ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
tabah karte hain ye adao se apni
tabah karte hain ye adao se apni
nigaah-e-raaz se khanjar chalane lagte hai
ye husn wale, ye husn wale
ladakpan me bhole hote hain
jawan hote hi, jawan hote hi
gul khilane lagte hain
jawan hote hi gul khilane lagte hain
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ruksana main hu ruksana
ruksana main hu ruksana
jab se hui main jawan
jab se hui main jawan
rabba rabba rabba kare
dekho sara jahan
ruksana main hu ruksana
o sultana main hu sultana
sultana main hu sultana
jab se hui main jawan
jab se hui main jawan
tauba tauba tauba kare
dekho sara jahan
sultana main hu sultana
ha ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ruksana main hu ruksana
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ye jawani haye ye jawani
ye jawani haye ye jawani
jab se aai ye jawani
shoro gul mach gaya
oye hoye shoro gul mach gaya
jisne dekhi meri surat
usne katil kaha
ha ha usne katil kaha
koi mujhe rani kahe
koi dilbar jani kahe
koi mujhe rani kahe
koi dilbar jani kahe
koi kahe apni jaam
aaye haye ruksana main hu ruksana
ha sultana main hu sultana
ha ha ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ye adaye haye ye adaye
ye adaye haye ye adaye
ye kayamat ka nazara
ye adaye meri
ha ha ye adaye meri
muskura ke jisko dekha
us pe bijli giri
oye hoye us pe bijli giri
hans ke main dil todu
sab pe main teer chhodu
hans ke main dil todu
sab pe main teer chhodu
kas ke najar ki kamaan
haye haye ruksana main hu ruksana
ha sultana main hu sultana
jab se hui main jawan
jab se hui main jawan
rabba rabba rabba kare
dekho sara jahan
ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ruksana main hu ruksana
sultana main hu sultana
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
ya qurbaan ya qurbaan
husn walo pe jaan kurbaan
pile pile pyar ki sharab pile pile pyar ki sharab
jo hai botal mein band band botal mein band
jo hai botal mein band aaha botal mein band
ise wahi to piyega wahi to jiyega
wahi to piyega wahi to jiyega
hoga hoga hoga mujhko pasand jo mujhko pasand
pile pile pyar ki sharab pile pile
ye hai kali kali julfo ki chhanv julfo ki chhanv
ye hai kali kali julfo ki chhanv julfo ki chhanv
ispe likha bol do kiska naam kiska naam
mohabbat ka pana mushkil nahi hai
mohabbat ka pana mushkil nahi hai
tu jo utha le tera hai jaam tera hai jaam
ise wahi to piyega wahi to jiyega
wahi to piyega wahi to jiyega
hogi hogi hogi kistmat buland jiski kismat buland
pile pile pyar ki sharab pile pile
aaj pike mujhe behak jane do behak jane do
aaj pike mujhe behak jane do behak jane do
dil me aata hai jo mujhko farmane do farmane do
dekhe hota hai kya parda uth jane do
dekhe hota hai kya parda uth jane do
aaj takrane wale hain paimane do paimane do
wahi to rahega wahi to bachega
wahi to rahega wahi to bachega
hogi hogi hogi kistmat buland jiski kismat buland
pilepilepyar ki sharab
jo hai botal me band band botal me band
ise wahi to piyega wahi to jiyega
wahi to piyega wahi to jiyega
hoga hoga hoga mujhko pasand jo mujhko pasand
pile pile pyar ki sharab pile pile
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
hum pyar kyu na kare
jab dil se mile dil phir ahle mahfil
dil se mile dil phir ahle mahfil
ijahar kyu na kare
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
hum pyar kyu na kare
jab najre ho katil ho husn haasil
najre ho katil ho husn haasil
fir vaar kyu naa kare
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
hum pyar kyu na kare
badi muskil se badi muskil se milta hai pyar
pyar vo khajana hai pyar vo khajana hai
isko pake jo khoyega yar yar vo diwana hai yar vo diwana hai
ho mana pyar hai khjana ho mana pyar hai khajana
yar hai diwana
par muskil hai pyar ka nibhana par muskil hai pyar ka nibhana
kahe kuch bhi jamana par hamne ye jana
kabhi bhule se dil na lagana kabhi bhule se dil na lagana
ke dil to hai dil dil ke dil to hai dil dil
yar ho mukabil didar kyu na kare
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
hum pyar kyu na kare
pyar ki jindagi ke din hai char char
din jawani hai char din jawani hai
ho dosto lut lo ye bahar bahar aani jani bahar aani jani
ho dekho char din jawani ho dekho char din jawani
bahar aani jani
jara sochkar kadam uthana jara sochkar kadam uthana
yaro josh me na aana hosh na gavana
kahi tute na sapna suhana kahi tute na sapna suhana
sapno ki manjil sapno ki manjil dildar hasil didar kyu na kare
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
hum pyar kyu na kare
jab dil se mile dil phir ahle mahfil
ijahar kyu na kare
batao ae duniya valo hum pyar kyu na kare
hum pyar kyu na kare
la la la la la kya kaha kya kaha
aa zara paas aa na na dur se bata
aaj hum or tum had se bad jaaye aa aa aa
aa jhappi pa le na na na naina mila le na na na
nain milake dil bhela le aa jhappi pa le aa aa aa
la la la la la kya kaha kya kaha
aa takraye hum badan se badan milke
bhujaye aaj dil agan na na na
aa takraye hum badan se badan milke
bhujaye aaj dil agan na na na
aur bhi jyada lag jayegi agan
takrayenge jab badan se badan
main bhi jal jaungi tu bhi jal jayega
aa jhappi pa le na na na naina mila le na na na
nain milake dil bhela le aa jhappi pa le aa aa aa
aa jhappi pa le
soniye hiriye jaaniye raaniye kar kuch kya
kar kuch mujhpe meharbaniya meharbaniya
aankhiyo mein daal mastaniya aye mastaniya kya
janu tujhe main dil janiya ve janu tujhe main dil janiya
janu tujhe main dil janiya ve janu tujhe main dil janiya
jaanu tujhe main dil jaaniya pyar mein
karega tu baimaniya haa baimaniya
kanpta hai badan ladta hai dil mera
aa jhappi pa le na na na naina mila le na na na
nain milake dil bhela le aa jhappi pa le aa aa aa
ho mujhko sataya tune jab bhi mila
accha nahi laage mujhe dhang ye tera wah wah kya kaha
mujhko sataya tune jab bhi mila
accha nahi laage mujhe dhang ye tera
liya na mazaa jo mulakat ka
fir mulakaat ka hai matalb kya
bhul ja har gila pyaar mein doob ja maan ja na
aa jhappi pa le na na na nain milale kyun kyun kyun
nain milake dil bhela le aa jhappi pa le aa aa aa
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
sholo pe aashiyana
sholo pe aashiyana
koi bana saka na
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
ek tarfa mohabbat kisi ko
raas aai nahi dil diwane
tu na jane dil diwane
tune dhundhe andhero me saye
aur gawaho me likhe fasane
tu na jane dil diwane
ab chhod ke mat aana
beeta hua jamana
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
tujhpe unka meharban hona
dosti thi, mohabbat nahi thi
tu na jane dil diwane
muskura ke wo unka bulana
ek takkaluf tha, chahat nahi thi
tu na jane dil diwane
khudi ko hua nishana
auro ke kasht mitana
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil
sholo pe aashiyana
koi bana saka na
behtar hai bhul jana
bhul jana mere dil
bhul jana mere dil