kahe tu bin bazaye sapere kahe tu bin bazaye
kahe tu bin bazaye sapere kahe tu bin bazaye
bairi lagi me aur lagaye kaun tujhe samjhaye
saphere kahe tu bin bazaye
ab mai tohe se prit nibhau ya ke jag ki rit nibhau
ab mai tohe se perit nibhau ya ke jag ki rit nibhau
jag roke aur man bahkaye kahe tu bin bazaye sapere
kahe tu bin bazaye saphere kahe tu bin bazaye
nachat nachat gir gir jau kaise natkhat ko samjhau
nachat nachat gir gir jau kaise natkhat ko samjhau
bedardi tohe laz na aaye kahe tu bin bazaye saphere
kahe tu bin bazaye bairi lagi me aur lagaye
kaun tujhe samjhaye saphere kahe tu bin bazaye
bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho
bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho
abhi to naya sath hai aaj hansi to kal bhi hansogi
pyar kisi din karne lagogi thode dino ki bat hai
bahane kyu karti ho
sabse tum zuda sahi husn ke khuda sahi
ada hi ada sahi hum bhi bure to nahi
nazar maikada sahi zulf ek ghata sahi
tum pe sab fida sahi hum bhi bure to nahi
kahan tak tadpaogi rah par aa jaogi
kahan tak tadpaogi rah par aa jaogi
abhi to naya sath hai aaj mili to kal bhi milogi
aah kisi din bharne lagogi thode dino ki bat hai
bahane kyu karti ho
rang ke nikhar par rup ki bahar par
ankohe singar par tumko agar naz hai
game intzar par dile bekarar par
hume apne pyar par tumse bada naz hai
aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo
aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo
abhi to naya sath hai aankh jhuki to dil bhi jhukega
ab ye milan to hoke rahga thode dino ki bat hai
bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho
bahane kyu karti ho humpe tum bhi marti ho
abhi to naya sath hai aaj hansi to kal bhi hansogi
pyar kisi din karne lagogi thode dino ki baat hai
bahane kyun karti ho
itna to kah do humse tumse hi pyar hai
tumse hi pyar hai
itna to kah do humse tumse hi pyar hai
tumse hi pyar hai
meri khamosi sajna mera ikrar hai
mera ikrar hai
balo me tak du mai agar dil ke phul ko
kar dogi maf kya tum meri is bhul ko
teri har bhul se hi tujhse hi pyar hai
tere kadmo me saiya mera sansar hai
mera sansar hai
itna to kah do humse tumse hi pyar hai
tumse hi pyar hai
meri khamosi sajna mera ikrar hai
mera ikrar hai
itna betab hai dil utna majbur hai
tumse manga hai tumko bolo manjur hai
de di hai umar tumko dil hi tumko diya
ab mera apna kya hai kya du tumko piya
kya du tumko piya
itna to kah do humse tumse hi pyar hai
tumse hi pyar hai
meri khamosi sajna
jis dil me basa tha pyar tera
us dil ko kabhi ka tod diya haye tod diya
badnam na hone denge tujhe
tera nam hi lena chhod diya haye chhod diya
jis dil me basa tha pyar tera
tu auro ka koi aur tera
dunia me hum kyu zinda hai
tu auro ka koi aur tera
dunia me hum kyu zinda hai
hum ban kar kyun diwar rahe
ye soch ke hum sharminda hai
ye soch ke hum sharminda hai
dar koi aur khule na khule
teri raaho ko humne chhod diya haye chhod diya
jis dil me basa tha pyar tera
hum pyar me the nadan bahut
kuch karna tha kuch kar baithe
hum pyar me the nadan bahut
kuch karna tha kuch kar baithe
wo phool tha aur ke jude ka
hum jis se daman bhar baithe
hum jis se daman bhar baithe
hum ne khud apni baharo ka
virano se rishta jod diya haye jod diya
jis dil me basa tha pyar tera
jis dil me basa tha pyar tera
us dil ko kabhi ka tod diya
haye tod diya
badnam na hone denge tujhe
tera nam hi lena chhod diya
haye chhod diya
jis dil me basa tha pyar tera
jab yad kabhi tum aaoge
samjhenge tumhe chaha hi nahi
raho me agar mil jayoge
sochenge tumhe dekha hi nahi
sochenge tumhe dekha hi nahi
jo dar pe tumhari jati thi
un raho ko hamne mod diya
haye mod diya
jis dil me basa tha pyar tera
hum kon kisi ke hote hai
koi hamko yad karega kyu
apne do aasu bhi ham par
koi barbad karega kyu
us majhi ko ha igila hamse
majhdar me jislo chhod diya
haye chhod diya
jis dil me basa tha pyar tera
us dil ko kabhi ka tod diya
haye tod diya
badnam na hone denge tujhe
tera nam hi lena chhod diya
haye chhod diya
jis dil me basa tha pyar tera