kya pyar nahi mujh se batla de meri ja
kya pyar nahi mujh se batla de meri ja
yu bich me na latka tu kahde ha ya na
nigaho ka ishara to samjho janeja
hum pyar karne wale nahi kahte munh se ha
kya pyar nahi mujh se batla de meri ja
yu bich me na latka tu kahde ha ya na
nigaho ka ishara to samjho janeja
hum pyar karne wale nahi kahte munh se ha
apno se kya sharmana samjho na mujhe begana
ikarare mohabbat kar lo lelo dil ka nazrana
apno se kya sharmana samjho na mujhe begana
ikarare mohabbat kar lo lelo dil ka nazrana
raste me ulfat ke tu chahat hai agar kuch aisi
aa dur kahin hum jaye dekhe na jaha zamana
kahin chalo par ek baar tum kahdo munh se ha
nigaho ka ishara to samjho janeja
hum pyar karne wale nahi kahte munh se ha
kya pyar nahi mujh se batla de meri ja
yu bich me na latka tu kahde ha ya na
sharmake jo tum hanste ho to kitne hasi lagte ho
itni hai kharabi tum me tum tang bahut karte ho
sharmake jo tum hanste ho to kitne hasi lagte ho
itni hai kharabi tum me tum tang bahut karte ho
aisa na kaho janeman daali hai tumhi ne uljhan
kis baat ka hai sab jhagda tum aaj nahi karte ho
rang na dekha dhang na dekha kaise kah du ha
kya pyar nahi mujh se batla de meri ja
yu bich me na latka tu kahde ha ya na
nigaho ka ishara to samjho janeja
hum pyar karne wale nahi kahte munh se ha
kahdo ha kya kahdo ha kya kahdo ha
na na kahdo ha nahi
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
duniya ki najre badli huyi hai
dil me chhupa lu aa tujhe
duniya ki najre badli huyi hai
dil me chhupa lu aa tujhe
jhuthe nazare hai jhuthe ishare hai
jhuthi bahare hai sun jara
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
duniya khiladi tu hai anadi
fans na jana jaal me
duniya khiladi tu hai anadi
fans na jana jaal me
jo tujhko ghere hai chor lutere hai
dushman ye tere hai laut ja
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
aa, kahna mera aaj maan le
dushman zamana hai jaan le
tu hai nigaho me pyar ki raaho me
dhokha na khana mere dilruba
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
aise na dekho ji haye allah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
aise na dekho ji haye allah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
husn ka diwana shama ka parwana
main tera hu zalim tune na pahchana
husn ka diwana shama ka parwana
main tera hu zalim tune na pahchana
mujhe to tune dil se bhulaya magar
tujhko na bhulunga main wallah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
aise na dekho ji haye allah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
ye adayein ye shabab nahi inka jawab
mujhe badi khushi huyi milke aapse janab
salam mem sahab
ye adayein ye shabab nahi inka jawab
mujhe badi khushi huyi milke aapse janab
lije nishani mera chhalla
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
aise na dekho ji haye allah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
nargisi aankho me jane kya jadu hai
jise bhi dekhahai wahi bekabu hai
nargisi aankho me jane kya jadu hai
jise bhi dekhahai wahi bekabu hai
dil mera tune luta hai o naajni
teri adayein subhan allah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
aise na dekho ji haye allah
mera naam abdulla sabka yaar hu wallah
abdulla abdulla abdulla
abdulla abdulla abdulla
kahiye kaisa mizaz hai aapka
hamse kya wasta hai janab ka
are are aap to bigadne lage
nahi nahi aapko samjhne lage
kahiye kaisa mizaz hai aapka
hamse kya wasta hai janab ka
are are aap to bigadne lage
nahi nahi aapko samjhne lage
kahiye kaisa mizaz hai aapka
jis din se pyar hua dil bekarar hua
jina duswar hua teri kasam
yu na sataya karo dil na jalaya karo
kasme na khaya karo juthe sanam
tera diwana hu teri kasam
kya bharosha hai mardo ki jaat ka
kya irada hai aakhir janab ka
are are aap aap to bigadne lage
nahi nahi aapko samjhne lage
kahiye kaisa mizaz hai aapka
najro ne jan liya dil ne pahchan liya
lo hamne maan liya apna tumhe
muskil se bat bani dil ko bas hai ye khushi
tumne samjha to sahi apna hame
dekho ji aise na dekho hame
sara jhagda tha itnii si bat ka
hamse kya wasta hai janab ka
are are aap aap to bigadne lage
nahi nahi aapko samjhne lage
kahiye kaisa mizaz hai aapka
ye rut ye pyara shama dil ki duniya hai jawa
ye bate roz kaha jane wafa
aise me dil bhi mera masti me jhum utha
halka halka sa nasha chhane laga
ab jindagi ka maja aane laga
hamse kya wasta hai janab ka
are are aap aap to bigadne lage
nahi nahi aapko samjhne lage
kahiye kaisa mizaz hai aapka
hamse kya wasta hai janab ka
hum bhi akele tum bhi akele
duniya ka dar kya
oye hum to mohabbat karega
oye hum to mohabbat karega
roni surat tujhse mohabbat ja diwane ja
oye tu kya mohabbat karega
oye tu kya mohabbat karega
dekho ji dil na todo pahla pahla pyar mera
pahla pahla pyar hai dekho ji dil na todo
pahla pahla pyar mera pahla pahla pyar hai
jao ji rashta chhodo dil tumse bejar mera
dil tumse bejar hai oye hoye to fir mai kaha jau
jao janam mujhko kya gum jane meri bala
oye tu kya mohabbat karega
hum bhi akele tum bhi akele
duniya ka dar kya
oye hum to mohabbat karega
oye tu kya mohabbat karega
karte ho dhokha hamse
kitne beiman ho ji kitne beiman ho
jo bhi chaho wo kahlo tum to meri jan ho
ho tum to meri jan ho
isliye to tum meri jan chodo
duniya chodu na chodu mai gori sath tera
oye tu kya mohabbat karega
oye hum to mohabbat karega
ja tu kya mohabbat karega
zaraa si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
zaraa si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
jara idhar to dekhiye nigaahe to milaaiye
jara idhar to dekhiye nigaahe to milaaiye
ye narm honth is tarah naa daanto me dabaaiye
ye honth kya dabe yahaan t6o jaan hi nikal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
zaraa si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
humaare pyar ka jawaab gairo ko naa dijiye
humaare pyar ka jawaab gairo ko naa dijiye
jara sambhal ke baithiye paseena ponchh lijiye
ye aap kya chale yahaan chhuri si dil pe chal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
zaraa si baat pyaar ki zubaan se nikal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi
zaraa sharif ladakiyo se baat karanaa sikhiye
zaraa sharif ladakiyo se baat karanaa sikhiye
phir usake baad aayine me apani shaql dekhiye
hamaare mahamaan the to baat aake tal gayi
nahi to log puchhate ke shaql kyo baadal gayi
huzur kyaa khataa hui nigaah kyo badal gayi