ke : guzar na jaaye ye khaab saa safar -2
sab kuchh simat ke aayaa hai sirf ek pal me
baanho me thaam lo tum ye phir mile naa mile
guzar na jaaye -2
kah diyaan hai aaj aakhir tumase
jo chhupaaye ham rahe gumasum se
isase pahale bat hi jaaye raste
apane bhi dil ki kaho kuchh hamase
tumhaari jo khamoshi hai
kahaaniyaan si kahati hai
tumhaari jo tamannaa hai
wo munh chhupaaye rahati hai
sab kuchh simat ke aayaa hai sirf ek pal me
baanho me thaam lo tum ye phir mile naa mile
guzar na jaaye ye khaab saa safar
guzar na jaaye
na jaaye
he e
shre : puchhate ho haal mere dil kaa
hosh hai naa raah naa mazil kaa
ye badan me kyaa pighalataa jaaye
ek nashaa ho jaise halkaa halkaa
safar ye khatam na ho
raahe ye kabhi kam na ho
mile yaa na mile mazil
bichhadane kaa gam na ho
ke : sab kuchh simat ke aayaa hai sirf ek pal me
shre : baanho me thaam lo tum ye phir mile naa mile
guzar na jaaye ye khaab saa safar
guzar na jaaye
na jaaye
ke : ye
gujar na jaaye ye khwaab sa safar
gujar na jaaye ye khwaab sa safar
sab kuch simat ke aaya hai
sirf ek pal me
baahon me thaam lo tum
ke phir mile na mile
gujar na jaaye, gujar na jaaye
keh diya hai aaj aakhir tumse
jo chhupaaye hum rahe gum sum se
isse pehle bat hi jaaye raste
apne bhi dil ki kaho kuch hamse
tumhaari jo khaamoshi hai
kahaaniya si kahti hai
tumhaari jo tamanna hai
wo muh chhupaaye rahti hai
sab kuch simat ke aaya hai
sirf ek pal me
baahon me thaam lo tum
ke phir mile na mile
gujar na jaaye ye khwaab sa safar
gujar na jaaye, na jaaye
puchhte ho haal mere dil ka
hosh hai na raah na manjil ka
ye badan me kya pighalta jaaye
ek nasha ho jaise halka halka
safar ye khatam na ho
raahe kabhi kam na ho
mile na mile manjil
bhichhdane ka ghum na ho
sab kuch simat ke aaya hai
sirf ek pal me
baahon me thaam lo tum
ke phir mile na mile
gujar na jaaye ye khwaab sa safar
gujar na jaaye, na jaaye
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
chaand me daag hai ye jaante hai ham lekin
raat bhar dekhe bina usko raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
jo mera ho nahi payega is jahaan me kahi
ruh ban kar milunga usko aasmaan me kahi
pyaar dharati par farishto se kiya nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
un nigaaho me mohabbat nahi to kaho aur kya hai
par wo mujhse ye kah raha wo kisi aur ka hai
zara sa jhuth bhi dhang se kaha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
aankh me kaid kiye baitha main ek hasi lamha
jab main is nind se jagunga to dil tutega
wo mujhe khwaab koi kyun dikha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
maine dil se kaha dhund lana khushi
nasamajh laya gum toh yeh gum hi sahi
maine dil se kaha dhund lana khushi
nasamajh laya gum toh yeh gum hi sahi
maine dil se kaha dhund lana khushi
bechara kahan jaanta hai khalish hai yeh kya khala hai
shehar bhar ki khushi se yeh dard mera bhala hai
jashna yeh raas na aaye maja toh bas gum me aaya ha
maine dil se kaha dhund laana khushi
nasamajh laya gum toh yeh gum hi sahi
khula hai is raat me jo bahakta noor uska
kabhi ho ek chehra banke gar ho jaye pana
yahi meri hakikat hai magar ab tak hai to sapna
maine dil se kaha dhundh lana khushi
na samjh laaya gam to ye gam hi sahi
kabhi hai ishq ka ujala kabhi hai maut ka andhera
batao kaun bhes hoga main jogi banu ya lutera
kai chehre hai iss dil ke na jaane kaun sa mera
maine dil se kaha dhund laana khushi
nasamajh laya gum toh yeh gum hi sahi
hajaaro aise phaasle the jo tay karne chale the
raahe magar chal padi thi aur peeche hum rah gaye the
kadam do chaar chal paaye kiye phere tere mann ke
maine dil se kaha dhund laana khushi
nasamajh laya gum toh yeh gum hi sahi
maine dil se kaha dhund laana khushi
nasamajh laya gum toh yeh gum hi sahi
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
kaise ham khud ko rok le raha nahi jata
chaand me daag hai ye jaante hai ham lekin
raat bhar dekhe binaa usko raha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
jo meraa ho nahi payega is jahaan me kahi
ruh ban kar milungaa usko aasmaan me kahi
pyaar dharati par farishto se kiyaa nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
un nigaaho me mohabbat nahi to kaho aur kya hai
par wo mujhase ye kah rahaa wo kisi aur kaa hai
zaraa saa jhuth bhi dhang se kahaa nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata
aankh me kaid kiye baitha main ek hasi lamha
jab main is nind se jagunga to dil tutegaa
wo mujhe khwaab koi kyun dikha nahi jata
khubsurat hai wo itna saha nahi jata