People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 4 *

Wo Nazron Mein Sama
Singer: G.M. Durrani
Music: Gulshan Sufi
Lyricist: Wali Sahab
Album: Saathi(1946)
Tag: Hindi
Video:
wo najro me samate ja rhe hai ja rhe hai
hume apna banate ja rhe hai ja rhe hai
wo najro me samate ja rhe hai ja rhe hai
ye dil kahi dur se nikal ja rha hai
ye dil kahi dur se nikal ja rah hai
ja rah ahi wo sayad pas aaye ja rhe hai
hume apna banate ja rhe hai ja rhe hai

main jitna bhul jana chahta hun
wo utna yad aate ja rhe hai
juba par han isharo me nahi hai
juba par han isharo me nahi hai
wo diwana bana ke ja rhe hai ja rhe hai
hume apna banate ja rhe hai ja rhe hai
wo najro me samate ja rhe hai ja rhe hai
Kiski Yaad Sataye
Singer: Jyothi
Music: Gulshan Sufi
Lyricist: Wali Sahab
Album: Saathi(1946)
Tag: Hindi
Video:
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
o balam o sajan kiski yad sataye
roj teri roj teri nindo me aakar
roj teri nindo me aakar
sapno me chhup jaye
sapna dekhe aankhe akeli
sapna dekhe aankhe akeli
ab ji ko tarsaye
o balam o sajan kiski yad sataye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
kiski yaad staye balam

ke mujar se bandh diye hai
ke mujar se bandh diye hai
kitne pankh sirahane
kitne pankh sirahane
kis papan ki yad piya ko
kis papan ki yad piya ko
ginwati hai taare
kiski yad sataye o ji kaun tujhe tadpaye
haye kaun tujhe tadpaye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
kiski yad sataye balam kiski yad sataye
o balam o sajan kiski yad sataye
Duniya Ki Bhi Sun Lo
Music: Gulshan Sufi
Lyricist: Wali Sahab
Album: Saathi(1946)
Tag: Hindi
Video:
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
tumne to basaya mere jiwan ka shiwala
tumne to basaya mere jiwan ka shiwala
kismat ne magar chhin liya un ka ujala
mitati hui aashao ki ab jaan tumhi ho
mitati hui aashao ki ab jaan tumhi ho
bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho

hai rat andheri na kahi khud ko dubo le
hai rat andheri na kahi khud ko dubo le
tufan me khati hai meri naav jhikole
tufan me khati hai meri naav jhikole
ab jis ke sahare hun wo arman tumhi ho
ab jis ke sahare hun wo arman tumhi ho
bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho

tuta sa dil aankho me liye
haye tuta sa sil aankho me liye
gam ki udasi apno ki bhi thukarai hui
aai hai dasi aai hai dasi
gam ki udasi apno ki bhi thukarai hui
aai hai dasi aai hai dasi
kar de meri muskil ko jawasan tumhi ho
bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
Aankhon Se Beh Jaate Hain
Music: Gulshan Sufi
Lyricist: Wali Sahab
Album: Saathi(1946)
Tag: Hindi
Video:
aankho se bahe jate hai
aankho se bahe jate hai
arman humare arman humare
rote huye jate hai ye rote huye jate hai
ye mahman bichare mahman bichare
aankho se bahe jate hai

hasti hui basti ko jo ujade huye dekha
hasti hui basti ko jo ujade huye dekha
rote hai gale chand se rote hai gale chand se
mil mil ke sitare mil mil ke sitare
mahman bichare mahman bichare
aankho se bahe jate hai
arman humare arman humare

manjil ki garj humko
na shahil ki tammna
manjil ki garj humko
na shahil ki tammna
ab chod diya naav ko
ab saup diya naav ko
tufan ke sahare
tufan ke sahare
arman humare arman humare
rote huye jate hai ye rote huye jate hai
ye mahman bichare mahman bichare
aankho se bahe jate hai