samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
zindagi me gum bhi milte hai
ho patjhad aate hi rahte hai
patjhad aate hi rahte hai ke madhuban phir bhi khilte hai
samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
rat kategi honge ujale phir mat girna o girne vale
rat kategi honge ujale phir mat girna o girne vale
insan vo khud sambhle auro ko bhi sambhale
insan vo khud sambhle auro ko bhi sambhale
samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
zindagi me gum bhi milte hai
samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
bhul sabhi se hoti aayi kaun hai jisne na thokar khai
bhul sabhi se hoti aayi kaun hai jisne na thokar khai
bhulo se sikhe jo manzil usne payi
bhulo se sikhe jo manzil usne payi
samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
zindagi me gum bhi milte hai
patjhad aate hi rahte hai
patjhad aate hi rahte hai ke madhuban phir bhi khilte hai
samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
samjhauta gumo se kar lo, samjhauta gumo se kar lo
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
achha ha
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
dar ke mare chikh padi main
hoga itna shore
ki sapna tuta ho gayi bhor
ki sapna tuta ho gayi bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
aake meri pahlu me wo, baith gaya chup chaap
main samjha uske man me, hoga koi baat
aake meri pahlu me wo, baith gaya chup chaap
main samjha uske man me, hoga koi baat
lekin wo to panv pakad, ke bola apne aap
premi hu main bandh le gori, hamse prem ki dori
ki sapna tuta ho gayi bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
fir kya hua bolo, fir kya hua bolo
hay rabba hay rabba, hay rabba hay rabba
hay rabba hay rabba, hay rabba hay rabba
itna gora tha wo chhora, dudh ke jaise rang
dil ne chaha baate vaate kar le uske sang
itna gora tha wo chhora, dudh ke jaise rang
dil ne chaha baate vaate kar le uske sang
aur jab usne aankh dabai, rah gayi main to dang
raam duhai
main chillai chhod kalai, mat kar joram jor
ki sapna tuta ho gayi bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
he he he he he
dil kahata hain pura kr le
dil ka har armaan
mil jaye yun ham tum jaise
do badan ek jaan
dil kahata hain, aaj milan ke
raat na dhalne paye
itana hamko pyar mile ki
aanchal hi fat jaye
banke dulhan mahke jivan
shahnai bhi gaye
pyas bujhegi janam janam ki
bole man ka mor
na sapna tute na ho bhor
na sapna tute na ho bhor
na sapna tute na ho bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
dar mare chikh padi main
hoga itna shor
ki sapna tuta ho gayi bhor
ki sapna tuta ho gayi bhor
ki sapna tuta ho gayi bhor
pyar chalke halke halke saze dil chediye
paas aake gunguna ke kya hua dekhiye
pyar chalke halke halke saze dil chediye
paas aake gunguna ke kya hua dekhiye
aap hi zara sochiye aap hi zara sochiye
pyar chalke halke halke saze dil chediye
raat hansi pyar jawa dekha nahi aisa sama
tarse nazar jane jaha dil ko liye jaye kaha
raat hansi pyar jawa dekha nahi aisa sama
tarse nazar jane jaha dil ko liye jaye kaha
aap hi zara sochiye aap hi zara sochiye
pyar chalke halke halke saze dil chediye
paas aake gunguna ke kya hua dekhiye
pyar ki wo pahli kiran ab to mile mere sajan
tute mera gora badan kaise bhuje man ki agan
pyar ki wo pahli kiran ab to mile mere sajan
tute mera gora badan kaise bhuje man ki agan
aap hi zara sochiye aap hi zara sochiye
paas aao na pyas bujhao na maan jao na
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
paas aao na pyas bujhao na maan jao na
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
jane jaha dil se dil milne de
hai do dil jawa gul koi khilne de
yaar ke pyar me kya bura kya bhala
uff ye sama kal fir kaha o meherba
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
dil bharta nahi ab kisi baat se
neend aati nahi ab kayi raat se
mai jiyu ya maru tu bata kya karu
jane jigar bas ek nazar kar de idhar
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
aa tere liye mera man jalta hai
aa yu na jala tan badan jalta hai
thoda sa pyar de ya to ab maar de
paas aao na pyas bujhao na maan bhi jaao na
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
diwane mera jo hain saval
doge uska jabav
tab to main tumhe, maan jaungi
diwani he karo jo bhi saval
dunga uska jabaav
fir jo main kahun, maan jaogi
diwane mera jo hain saval
doge uska jabav
tab to main tumhe, maan jaungi
diwani he karo jo bhi saval
dunga uska jabaav
fir jo main kahun, maan jaog
ji ha bilkul, to bolo meri bulbul
diwane diwani diwane diwani
jab koi mile aur aahe bhare
fir thame badhke aanchal ko
us waqt kaho kya koi kare
is rang rangile pagal ko
kuchh tum bhi badho, kuchh wo bhi badhe
aur hans ke gira do anchal ko
aa jaye maja dono ko jaara
sine se laga lo pagal ko
ha ye bhi jabav ho sakta hain
dil isse magar kho sakta hain
khota hain dil khone do
hangama jara sa hone do
ha hone do hagama
la la la la la la
diwani diwane diwani diwane
jata hu jaha aati hain waha
ek ladki pichhe pad gayi hain
chume hain kabhi noche hain kabhi
ab baat yaha tak badh gayi hain
he hairani tujhe kyu hone lagi
ye tere janam ka nata hain
chumegi tujhe nochegi tujhe
ye ladki teri mata hain
ha ye bhi jabaav ho sakta hain
dil isse magr ro sakta hain
rota hain dil rone de
hangama jara sa hone do
ha hone do hagama
ho ho ho ho bolo bolo
ho ho ho ho bolo bolo
ho ho ho ho bolo bolo
ho ho ho ho bolo bolo
diwane diwani diwane diwani
khate ho sada marne ki kasam
kya pyar tumhara asli hain
lagta hain milan ke baad pata
mardo ki molhabat nakli hain
ha ham log mare is baat pe ab
kya koi haseena asli hai
lagata hian milan ke baad pata
jis cheej ko chhu lo magar nakli hain
haa ye bhi jabaav ho sakta hain
magar isse dil jal sakta hain
jalta hain dil jalne do
hangama jara sa hone do
ha hone do hagama
diwani karo ulta saval
dunga ulta jabaav
tum kuchh bhi karo haar jaogi
diwani karo ulta saval
dunga ulta jabaav
tum kuchh bhi karo haar jaoge
ladki hain ya maton rol saari bate gol gol
ladka hain ya chikan rol
kyu bemurge bol bol
ladki namber ek hain
thodi si dil ki fenk hain
ham to jane ek baat
tu hain ladka bahiyaat
taane dena chhod de
rishta hamse jod le
laalch tujhpe laakh baar
ghar me jake laaine maar
roti kyu hain wo mehrbaan
gussa ho ki amma jaan
nani tujhko aai yaad
shahar ke gunde murda baad
bolo bolo bolo bolo
diwane tum to haare hujur
ham to jeete janab
ab jao main kahun maan jaogre
diwane tum to haare hujur
ham to jeete janab
ab jao main kahun maan jaogre