babuji dheere chalna
pyaar mein zarra sambhalna
haan bade dhokey hai
badey dhokey hai iss raah mein
babuji dheere chalna
kyou ho khoye huey sar jhukaye
jaise jaate ho sab kuch lutaaye
yeh toh babuji pehla kadam hai
nazar aatey hain apney paraaye
haan bade dhokey hain
badey dhokey hain iss raat mein
babuji dheere chalna
pyaar mein zarra sambhalna
haan bade dhokey hain
badey dhokey hain iss raah main
babuji dheere chalna
ho gayi hai kisi se jo anban
thaam le doosra koi daaman
zindagani ki rahein ajab hain
ho akela toh laakhon hain dushman
haan bade dhokey hain
badey dhokey hain iss raat mein
babuji dheere chalna
pyaar mein zarra sambhalna
haan bade dhokey hai
badey dhokey hain iss raat mein
balika tumhare sapno kaa
rajkumar aa raha hai
varmala dolee barat sajake
dulha chha raha hai
shubhmangal savadhan
hey ya hey ya
hey ya hiriye sehra bandh
ke mai toh aaya re
hey ya dolee barat bhee
sath me mai toh laya re
hey ya hiriye sehra bandh
ke mai toh aaya re
hey ya dolee barat bhee
sath me mai toh laya re
abb toh na hota hai ek roj intejar
sonee aaj nahee toh kal hai
tujhko toh bas meree honi re
tenu leke mai javanga
dil deke mai javanga
tenu leke mai javanga
dil deke mai javanga
hey ya hey ya
aa keh de jamane se
too mere ishk kee hai dastan
hey ya hey ya
o janiya keh de bahane se
mai teraa jism hu too meree jan
kuchh naa chupa
mushkilo se milta hai
aisa sona pyar
sonee chij tere jaisee naa
mujhko naa mujhko khonee re
tenu leke mai javanga
dil deke mai javana
tenu leke mai javanga
dil deke mai javana
jan aise naa tadpa ke
dekh le madhbhare andaj se
hey ya hey ya
o jan too awaj ko apni
aa mila abb meree awaj se
are han keh de han
kar diya hai tune mujhko yu bekarar
mahee keh diya duneeya se
mai teree mai teree ho gayee re
tere nal me aavangi
sasural me javangi
hey tenu leke mai javanga
dil deke mai javanga
hey ya hey ya
teri aankho ke matwale, kajal ko mera salam
zulfo ke kale kale, badal ko mera salam
ho teri aankho ke matwale, kajal ko mera salam
zulfo ke kale kale, badal ko mera salam
ghayal kar de mujhe, yaar teri payal ki jhankar
hey soni soni teri soni, har ada ko mera salam
salam-e ishq ishq ishq, salam-e ishq ishq ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salame ishq
salam-e ishq salam-e ishq ishq
ho teri mastani anjani, bato ko mera salam
rango me dubi dubi, rato ko mera salam
khawabo me kho gayi mai, diwani ho gayi mai
ho soni soni teri soni, har ada ko mera salam
salam-e ishq ishq ishq, salam-e ishq ishq ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
salam-e ishq salam-e ishq ishq
ho tere hatha vich, mehandi ka rang khila hai
tujhe sapno da changa, mehabub mila hai
meri bano pyari pyari, sari duniya se nyari
ise doli me tu leja doliya doliya
teri meri nazar, jo mili pehli bar
ho gaya ho gaya tujhse pyar
dil hai kya dil hai kya, jaa bhi tujhpe nisar
maine tujhpe kiya eaitbar
o ho mai bhi to tujhpe mar gayi, diwanapan kya kar gayi
meri har dhadkan betaib hai, palko vich tera khawab hai
ho jaan se bhi pyar, pyari raniyo ko salam
salam-e ishq
salam-e ishq ishq ishq, salam-e ishq ishq ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
mai tere ishq me do jaha war du
mere wade pe kar le yaki
kah rahi hai zami kah raha hai aasma
tere jaisa duja nahi
ho aise jadu na dal ve, na aau mai tere nal ve
jhuti tarife chhod de ab, dil mere dil se jod de
ho jo bhi nikli hai dil, se us duva ko salam
salam-e ishq
salam-e ishq ishq ishq, salam-e ishq ishq ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
rab se hai iltza maf kar de mujhe
mai to teri ibadat karu
hai meri soniye na
khabar hai tujhe, tujhse kitni mohabbat karu
tere bin sab kuch be noor hai, meri mang me tera sindur hai
sanso me yahi paigam hai, mera sab kuch tere naam hai
ho dhadkano me rahne wali, soniye ko salam
salame ishq
teri aankho ke matwale, kajal ko mera salam
zulfo ke kale kale, badal ko mera salam
khawabo me kho gayi, mai diwani ho gayi mai
ho soni soni teri soni, har ada ko mera salam
salam-e ishq ishq ishq, salam-e ishq ishq ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
salam-e ishq salam-e ishq ishq
salam-e ishq salam-e ishq, salam-e ishq salam-e ishq
silli silli tapti raaton mein, jalta hoon main barsaaton mein
dooba dooba har pal, yaadon mein dil kya kare
apney mein hi khoya rehta hoon
kehna hai kuch kuch kehta hoon
pain ajab sa sehta hoon dil kay kare
ho aankhon aankhon mein ho, baaton baton mein
hole gaya koi ho, de gaya koi
salaame ishq ishq salaame ishq
din bhar kuch miss karta hoon
jaane kaisi khwaahish karta hoon
bheed mein tanha rehta, hoon dil kya kare
bhool gaya din saal mahina
january mein bhi aaye pasian
aata hai aaraam kahin na dil kya kare
ho aankhon aankhon mein ho, baaton baton mein
ho le gaya koi ho de gaya koi
salaame ishq ishq ishq salaame ishq
ho main jo baithoon ton baitha rahoon
der tak chal padoor toh main, chalta rahoon door tak
chaayi bekaraari udd gaye totey
hanss deta hoon rotey rotey
meomory mein koi jaagtey, sotey dil kya kar
ho aankhon aankhon mein ho, baaton baton mein
ho le gaya koi ho de gaya koi
salaame ishq ishq ishq salaame ishq
ho raastey bhool jaata, hoon mein kyon bhalla
bewajaah gungunaata, hoon main kyon bhakka
nikloon main phatti jeans pehenke
shirt ke na hosh button ke, bajjte hain sab sur
dhadkan ke dil kya kare
ho aamkhon aankhon mein ho, baaton baton mein
ho le gaya koi ho de gaya koi
salaame ishq ishq ishq salaame ishq
salaame ishq ishq ishq salaame ishq
socho kabhi socho jara
socho kabhi socho jara
meri bechainiyo ka jahan dekho jara
mere humnashi socho na dekho na socho jara
socho ji socho aisa hota toh
chahat ke pal koi saja leta toh
aati jaati saanso me basa leti main
khwabo se khayalo ko saja leti main
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
socho ji socho aisa hota toh
chahat ke pal koi saja leta toh
aati jaati saanso me basa leta main
khwabo se khayalo ko saja leta main
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
main bhi bada anjaan tha tujhko nahi jo pehchana
kehte hain mohobbat kise janeja maine na jaana
maine haan keh diya sanam ab toh na der kijiye
tute na tute na kabhi aisa koi vaada dijiye
mere yaara tujhpe bada marta hai dil
phir bhi mujhse kehne se kyun darta hai dil
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
maine meri palko tale jiske chehre ko chupaya
kaise main batau tujhe milke bhi wo mil na paya
mujhe bahon me bhar le tu main tere paas hoon sanam
teri deewangi hu main, tera ehasaas hu sanam
ho tere hi liye to hai mohobbat meri
jaanu main bhi jaanu kya tamanna teri
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
socho ji socho aisa hota toh
chahat ke pal koi saja leta toh
chaahu bhi toh na mita saku duriya
tu toh jaane kya hai meri majburiya
teri hi yaado me waado me baato me kho gaya
mera dil dil mera
ho mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
mera dil dil mera ishq me ab tera ho gaya
bin teri saajani lage jiya na o o o tadap tadap
jaye mere sab arman o saiyaan ko chodke na ja
saiyaan re saiyaan re ye gori baiyaan re
saiyaan re saiyaan re ye gori baiyaan re
meri chudi mera kangna yaad aayega tujhko saajana
bache hain bache hain ab kuch pal tere kanware
na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
a na re saiyaan ko chhod ke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
saiyaan re, ye ada haye ye ada ye badan haye surmayi ye nayan
haye aur ye jadu
ye nasha haye ye nasha ye jalan haye ye jalan ye chubhan
haye aur ye khushbu
teri ye adayen
teri ye jawani ab kahan milegi mujhko ye diwani
hoye oy oy oy rang rangili roop ki lali shan pe bikhri julf ye kali
bache hain bache hain ab kuch pal tere kanware
na re saiyan ko chodke na ja
na re saiyan ko chodke na ja
a na re saiyan ko chhod ke na ja
na re saiyan ko chodke na ja
bhul ja
haye ab ye raaten kahan
haye ab ye baaten kahan haye sun meri jaan
ja re ja haye aur ye rahat kahan
haye aur ye chahat kahan
haye pyase mehman, aise na daga de
aisi na saaja de
chain aye zara aisi koi duwa de
hoye oy oy oy mera jhumka mera thumka
milanewala ab nahi tumko
bache hain bache hain ab kuch pal tere kanware
na re saiyaan ko chodke na ja
na re saiyaan ko chodke na ja
a na re saiyan ko chhod ke na ja
na re saiyan ko chodke na ja
na ja na ja na ja ja re ja
na ja na ja na ja ja re ja
na re saiyan ko chodke na chodke na ja
na re saiyaan ko
haye na re saiyaan ko chodke na chodke na ja
saiyaan re, saiyaan re
saiyaan re, saiyaan re
na re saiyaan ko chodke na ja, na ja na ja na ja ja re ja
na ja saiyaan na ja saiyaan na ja ja re ja
na re saiyaan ko chodke na
saiyaan saiyaan ko chodke na
na re saiyaan ko chodke na ja
pyar hai ya saza ae mere dil bata
tutata kyu nahi dard ka silsila
is pyar me ho kaise kaise imtiha
ye pyar likhe kaisi kaisi dasta
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar par ho na dilbar par ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar par ho na dilbar par ho na koi asar
ho pyar hai ya saza ae mere dil bata
tutata kyu nahi dard ka silsila
kaisa hai safar wafa ki manjil ka
na hai koi hal dilo ki mushkil ka
dhadkan dhadkan bikhri ranjhise
sanse sanse tuti bandise
kahi to har lamha hohto par fariyad hai
kisi ki duniya chahat me barbad hai
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar par ho na dilbar par ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar par ho na dilbar par ho na koi asar
koi na sune sisakati aaho ko
koi na dhare tadpti baho ko
aadhi aadhi puri khawaishe
tuti futi sab farmaise
kahi shak hai kahi nafrat ki diwar hai
kahi jit me bhi shamil pal pal har hai
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar par ho na dilbar par ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar par ho na dilbar par ho na koi asar
ho pyar hai ya saza ae mere dil bata
tutata kyu nahi dard ka silsila, ho ho
na puchho dard banda se hasi kaisi, khushi kaisi
musibat sar pe rahti hai kabhi kaisi, kabhi kaisi
ho rabba rabba ho rabba hooo, hoo rabba