aankhon mein jiske, koyi toh khwaab hai
khush hai wahi jo, thoda betaab hai
jindagi mein koyi aarju kijiye, phir dekhiye
honto pe jisake, koyi toh geet hai
woh haare bhi to, usaki hi jeet hai
dil mein jo geet hai gunguna lijiye, phir dekhiye
yaado mein jiske, kisi ka naam hai
sapano ke jaisi, usaki har shaam hai
koyi to ho jise apna dil dijiye, phir dekhiye
khwaab buniye jara, geet suniye jara
phul chuniye jara, phir dekhiye
ghaas mein hai tinke jitne
rengate hai saanp utne
kya bataau hai ye kitne
saanp hi saanp hai yahaan wahaan
jag mein saanp baste hai
sapno saanp daste hai
baithe kundali maarke saanp fankaare
saanp hain fankaarate ho
jehrile jehrile, kaale nile pile
pathar ki hai aankhein, daat hai nukile
duniya saanpo ka van hai
chehra sabka jaise fan hai
baithe kundali maarke saanp fankaare
saanp hain fankaarate ho
jehrile jehrile, kaale nile pile
pathar ki hai aankhein, daat hai nukile
jag mein saanp baste hai
sapno saanp daste hai
baithe kundali maarke saanp fankaare
saanp hain fankaarate ho
jehrile jehrile, kaale nile pile
pathar ki hai aankhein, daat hai nukile
jehrile jehrile, kaale nile pile
pathar ki hai aankhein, daat hai nukile
sinbaad the sailor jahaaj me jab chala
mere yaar sun lo sun lo
dhundh raha tha ek nayi duniya ka pata
mere yaar sun lo sun lo
wo anjaani raahon me tha o o
wo leharo ki baahon me tha o o
sab ne kaha tha in samundaro me jaana nahi
mere yaar sun lo sun lo
khwaabo ke pichhe jaake kuchh bhi hai paana nahi
mere yaar sun lo suno
wo apni hi dhun me raha o o
wo sunata tha dil ka kaha o o
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usaka jahaj khila tufano me, mere yaar sun lo sun lo
phir bhi na aayi kami usake armaano me
mere yaar sun lo sun lo
wo deewana aisa hi tha o o
wo sapano ka hamrahi tha o o
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
wo kuchh paane ki chaah me o o
wo badhata raha raah me o o
gehara samundar tha unchi unchi lehre
mere yaar sun lo sun lo
kashtiya jin dekhi mushkil se thehare
mere yaar sun lo sun lo
woh saahil tak aa hi gaya o o
woh manjil ko paa hi gaya o o
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
usake the jo sapne, wohi usake the apne
aisa tha sinbaad the sailor, sailor
tum ho toh gaata hai dil, tum nahi toh geet kaha
tum ho toh hai sab haasil, tum nahi toh kya hai yaha
tum ho toh hai sapano ke jaisa hasin ik sama
jo tum ho toh, yeh lagata hai, ke mil gayi har khushi
jo tum na ho, yeh lagata hai, ke har khushi me hai kami
tum ko hai maangati yeh jindagi
dil kya kehata hai mera kya main bataau
tum ye samajhoge shaayad main paagal hoon
dil kya kehata hai mera kya main bataau
tum ye samajhoge shaayad main paagal hoon
dil karta hai tv tower pe main chadh jaau
chilla chillake main ye sabse keh du
rock on, hai ye waqt ka ishaara
rock on, har lamha pukaara
rock on yu hi dekhata hai kya tu
rock on jindagi milegi na dobaara
dil karta hai sadko par jor se gaau
sab apne apne ghar ki khidaki khole
phir main aise joshilein geet sunaau
mere geeto ko sunke sab ye bole
rock on, hai ye waqt ka ishaara
rock on, har lamha pukaara
rock on yun hi dekhata hai kya tu
rock on jindagi milegi na dobaara
jaise jine ko dil chaahe ji waise tu
meri to hai bas ye raay ki
apne jitane bhi armaan hain pure karle tu
rock on, hai ye waqt ka ishaara
rock on, har lamha pukaara
rock on yun hi dekhata hai kya tu
rock on jindagi milegi na dobaara
rock on, hai ye waqt ka ishaara
rock on, har lamha pukaara
rock on yun hi dekhata hai kya tu
rock on jindagi milegi na dobaara
meri laundary ka ek bill
ek aadhi padhi nowel
ek ladki ka phone number
mere kam ka ek paper
mere tash se heart ka king
mera ek chandi ka ring
pichle sat dino me maine khoya
kabhi khud pe hasa mai
or kabhi khud pe roya
meri laundary ka ek bill
ek aadhi padhi nowel
ek ladki ka phone number
mere kam ka ek paper
mere tash se heart ka king
mera ek chandi ka ring
pichle sat dino me maine khoya
kabhi khud pe hasa mai
or kabhi khud pe roya
meri chain ka ek pecket
meri denim ki jecket
match ke pase
tere naye naye sun glasses
pichle sat dino me maine khoya
kabhi khud pe hasa mai
or kabhi khud pe roya
kaise bhulu satwa jo din aaya
kisi ne tumse party me milwaya
kaisa pal tha jis pal
maine tumko pahli bar dekha tha
hum jo mile pahli bar
maine jana kya hai pyar
maine hosh bhi khoya
dil bhi khoya
kabhi khud pe hasa mai
or kabhi khud pe roya
maine pichle sath dino me
ye sab hai khoya
meri laundry ka ek bill, ik aadhi padhi novel
ek ladki ka phone number, mere kaam ka ek paper
mere taash se heart ka king, mera ik chaandi ka ring
pichhale saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main, aur kabhi khud pe roya
present mili ek ghadi, pyaari thi mujhe badi
meri jeb ka ek packet, meri denim ki jacket
do one day match ke passes
mere naye naye sunglasses
pichhale saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main, aur kabhi khud pe roya
kaise bhulu saatva jo din aaya
kisi ne tumse ik party mein milvaaya
kaisa pal tha, jis pal maine tumko pehali baar dekha tha
hum jo mile pehli baar, maine jaana kya hai pyar
maine hosh bhi khoya, dil bhi khoya
kabhi khud pe hansa main, aur kabhi khud pe roya
maine pichhale saat dino mein, ye sab hai khoya
ye tumhari meri bate hamesha yu hi chalti rahe
ye hamari mulakate hamesha yu hi chalti rahe
bite yu hi apne sare din rat
bato se nikalti rahe nayi bat
phir wahi bate leke geet koi hum likhe
jo dil ko, ha sabke dil ko chhu le
bate suro mein yu hi pighalti rahein
bate geeto mein yu hi dhalti rahein
geeto mein ha hum to khushiyo se hum saja de
jo sune kahe wo hamse gao na
ye tumhari meri bate hamesha yu hi chalti rahe
ye hamari mulakate hamesha yu hi chalti rahe
bite yu hi apne sare din rat
bato se nikalti rahe nayi bat
phir wahi baatein leke geet koyi hum likhe
jo dil ko, ha sabke dil ko chhu le
bate suro mein yu hi pighalti rahe
bate gito mein yu hi dhalti rahe
aasmaan hai neela kyun, paani geela geela kyun
gol kyun hai jameen
sukh mein hai narmi kyun, aag mein hai garmi kyun
do aur do paanch kyun nahi
ped ho gaye kam kyun, teen hai yeh mausam kyun
chaand do kyun nahi
duniya mein hai junge kyun, behata laal rang kyun
sarhadein hai kyun har kahin
socha hai, yeh tumne kya kabhi
socha hai, ki hai yeh kya sabhi
socha hai, socha nahi toh socho abhi
behati kyun hai har nadi, hoti kya hai roshani
barf girati hai kyun
ladate kyun hai ruthate taare kyun hai tutate
baadalon mein bijali hai kyun
socha hai, yeh tumne kya kabhi
socha hai, ki hai ye kya sabhi
socha hai, socha nahi toh socho abhi
sannata sunayi nahi deta, aur hawayen dikhayi nahi deti
socha hai kya kabhi, hota hai ye kyun
aasmaan hai neela kyun, paani geela geela kyun
gol kyun hai jameen
sukh mein hai narmi kyun, aag mein hai garmi kyun
do aur do paanch kyun nahi
ped ho gaye kam kyun, teen hai yeh mausam kyun
chaand do kyun nahi
duniya mein hai junge kyun, behata laal rang kyun
sarhadein hai kyun har kahin
socha hai, yeh tumne kya kabhi
socha hai, ki hai yeh kya sabhi
socha hai, socha nahi toh socho abhi
socha hai, yeh tumne kya kabhi
socha hai, ki hai yeh kya sabhi
socha hai, socha nahi toh socho abhi
tum ho to gaata hai dil, tum nahi to geet kaha
tum ho to hai sab haasil, tum nahi to kya hai yaha
tum ho to hai sapano ke jaisa hasin ik sama
jo tum ho to, ye lagata hai, ki mil gayi har khushi
jo tum na ho, ye lagata hai, ki har khushi me hai kami
tumko hai maangati, ye jindagi
tum ho to raahe bhi hai, tum nahi to raste kaha
tum ho to yaha sab hi hai, tum nahi to kaun yaha
tum ho to hai har ek pal meherbaan ye jahaan
jo tum ho to hawa me bhi mohabbato ka rang hai
jo tum na ho to phir koyi na josh na umang hai
tum mile to mili ye jindagi