kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
hey dekha hai dubara
wallaa re wallaa
han kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
haye dekha hai dubara
wallaa re wallaa
karta hai dil jisko salaam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
hey salma pe dil aa gaya
kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
hay dekha hai dubaara
wallaa re wallaa
panw na rakhna jaan zamin par
ye maile ho jaayenge
hey panw na rakhna jaan zamin par
ye maile ho jaayenge
phulon pe chalke aaogi
toh bhi yeh chhil jayenge
hay nazakat tera naam
karta hai dil jisko salaam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
haa salma pe dil aa gaya
kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
haay dekha hai dubaara
wallaa re wallaa
mohabbat mohabbat
mohabbat aisi mehandi hai
ye jab bhi pisi jayegi
mohabbat aisi mehandi hai
ye jab bhi pisi jayegi
jamana dekhta rah jayega
jamana dekhta rah jayega
ye rang layegi ye rang layegi mohabbat
mohabbat aisi mehandi hai
ye jab bhi pisi jayegi
jamana dekhta rah jayega
jamana dekhta rah jayega
ye rang layegi ye rang layegi mohabbat
mohabbat aisi mehandi hai
ye jab bhi pisi jayegi
mohabbat pyar ka rishta khuda se jod deti hai
mohabbat pyar ka rishta khuda se jod deti hai
ye apne yar ki khatir jaha ko chhod deti hai
jaha walo ke aage ye jaha walo ke aage ye
kabhi na sar jhukayegi kabhi na sar jhukayegi
mohabbat aisi mehandi hai ye jab bhi pisi jayegi
jamana dekhta rah jayega ye rang layegi
mere paanv me ha ha
paanv me mehandi lagi hai
inke paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
doli chadhne me der lagegi
doli chadhne me der lagegi
unse kahdo ke thahre jara
o dulha dulhan se milne ko tadpe
dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
aaj hi to murado wali raat hai
aaj hi to murado wali raat hai
unse kahdo ke jaldi hai jara
mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
abhi malan gayi hai chaman me
chun ke layegi juhi ki kaliya
chun ke layegi juhi ki kaliya
apni najuk ungliyo se phir
gajra guthengi meri ye sakhiya
gajra guthengi hum sari sakhiya
gajra banne me der lagegi
gajra banne me der lagegi
unse kahdo ke thahre jara
haye dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
abhi deepak jalaya hai humne
kajal banne me der lagegi
kajal banne me der lagegi
abhi jewar bhi pahne nahi hai
mujhko sajne me der lagegi
ha ha sajne me der lagegi
maine pajeb pahni nahi hai
haye pajeb pahni nahi hai
unse kahdo ke thahre jara
o dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
o mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
maa ke aansu nahi tham rahe hai
maa ke aansu nahi tham rahe hai
mujhe babul ko bhi hai samjhana
meri sakhiyo ki aankhe bhi nam hai
abhi unko gale hai lagana
doli rakhna dulhan ki sajake
doli rakhna dulhan ki sajake
ab aane me der nahi hai
kabse baithe hai aankhe bichhaye
kabse baithe hai aankhe bichhaye
ab suna hai ke wo aa rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
bekali bekhudi bebasi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
uski saudagiri me bhi insaf tha
uski saudagiri me bhi insaf tha
zindagi le gaya
zindagi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
sochne ke liye pal ki mohlat na di
sochne ke liye pal ki mohlat na di
jagne ke liye ik sadi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
le gaya jaan o dil zism se khich kar
le gaya jaan o dil zism se khich kar
han magar ruh ki tajgi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de daya
bekali bekhudi bebasi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
uski saudagiri me bhi insaf tha
uski saudagiri me bhi insaf tha
zindagi le gaya
zindagi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
sochne ke liye pal ki mohlat na di
sochne ke liye pal ki mohlat na di
jagne ke liye ik sadi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
le gaya jano dil jism se khich kar
le gaya jano dil jism se khich kar
ha magar ruh ki tajgi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de daya
zara dholki bajao gorio hame nach ke dikhao gorio
ho zara dholki bajao gorio hame nach ke dikhao gorio
najuk kamariya se jhum jhum ke jara thumka lagao goriyo
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
jara dholki uthao goriyo inhe nachna sikhao goriyo
jara dholki uthao goriyo inhe nachna sikhao goriyo
inhe naz hai bahut khud par inhe aayina dikhao goriyo
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
kajal bin ye kali aankhe sayad kajal dhund rahi hai
bin sawan ke barsega jo aisa badal dhund rahi hai
sadke teri chal pe jau teri adao pe mar jao
kisi vaid ko bulayo goriyo inki nabj to dikhao goriyo
inka para hai bahut chad gaya inka para niche lao goriyo
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
mehandi wale hath pe tere kis aashik ka nam likha hai
jisne dil ko pyar sikhaya us dilbar ka nam likha hai
pakdi gayi hai ab teri chori ab to sab sach kahde gori
inki bato me na aao goriyo inhe rashta dikhao goriyo
hame nakhre na dikhao goriyo hame apna banao goriyo
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
jara dholki uthao goriyo inhe nachna sikhao goriyo
najuk kamariya se jhum jhum ke jara thumka lagao goriyo
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki ek sajan se sajan ki
ye ghadi hai milan ki jan se janeman ki
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
ha salma pe dil aa gaya
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
ha salma pe dil aa gaya
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
pav ka rakhna jan jami par
ye maile ho jayenge
pav ka rakhna jan jami par
ye maile ho jayenge
phulo pe chalke aaogi
to bhi ye chil jayenge
haye nazakat tera nam
karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
ha salma pe dil aa gaya
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
mai kudrat ka karishma hu
mai aashik ki ibadat
mai kudrat ka karishma hu
mai aashik ki ibadat
are diwano ne rakha hai
mera nam mohabbat
pyar pe kurban umar tamam
karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
ha salma pe dil aa gaya
kudart ka nazara wallah re wallah
dekha hai dobara wallah re wallah
tera bachpan jo badla jawani me
mujhe dal diya haye pareshani me
tera bachpan jo badla jawani me
mujhe dal diya haye pareshani me
kas makas me hai mere pyar
mai hu ya nahi
teri kahani me
ishk na ban jaye ilzam
karta hai dil jisko salam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
salma pe dil aa gaya
salma pe dil aa gaya
phul mai bheju ha phul mai bheju
dil ye karta hai par tera pata malum nahi
malum nahi ha malum nahi khat mai likhu
ha khat mai likhu dil ye karta hai
par tera pata malum nahi
malum nahi ha malum nahi
chori chori najar milake haye wo tera sharmana
chori chori najar milake haye wo tera sharmana
aachal ko dabake danto me nayi ada se muskana
chum lu tujhko ha chum lu tujhko dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
tere seher se meri gali se baade shaba to gujarti hai
tere seher se meri gali se baade shaba to gujarti hai
daman se hawa pe likh dena jo tere dil pe gujarti hai
udke aau haa udke aau dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
range hina me teri surat aaye najar mehbub
rab ke likhe ko sach kar dala pyar ne tere khoob
haye rabba bichda yar milade yar bina mai mar jana
o rabba bichda yar milade yar bina mai mar jana
shama ke sang jal jane ko tadap raha hai parwana
kurba ho jau ha kurba ho jau dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
phul mai bheju ha khat mai likhu dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
malum nahi ha malum nahi