bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
aaj duniya me fir se ham bhi hai
fir mohabbat ne chuskiya li hai
fir teri julf ke chha gaye saaye
bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
fir wahi me hu aur wahi yaade
fir wahi dil hai, dil me fariyaade
aake mil jaoge sabar aa jaye
bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
teri mahfil se uth gaye the ham
tod baithe the pyar ke sab bharm
aaj nikli hai lab se fir wahi haye
bhule afsane fir se yaad aaye
bhule afsane fir se yaad aaye
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
yaad tadpayegi tum chale aaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
banke dhadkan mai dil me utar jaaungi
aap tadpungi aur tumko tadpaungi
sham ho ya sahar tum na kal paoge
yaad tadpayegi tum chale aaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
chhodkar is tarah mujhko jaaoge tum
yaad rakhna bahut dukh uthaaoge tum
mai nahi vo jise tum bhula paaoge
yaad tadpayegi tum chale aaoge
ruth kar tum bhala yu kaha jaoge
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
sochta hu ise kahte na ho pyar khi haye
miti si hai besharmiya or chain nhi
sochta hu ise kahte na ho pyar khi haye
miti si hai besarmiya or chen nhi
din gujar jaye yuhi raat bhi kat jaye yu
jee yhi chahe sur me tere beti rhu
bekrari me hi ab mujhko karar aata hai
chen kahte hai jise mere liye chen nhi
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi
agar yhi pyar hai to is pyar pe pyar aaye hame
or tadpaye hame or bhi tadpaye hame
dil ye kahta hai mhobbat ka ye dastur nhi
teri becheniya tham jaye ye manjur nhi
teri tasveer se aakhe meri kyo hatti nhi