People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Bansuri Tihari Nandlal
Singer: Asha Bhosle
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Sajan(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sajan-1969/Bansuri-Tihari-Nandlal/KT8iZwBHemk
Video:
bansuri tihari nandlal bani mori sautaniya
bansuri tihari nandlal bani mori sautaniya
ye pas tere bairan dur mai sajaniya
bansuri tihari nandlal bani mori sautaniya
bansuri tihari nandlal bani mori sautaniya

bansi ko tu hotho se lagaye
bansi ko tu hotho se lagaye
man tadpaye mora ji tarsaye
kahe ko maine tohe se neha lagaye
kahe ko maine tohe se neha lagaye
ye jag maine chhod a bani mai joganiya
bansuri bansuri tihari nandlal bani mori sautaniya
mori sautaniya mori sautaniya
bansuri tihari nandlal bani mori sautaniya
Aye Mere Meherbaan
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Sajan(1969)
Tag: Hindi
Video:
ae mere meharban ae mere humnasi
khubsurat hansi koi tujhsa nahi
aate hai nazar aise chehre magar
kabhi kabhi kahi kahi
ae mere meharban ae mere humnasi
khubsurat hansi koi tujhsa nahi
aate hai nazar aise chehre magar
kabhi kabhi kahi kahi
ae mere meharban ae mere humnasi

phulo ko bahar jaise pyar karti hai
jaise pyar karti hai
dil ko teri yaad bekarar karti hai
bekarar karti hai hota hai asar
hota hai asar pyar me ye magar
kabhi kabhi kahi kahi
ae mere meharban ae mere humnasi

layi tere naam mai paiyam aankho ka
mai paiyam aankho ka
kar le tu kabul ye salam aankho ka
ye salam aankho ka milti hai nazar
milti hai nazar dilbaro se magar
kabhi kabhi kahi kahi
ae mere meharban ae mere humnasi
khubsurat hansi koi tujhsa nahi
aate hai nazar aise chehre magar
kabhi kabhi kahi kahi
ae mere meharban ae mere humnasi
Sajan Sajan Pukaru
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Sajan(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sajan-1969/Sajan-Sajan-Pukaroon-F/IDEIADhqRVg
Video:
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan pukaru galiyo me
kabhi phulo me dhundu kabhi kaliyo me
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me

aise rutha hai bedardi kaha na mane
aise rutha hai bedardi kaha na mane
mere ji ke meri jaa ki kadar na jane
mai usi julmi ke naina mastane
kabhi phulo me dhundu kabhi kaliyo me
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me

bulbul samjhe phulo ka hai ye dil mastana
bulbul samjhe phulo ka hai ye dil mastana
bhawre samjhe kaliyo se hai mera yarana
mai to apna rutha sajan diwana
kabhi phulo me dhundu, phulo me dhundu kabhi kaliyo me
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me

mujhse kahti hai parwat pe ghata chha chha ke
mujhse kahti hai parwat pe ghata chha chha ke
ho rama hansti hai purab se hawa aa aa ke
wo chhupa hai dil me aur na ja ja ke
kabhi phulo me dhundu, phulo me dhundu kabhi kaliyo me
sajan sajan pukaru galiyo me
sajan sajan aaha ke, sajan sajan pukaru galiyo me
Resham Ki Dori
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Sajan(1969)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sajan-1969/Resham-Ki-Dori/QD4fABlWe3I
Video:
resam ki dori, resam ki dori
kaha jaiho nindiya chura ke chori-chori
resam ki dori hoye resam ki dori
ho kaha jaiho nindiya chura ke chori-chori
ye resam ki dori haye resam ki dori
kaha jaungi mai tu hai chanda mai chakori
pipal ki chhaiya ho pipal ki chhaiya
teri-meri ek jindadi o mere saiya
pipal ki chhaiya ho pipal ki chhaiya
ho chhod u mai jamana, mai na chhod u teri baiya
pipal ki chhaiya ho pipal ki chhaiya

imli ke bute ho imli ke bute
kal kyu na aaye mai na bolu jao juthe
kal kyu na aaye mai na bolu jao juthe
bada maja aaye mai manau or tu ruthe, or tu ruthe
kothe pe aari ho kothe pe aari
tere nam kar du jiya le aa patwari
kaisa patwari ho kaisa patwari
ye tu mera mai teri ye to jane dunia sari
kaisa patwari ho kaisa patwari

parwat pe jharna ho parwat pe jharna
koi sun lega chupke-chupke bate karna
koi sun lega chupke-chupke bate karna
pyar kiya to badnami se kya darna, kya darna
kurta malmal ka ho kurta malmal ka
aaj to jati hu mai le-le wada kal ka
kurta malmal ka haay kurta malmal ka
kal ka bharosha kya bharosha nahi pal ka
kurta malmal ka haay kurta malmal ka

ambar pe tare haye ambar pe tare
jine nahi denge tere naina kajrare
jine nahi denge tere naina kajrare
jina ho jise wo aaye kyu pritam ke dware, pritam ke dware
ki misri ki daliya haay misri ki daliya
pyar me kaate hai jyada thodi kaliya
misri ki daliya ho misri ki daliya
ho kaate ho ya kaliya pi ki galiya, pi ki galiya