tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
kya bhale din the wo
kya bhale din the wo
najaro me tum samaaye naa the
kabhi thandi saans nahi leti
aur aankho me aansu aaye naa the
ab roti hu mai, ab roti hu mai
kya kiya haay kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
ab haal ye ho gaye hamaare
ab haal ye ho gaye hamaare
sada bhige rahe naino ke kinaare
o jaanewale mai pukaaru tu ek baar toh aa
jaanewale mai pukaaru tu ek baar toh aa
mere rote huye dil ko yeh baat bata
bhala kiya ya bura kiya, haay bura kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
tumhe dil diya, yeh kya kiya
tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
tumhe dil diya, yeh kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
kya bhale din the wo
kya bhale din the wo
najaro me tum samaaye naa the
kabhi thandi saans nahi leti
aur aankho me aansu aaye naa the
ab roti hu mai, ab roti hu mai
kya kiya haay kya kiya maine
duniya kaa dard le liya maine
tumhe dil diya, yeh kya kiya
duniya kaa dard le liya
kaali kaali raat re
kaali kaali raat re dil bada sataye
kaali kaali raat re dil bada sataye
teri yaad aaye
teri yaad aaye
kaali kaali raat re dil bada sataye
kaali kaali raat re dil bada sataye
teri yaad aaye
teri yaad aaye
jhutho se pyar kiya hoye kya kiya
sare jahan ka dukh le liya
jhutho se pyar kiya hoye kya kiya
sare jahan ka dukh le liya
ab ro ro sawan jaye
kaali kaali raat re dil bada sataye
kaali kaali raat re dil bada sataye
teri yaad aaye
teri yaad aaye
bheegi bheegi palako ki laaj tere hath hai
tu to gaya hai teri yaad mere sath hai
bheegi bheegi palako ki laaj tere hath hai
tu to gaya hai teri yaad mere sath hai
jo dil ko dhir bandhaye
kaali kaali raat re dil bada sataye
kaali kaali raat re dil bada sataye
teri yaad aaye
teri yaad aaye
meri ja meri ja mohabbat karo chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
jiyo chupke chupke maro chupke chupke
jiyo chupke chupke maro chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
zuba se na ulfat me fariyad karna
mohabbat ki ijjat na barbad karna
mohabbat ki ijjat na barbad karna
khamoshi se ye dil unhe yad karna
judai me aahe bharo chupke chupke
judai me aahe bharo chupke chupke
jiyo chupke chupke maro chupke chupke
jiyo chupke chupke maro chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
mohabbat me ankho ke ansu piye ja
na ho koi shikva labo ko siye ja
na ho koi shikva labo ko siye ja
mohabbat ke bande tadap kar jiye ja
arey marnewalo maro chupke chupke
arey marnewalo maro chupke chupke
jiyo chupke chupke maro chupke chupke
jiyo chupke chupke maro chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
meri ja mohabbat karo chupke chupke
us par is diwar ke jo rahte hai
us par is diwar ke jo rahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
us par is diwar ke jo rahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
barbad jawani na kije dil le lije dil de dije
ye din aur tanhai haye
ye din aur tanhai haye haye re kaun ye samjhaye
nit rahi na rahe jawani hum sach kahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
us par is diwar ke jo rahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
aawaz jawani deti ha dekho angdai leti hai
ghut ke mar jayenge arma ghut ke mar jayenge arma
kahe ki jhijhak hai aao yaha
nit rahi na rahe jawani hum sach kahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
us par is diwar ke jo rahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
ye husn diya jisne tumko puchhega wo ek din ye sun lo
ye husn diya jisne tumko puchhega wo ek
din ye sun lo bande ke mere kyu zulm kiya
bande ke mere kyu zulm kiya
ek jhalak dikha ke mar diya
laza me dub maroge hum sach kahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
us par is diwar ke jo rahte hai
koi kah de unse jake jo hum kahte hai
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
ae gam ke savere tu hi bata
ae gam ke savere tu hi bata
is subah ki koi sham nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
aisa bhi koi nashad na ho
aisa bhi koi barbad na ho
aisa bhi koi nashad na ho
aisa bhi koi barbad na ho
kya sah hasi maalum nahi
rone ke siwa kuch kaam nahi
ae gam ke savere tu hi bata
ae gam ke savere tu hi bata
is subah ki koi sham nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
dukh dard ki kaali raate hai
dil todne wali baate hai
dukh dard ki kaali raate hai
dil todne wali baate hai
ye kaun sa gam hai ae kismat
ye kaun sa gam hai ae kismat
jis gam ka koi anjaam nahi
ae gam ke savere tu hi bata
ae gam ke savere tu hi bata
is subah ki koi sham nahi
kismat me khushi ka naam nahi
do din bhi hume aaram nahi
kismat me khushi ka naam nahi
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
meree jindagee ke ishaaro me tum ho
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
naa kahane me dil naa bas me javaanee
naa kahane me dil naa bas me javaanee
magar dil kee mushkil badee hai suhaanee
aa khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
meree jindagee ke ishaaro me tum ho
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
tum mann bhaaye mere dil me samaaye
dil chain nahee paaye lagee dil kee sataaye
koyee paas bulaaye abb raha nahee jaaye
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
meree jindagee ke ishaaro me tum ho
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
koi kis tarah apna daman bachaye
koi kis tarah apna daman bachaye
jahan yaad aai kadam dagmagaye
aa khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
meree jindagee ke ishaaro me tum ho
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
mere chhote se dil pe naa karana sitam
mujhe de naa naa gham mere achchhe balam
mere baake sanam tumhe meree kasam
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
meree jindagee ke ishaaro me tum ho
khayaalo me tum ho najaaro me tum ho
hava me dil dole machal kar bole
hava me dil dole machal kar bole
daras dikhala de balam bhole bhole ho
hava me dil dole machal kar bole
daras dikhala de balam bhole bhole ho
hava me dil dole machal kar bole
na chain aaye na nind aaye bada najuk jamana hai
na chain aaye na nind aaye bada najuk jaaana hai
hajaaro tir chalate hain hamaara dil nishana hai
ghataaye kaali kali ye rut matavaali
sadaaye haule haule ho
hava me dil dole machal kar bole
daras dikhala de balam bhole bhole ho
hava me dil dole machal kar bole
jo aana hai to aa jaao bahaare phir na aayengi
jo aana hai to aa jaao bahaare phir na aayengi
juda rah kar na tarsaao ummide tut jaayengi
baago me pade jhule hame tum bhule
balam bhole bhole ho
hava me dil dole machal kar bole
daras dikhala de balam bhole bhole ho
hava me dil dole machal kar bole
daras dikhala de balam bhole bhole ho
vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan
vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan
jo tere ghar me chhod di pyaar ki sab nishaaniyaan
vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan
sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar thaa so vo bhi lut gayaa
sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar thaa so vo bhi lut gayaa
yaad rahegi umr bhar aap ki meharbaaniya
vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniya
jo tere ghar me chhod di pyaar ki sab nishaaniya
aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke
aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke
ab hai khizaa ki god me roti hui javaaniyaan
vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan
jo tere ghar me chhod di pyaar ki sab nishaaniyaan
vo raat