahle korav pandav aabad yaha
ho gaye sabhi baarbad yaha kaal ka ghuma chakkar
mar gaye bade bade samrat
dhul me mili khun se banke bhul un sabki jawani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
jago jago jago jago aaj karodo prano
ki hunkar pukare jago aaj tumhe randevi
ki talwar pukare chhod do shabdo ka shingar
chhod do vani ki jhankar hath me lo ab katar
aaj duniya dekhe is tan me khun hai ya ke pani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
aapas ki phut se baar baar badli rajdhani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
dil ko dehlane wali ye delhi ki kahani hai
manokamna puran hoyihey karyihey kripa sarda ma
gaj bhar chhati jay chanda ki kaya sing baran jo sohay
are muchhe chat rahi galo ki are muchhe chat rahi galo ko
chori badle aur nahi jaye
kya kehna hai razniti ko raja ramchandr sharmat
are dushman ke ghar se me aaya swagat kiyo mitr ki bhat
kila banaya hai lohe ka rasta kare kang ki dhar
are kya mjal jo pran bachakar panchhi nikal jaye us paar hai
chote par kothe ke andar bana soyembar la
are bade bade raja aaha ha ha
are bade bade raja chadhi chadhi aaye kise milat jaymal
are gajab dhat ke chandrdayeki dhamke sara hindustan
wah wah wah wah wah wah wah ha
lo kamna puran hui hai kari hai karipa sharda ma
gaj bhar chhati jai chanda ki kaya singh baran jo sahaye
are muchhe chat rahi galo ko muchhe chat rahi galo ko
chori badle aur rahi jaye
kya kahna hai rajniti ko raja ram chandar sharmat
are dushman ke ghar se mai aaya swagat kiyo mitr ki bhat
kila banaya hai lohe ka raksha kare gang si dhar
are kya majal jo pran bachakar panchhi nikal jaye us par
chauthe par kote ke andar bana savaymbar lakh
are bade bade raja bade bade raja chadat chadat jaye
dekhe kise milat jaimal are gajab dhak jai chandar rai ki
dhamke sara hindustan wah wah wah wah wah wah
jai matrbhumi jo de rakt ka daan
uska jivan dev tulay hai uska janm mahan
janani janam bhumishchay svargadapi gariyashi
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
ye tan hai man hai aur pran hai
tan man aur pran hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
iske kan kan pe likha ram krishn naam hai
ram krishn naam hai khud aatmao ke rudhir se
bhumi shasay sham hai bhumi shasay sham hai
dharam ka ye dham hai sada ise parnam hai
savtantar hai dhara yaha savtantar aasman hai
savtantar hai dhara yaha savtantar aasman hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
iski aan pe agar jo baat koi aa pade baat koi aa pade
iske samne banke pahad ho khade
shatru sab jahan ho rudhar aasman ho
mukabla karenge hum jo jaan me ye jaan hai
mukabla karenge hum jo jaan me ye jaan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
iski ruh me hajaro ganga jamuna jhumti
ganga jamna jhumti iske parwato ki
chotiya gagan ko chumti chotiya gagan ko chumti
bhumi ye mahan hai nirali iski shan hai
iski jai partha par likha vijay nishan hai
likha vijay nishan hai likha vijay nishan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
janani janam bhumi savrag se mahan hai
manjhi re himmat na haar manjhi re himmat na haar
manjhi re manjhi re himmat na haar
tere hath patwar tere sath kartar
manjhi re himmat na haar manjhi re himmat na haar
manjhi re manjhi re himmat na haar
manjhi re himmat na haar
chahe chaaro taraf andhkar ho andhkar ho
chahe aage tere majdhaar ho majdhaar ho
le tu dhiraj se kaam ho tera rakhwala ram
le tu dhiraj se kaam ho tera rakhwala ram
wahi naiya lagayega paar
manjhi re himmat na haar manjhi re
manjhi re himmat na haar manjhi re manjhi re
manjhi re manjhi re ye andhere ye andhere
tere mit jayenge ho mit jayenge
sare gam sare badal sabhi hat jayenge
ho hat jayenge
raat bitegi ghor teri chamkegi bhor
raat bitegi ghor teri chamkegi bhor
ho nahi jayegi khali pukar
manjhi re himmat na haar manjhi re
manjhi re himmat na haar
tere hath patwar tere sath kartar
manjhi re himmat na haar
chup chup ke humse na naina milao ji
chup chup ke humse na naina milao ji
bar bar dil na churao ji chup chup ke
chup chup ke hum se na naina milao ji chup chup ke
sari duniya soyi hui hai
sapno ki nagri me khoyi hui hai
sajan dekho prit hamari sajan dekho prit hamari
us chandani me bhigoyi hui hai
aise me rasiya samne aao aise me rasiya samne aao
chori chori ji na jalao ji chup chup ke
chup chup ke hum se na naina milao ji chup chup ke
rat rangili jhilmil tare chanda bhi karta hai humko ishare
dil ki dhadkan ke taro par dil ki dhadkan ke taro par
pritam pritam pyar pukare
man se man ka tar milao man se man ka tar milao
piya jiya na lalchao ji chup chup ke
chup chup ke humse na naina milao ji
chup chup ke humse na naina milao ji
bar bar dil na churao ji chup chup ke
na na na barso badal na na na barso badal
aaj barse nain se jal aaj man ka mor ghayal
na na na barso badal
aaj barkha hai diwani nayan jal khoye
badalo ke hi bahane hirni roye
bundaliyo ki chhum chhanan nan
bundaliyo ki chhum chhanan nan
baze re baze re payal na na na barso badal na
na na na barso badal aaj barse nain se jal
aaj man ka mor ghayal na na na barso badal
shyam bin shaymal ghata man ko nahi bhaye
piya bin bijli jiya me agan sulgaye
nil nayno ke gagan se nil nayno ke gagan se
jhare re kajal jhare re kajal
na na na barso badal na na na na barso badal
aaj barse nain se jal aaj man ka mor ghayal
na na na barso badal