ha tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe paagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
to bolo kaise na hota main fida fida
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
jabse sanam dil ko tera pyar mila aa aa
tan me naya man me naya shor macha aa aa
itne karib aa jaaye lehro ke jaise mil jaaye
teri sanso me bechaini hai, dil ka mausam tufani hai
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe pagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
kaisi diwanagi kyon ye betabiya
kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
kaisi diwanagi kyon ye betabiya
kaisi ye bekhudi kyon ye behoshiya
na hosh me tum aao, na hosh me ham aaye
ai kash ke ab ye pal aise hi thahar jaye
ho is pyar se dekho nahi dam ye nikal hi na jaye kahi
he o meri jaan meri jaan ho tum tere hi dam se to jite hai ham
tere pyar ke tir ne ghayal kar diya diya diya
tere ishq ne mujhe pagal kar diya diya
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
dil jitne ki hai tujhme har ada ada ada
to bolo kaise na hota main fida fida
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
are are tu hai kamal, are are tu hai kamal
klook
koi samjhaye mujhe klook kya hota klook
meri rato ki nind gayi din ka chain gaya
kya hota hai ye klook
jab dil me dhadkan me koi aake sama jayega
ek pal me tere man me koi jadu jaga jayega
are bada tadpaye wo hai klook
jo hosh udaye wo hai klook
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
ye kya laga rakha hai klook
thodi chalaki thoda dhokha hai
banao bhole bhalo ko bevkuf
mila acha mauka hai
yuhi kuch log mehfil me
kisi se kyo ulajhte hai
ye dilvalo ki bate dilvale jante hai
dilvale samajhte hai
maine jara jara ye jana thoda thoda pahchana
is bat ka matlab kya hai ek bar aur batlana
jab najro ki gadi chale chhuk chhuk chhuk
to dil me jo hota hai wo dhuk dhuk dhuk
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
aise kyo mehkati hai pagal hava
mai kuch kuch samajh gayi
mai kuch kuch na samjhi
bahki bahki si kyo nashili ghata
mai kuch kuch samajh gayi
mai kuch kuch na samjhi
pas aaye jo tu mere to phir mai tujhe batau
inn sabko vahi hua hai kaise tujhko samjhau
sharma ke palk jaye jhuk jhuk jhuk
sine me saans jaye ruk ruk ruk
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
han ab to samajh gayi klook
ye kya hota hai klook
koi mile kisi se jab chup chup chup
wo sari umrr rahe chup chup chup
jab rato ki nind or din ka chain jaye
yahi hota hai ye klook
aala re aala aala re aala
ai aala re payus aala are aala re payus aala
aala re payus aala are aala re payus aala
aala re payus aala are aala re payus aala
hey barasa re pani huyi mai to divani
hey barasa re pani huyi mai to divani
mujhe o mujhe ho mujhe ye kya hone laga
aala re payus aala are aala re payus aala
hey barasa re pani huyi mai to divani
hey barasa re pani huyi mai to divani
mujhe o mujhe ho mujhe ye kya hone laga
aala re payus aala are aala re payus aala
ham bekhabar aa gaye kidhar pighala huya ye sama hai
baho me hai sari zami kadamo tale aasama hai
ham bekhabar aa gaye kidhar pighala huya ye sama hai
baho me hai sari zami kadamo tale aasama hai
ai hoti kya hai bekhudi ye ab pata chala
ang ang me sama raha koyi nasha
mujhe o mujhe ho mujhe ye kya hone laga
aala re payus aala are aala re payus aala
ham the kabhi do ajanabi ab aisa lagtanahi hai
tum bhi yaha mai bhi yaha ab to na koyi kami hai
ham the kabhi do ajanabi ab aisa lagtanahi hai
tum bhi yaha mai bhi yaha ab to na koyi kami hai
mehki mehki kyu lage hai aaj ki ghata
are mai to kuchh na jaanu mujhe tu hi de bata
mujhe o mujhe ho mujhe ye kya hone laga
aala re payus aala are aala re payus aala
aala re payus aala are aala re payus aala
hey barasa re pani huyi pagal javani
mujhe o mujhe ho mujhe ye kya hone laga
aala re payus aala are aala re payus aala
aayi hai dur se ladaki diwani hai
hai to wo ajnabi par jaani pehchani hai
aayi hai dur se ladaki diwani hai
hai to wo ajnabi par jani pehchani hai
mujhko to yaad rahega ye safar pyaar ka
dekho bhulana nahi tum bhi kabhi
ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari
aayi hai dur se ladaki diwani hai
hai to wo ajnabi par jaani pehchani hai
mujhko to yaad rahega ye safar pyar ka
dekho bhulana nahi tum bhi kabhi
ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari
thodi thodi gusse me bhigi jawani hai
dekho dekho mil gaya aag me paani hai
thodi thodi gusse me bhigi jawani hai
dekho dekho mil gaya aag me paani hai
tumko bhi to sidhe raste le hi aayegi
ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari
dawa hai ye mera chahe jao jaha
dil pe rah jayege in lamho ke nisha
dawa hai ye mera chaahe jaao jaha
dil pe rah jayege in lamho ke nisha
teri aankho se bhi ik din nind churayegi
ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari
aayi hai dur se ladaki diwani hai
hai to wo ajnabi par jani pehchani hai
mujhko to yaad rahega ye safar pyar ka
dekho bhulana nahi tum bhi kabhi
ye safari ye safari yaad rahe bhule nahi ye safari
ye safari ye safari
ku ku dil ye bole mai to janu na
tere bhi dil me jo hua hai tu vo mane na
thodi tu bhi divani thoda mai bhi divana
ku ku dil ye bole
thodi mai bhi divani thoda tu bhi divana
mujhe aisa laga dil ne jaise kaha aja ham tum kare dosti
bhul kaise gaye kaha tha jo tune ki mai hun badi sirphiri
ari chhod de divani khatm kar de vo kahani
kaise bhulu mai vo bate ja ja chhod mera hath
are kyu tu akadti hai mujhse jhagadti hai aise bigadti hai kyu
ku ku dil ye bole
ho lakh kar lo jatan pighale na mera man
ladki hu ji mai to shahar ki
koi rup hai na rag bat karane ka na dhag
are vah ri shahar ki pari
mana tumne kyu bura vo majak tha mera
ye nakhare ye ada kisi aur ko dikha
kyu tu akadta hai mujhse jhagadta hai aise bigadta hai kyu
ku ku dil ye bole
thodi ye bhi divani han han
thoda vo bhi divana o ho
ho tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham
ho tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham
kahate hain madhosh najaare phulo ke yeh mele
kahate hain madhosh najaare phulo ke yeh mele
abb nahi jina ek pal hamane tere bina akele
o saara pyaar tum par hi lutaayenge ham
tumhe paake sab kuchh bhul jaayenge ham
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham
sapane ki hi tarah bhula do woh pal aur woh baate
sapane ki hi tarah bhula do woh pal aur woh baate
hamko tum lauta do saari pyaar ki woh saugate o o o
teri duniya se dur jayenge ham
yado se dil ko bahalayenge ham
phir bhi divanapan kam na hoga sanam
mera divanapan kam na hoga sanam
tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
abb yeh divanapan kam naa hoga sanam
tumse muhabbat yu nibhayenge ham
baaho me tumhari ghar banayenge ham