sun lo mera kehna yuhi milti rehna
kal jaha mile the, kal wahi milenge
1 2 3 4
sun lo mera kehna yuhi milti rehna
kal jaha mile the, kal wahi milenge
mood hua to koi movie dekh lenge
ya piyenge coffee aur baate karenge
jo bhi dil chahe, jo bhi tum chaho
jo bhi yaad aaye kehna o
tumko sunta hu to main jaane kyun
kho sa jaata hu, you know what i mean o
you know what i mean o
dekho jaane bhi do tumse pehle meri
kis se dosti thi, woh kaha mili thi
chhodo ye baate kyun ye puchti ho
meri zindagi me ab to bas tumhi ho
tum mili ho to chahiye tha jo
ab mila hai wo mujhko o
tumko sunta hu to main jaane kyun
kho sa jaata hu, you know what i mean o
you know what i mean o
dilkash hai tumhara ye jo andaaz hai
resham si tumhari jaise aawaaz hai
tumko sunta hu to main jaane kyun
kho sa jaata hu, you know what i mean o
you know what i mean o, you know what i mean o
you know what i mean o, you know what i mean
tere mere dil zara zara tute to hai
tere mere dil zara zara ruthe to hai
tere mere dil zara zara tute to hai
tere mere dil zara zara ruthe to hai
kyu aisa hai ye kya jaane
kya dil ko hum na pehchane, kya hum rahe bas anjaane
zara soche tu, zara sochu main ye kabhi
saari jo kahaaniya hai
teri meri kitni adhuri si, puri hongi kaise ye
zara soche tu, sochu main ye bhi to kabhi
tere mere dil khoye khoye lagte hai na
tere mere dil soye soye lagte hai na
soona soona sa rasta hai
sannata sa barasta hai, dil kisliye tarasta hai
zara soche tu, zara sochu main ye kabhi
saari jo kahaaniya hai
teri meri kitni adhuri si, puri hongi kaise ye
zara soche tu, sochu main ye bhi to kabhi
tanha main hu, tanha tu to hum dono humrahi nahi kyu
gunjti hai jo dhadkano me, hontho tak baat wo aayi nahi kyu
jo gumsum hai tu, gumsum hu main
dono hai uljhe uljhe se, dono bechain
jo gumsum hai tu, jo gumsum hu main ho wo
saari jo kahaaniya hai
teri meri kitni adhuri si, puri hongi kaise ye
zara soche tu, sochu main ye bhi to kabhi
tere mere dil zara zara tute to hai
tere mere dil zara zara ruthe to hai
chal chale hum kahi, chal raahe kam nahi
chal kahe dil jidhar, chal jaaye hum wahi
pal pal har kadam paayenge hum ek manzar naya
pal pal har kadam paayenge hum manzar naya
chal raaho me nikal, chal manzile badal
chal thakna rukna kya, chal yuhi chalta chal
pal pal har kadam paayenge hum ek manzar naya
pal pal har kadam paayenge hum manzar naya
koi na samjhe hamari, jo betaabiya hai to kyu
kal hum kaha ho na jaane, jo aaj hum yaha hai to kyu
sun humse yeh dil hai keh raha
pal pal yeh samay hai beh raha
pal pal har kadam paayenge hum manzar naya
chal chale hum kahi, chal raahe kam nahi
chal kahe dil jidhar, chal jaaye hum wahi
pal pal har kadam paayenge hum ek manzar naya
pal pal har kadam paayenge hum manzar naya
jaago jaago jaago jaago
koi rivaaj roke, rukna nahi
rito ke rasm ke aage jhukna nahi
utho aur tod daalo zanjir tum
mita do aur phir se likho takdir tum
koi rivaaj roke, rukna nahi
rito ke rasm ke aage jhukna nahi
utho aur tod daalo zanjir tum
mita do aur phir se likho takdir tum
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey hey jaago re
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey yeah
jaago jaago jaago jaago
tum koi gun me kam ho, ye jhut hai
adhikaar kam paao toh ye loot hai
jeena barabari se hi, ab hai tumhe
dikhana saari duniya ko hai, ab ye tumhe
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey hey jaago ri
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey
jaago jaago jaago jaago
teri zindagi teri hai jaise tu jiye
aaj har khushi duniya me hai tere liye
hai abhi raat to gham kya mitne ko hai andhera
hai hum saath to ek din laayenge savera yeah
jaago jaago jaago jaago jaago jaago jaago jaago
sab jaan jaaye tumko, pehchan jaaye tumko
haa maan jaaye tumko hey
hoi kiw, hoi kiw, hoi kiw
adhure raste tute pul, thake thake kadam
ghadi-ghadi hai zulm aur ghadi-ghadi sitam
mita do ye andhere aur mita do saare gham
chalo chalo ki dere manzilo pe daale ham
ha gurur karte hai jo unka sar jhuka do tum
nidar ho tum, nidar ho tum unhe bata do tum
zamin leke aasman se mila do tum
badalti kismate hai kaise ye dikha do tum
chale jo sang sang ham kadam patak patak
pahad kaanp jaayenge sunenge jo dhamak
badhenge is disha se leke us disha talak
hamare khun pasine aur aansu ki dhanak
chalo chalo ki dere manzilo pe daale ham
hoi kiw, hoi kiw, hoi kiw
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
haa man hai ishq mastana
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
haa man hai ishq mastana, ha man ko hoshiyari kya
rahe aazaadiya jag me, hume duniya se yaari kya
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
jo bichde hai piya ri se
jo bichde hai piya ri se, matakte dar-ba-dar phirte
humara yaar hai hum me, haa man ko intezari kya
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
kabir khada bazaar me, maange sabki khair
na kaahu se dosti, na kaahu se bair
haa man hai ishq mastana, ha man ko hoshiyari kya
rahe aazaadiya jag me, hume duniya se yaari kya
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
haa man hai ishq mastana, ishq mastana, ishq mastana, ishq
chal ud jaa re, ud jaa re, ud jaa re ud jaa
yu lage din saare zehrile teer hai
jo hum pe chal jaate hai
yu lage raate jaise tanhaai ke ajgar hai
jo hume nigal jaate hai
ye jina bhi socho koi jina hai
ki ab insaan machine hai banane laga
ye jina bhi socho koi jina hai
apna chehra khud humko bhi ajnabi lagne laga
chal ud jaa re panchi kahi, ud jaa re chhod zamin
ud jaa re soch nahi, ud jaa
chal ud jaa re panchi kahi, ud jaa re chhod zamin
ud jaa re soch nahi, ud jaa
chal ud jaa re, ud jaa re, ud jaa re
yu lage din saare zehrile teer hai
jo hum pe chal jaate hai
ye jina bhi socho koi jina hai
ki ab insaan machine hai banane laga
ye jina bhi socho koi jina hai
apna chehra khud humko bhi ajnabi lagne laga
chal ud jaa re panchi kahi, ud jaa re chhod zamin
ud jaa re soch nahi, ud jaa
jhunjhalayi si zindagi hai, hai sulga hua sa ye dil
raahe hai awaargi hai, jiski koi nahi hai manzil
jis ghutan me jee rahe hai saare, koi kyun sahe
chaand ko bujha de tod taare, raat ye kahe
ye jina bhi socho koi jina hai
ki ab insaan machine hai banane laga
ye jina bhi socho koi jina hai
apna chehra khud humko bhi ajnabi lagne laga
chal ud jaa re panchi kahi, ud jaa re chhod zamin
ud jaa re soch nahi, ud jaa
chal ud jaa re, ud jaa re, ud jaa re ud jaa ja
chal ud jaa re panchi kahi, ud jaa re chhod zamin
ud jaa re soch nahi, ud jaa, ud jaa re
neela aakash jo ek samandar hai
usme kahi koi aisa sitara bhi hai
jisme dusri ek duniya ho basi, jisme ho jaagti zindagi
par humse alag, humse judaa ek nishaan bhi
na ho jahan dard ka, jina jaha ho nahi mushkil
koi rota na ho, chain khota na ho
ho ye sabko yakin, koi tanha nahi
na kabhi toote kisi ka dil
wo jahaan, koi dukh ho na ho koi gham
wo jahaan, palke naa ho nam
dilo me ho na diware na duriya, wo jahaan pure ho armaan
sabko ho ye pataa sab dilo me
mohabbat ek gehri dhara bhi hai
neele aakash me koi aisa sitara bhi hai
neele aakash ke is samandar ka
chand ki kashti me maine kiya hai safar
dhundti ho agar tum jo duniya hasin
wo duniya hai yahi, wo yahi hai kahi
ha magar uske chehre par
nafrat ki, zulm ki ek dhul hai jam gayi
ha magar uske tan pe lipti lalach ki hai zanjir to
wo duniya aate aate tham gayi
uske chehre se ye dhul hat jaaye to
uske tan se ye zanjir kat jaaye to
dekhna phir yaha is zamin par hi hogi wo duniya
wo jahaan, koi dukh ho na ho koi gham
wo jahaan, palke naa ho nam
dilo me ho na diware na duriya, wo jahaan pure ho armaan
muskurati ho chehro pe ek roshni
zindagi ho mohabbat bhari zindagi