hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
are hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare

hamane tumhe dekha sanam dil divaana ho gaya
aankh ladi baat badhi chain kahi kho gaya

hamko mohabbat me mili itani bekaraariya
abb toh sahi jaaye na kahi thodi si bhi duriya
are naina huye hain chaar bataao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
koyi yaha kuchh bhi kahe ham nahi maanenge
darde jigar kya hai sanam log nahi jaanenge

saara jahaan bhul gaye ham divaanepan me
hamne basaaya hai tumhe dilruba darpan me
lo hamane kiya ikaraar bataao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare
hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
abb jina huwa dushvaar baatao ham kya kare
are hamko huwa hai pyaar bataao ham kya kare
baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali

ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai

milan hai judaai hai
bachpan ke wo khel khilaune chhod ke sab jaayegi
wo raja rani ki kahani yaad bahut aayegi
ro kar bhi mamta ki kimat kaise chuka paayegi
baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali
ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai
milan hai judaai hai
maika hai do din ka basera kaun yaha reh paye
bin bete ka baap bhi dekho beti ka byaah rachaye
roke ruke naa aansu ki dhara aankh chhalakati jaye
baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali
ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai
ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai
baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali
ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai
milan hai judaai hai, milan hai judaai hai
milan hai judaai hai
meri vafaaye yaad karoge
meri vafaaye yaad karoge
royoge haan haan fariyaad karoge
meri vafaaye
mujhko to barbaad kiya hai
mujhko to barbaad kiya hai
aur kise he he barbaad karoge
royoge fariyaad karoge, meri vafaaye
kaise bhuloge tum mujhko
kaise bhuloge tum mujhko
yaad mujhe mere baad karoge
royoge fariyaad karoge, meri vafaaye
meri muhabbat yaad karoge
meri muhabbat yaad karoge
royoge fariyaad karoge, meri muhabbat
apno ko to bhul chuke ho
apno ko to bhul chuke ho
aur kise tum yaad karoge
royoge fariyaad karoge, meri muhabbat
lut ke meri duniya dilbar
lut ke meri duniya dilbar
kaise khud ko aabaad karoge
royoge fariyaad karoge, meri muhabbat
royoge fariyaad karoge
meri vafaaye yaad karoge, meri vafaaye
jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai

pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai

laharo ko kabhi na chhupa paayega samandar

roshni kabhi na chhupegi shama ke andar
roshni kabhi na chhupegi shama ke andar
chehra khaamosh aayine me utar jaayega
rang khushbu ka havao me bikhar jaayega ho bikhar jaayega
phul vo hai jo khil ke mahakta hai, mahakta hai
phul vo hai jo khil ke mahakta hai, mahakta hai
pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai
jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai
pyar ki chaahat ki nayi roshni dikhaane
pyar ki chaahat ki nayi roshni dikhaane
aaya hu dilo se main nafrate mitaane
aaya hu dilo se main nafrate mitaane
saari duniya se to ham dosti nibhaayege
pyar ka git saari umr gungunaayege ho gungunaayege
saaj vo hai jo nagmo pe khanakta hai, khanakta hai
saaj vo hai jo nagmo pe khanakta hai, khanakta hai
pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai
jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai
pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai
jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai
hai meri sanso me mere piya maine piya se vachan hai liya

janmo janam tak sath rahenge, sukh chahe dukh ho milke sahenge

jab jab mujhe jivan mile mujhko yahi sajan mile

ye zindagi unke liye meri har khushi unke liye
ghadi ghadi mera jiya kasam yahi khaye
hai meri sanso me mere piya maine piya se vachan hai liya
janmo janam tak sath rahenge, sukh chahe dukh ho milke sahenge
hai meri sanso me mere piya maine piya se vachan hai liya
meri dua me ho asar, unko lage meri umar

wo pas hai ya dur hai, is mang ka sindur hai
sanso ka ye nata kabhi toda nahi jaye
hai meri sanso me mere piya maine piya se vachan hai liya
janmo janam tak sath rahenge, sukh chahe dukh ho milke sahenge
hai meri sanso me mere piya maine piya se vachan hai liya
kitni hasrat hai hame tumse dil lagane ki

paas aane ki tumhe jindagi me laane ki
mai dil ki baat bhala kaise kahu, kaise kahu

jan-e-man jan-e-ada ho tum, meri dhadkan ki sada ho tum

meri saanso ki jarurat ho, dil ruba jaan-e-vafa ho tum
mai dil ki baat bhala kaise kahu, kaise kahu
kitni hasrat hai hame tumse dil lagane ki
paas aane ki tumhe jindagi me laane ki
kitni hasrat hai hame tumse dil lagane ki
paas aane ki tumhe jindagi me laane ki
mai dil ki baat bhala kaise kahu, kaise kahu
kitni hasrat hai hame tumse dil lagane ki
gul ki kushbu hai havaao me, mai chalu pyaar ki raaho me
meri yaado me sadaao me, tum ho kvaabo me nigaaho me
hai meri duwa rab se mai rahu teri panaaho me