dil ko ye kya hua, taaro ki chhaon me
mehki hawao me
chhupke se kho gaya, dil
dil chhupke se kho gaya
dil ko ye kya hua
maine khushi ka dekha savera
jaga ujala, duba andhera
mausam bhi hai jawa, jhume hai aasma
rangin fijaao me, chhupke se kho gaya, dil
dil chhupke se kho gaya
dil ko ye kya hua
meri nazar me hai vo nazare
diwana kar de jinke ishaare
sagar pe jhum ke, lehro ko chum ke
sapno ke gaon me chupke se kho gaya, dil
dil chhupke se kho gaya
dil ko ye kya hua
mujhko bulaaye phulo ki baahe
hansti hai mere jiwan ki raahe
sun ke bahaar ke, mastaana raagni
mithi sadaao me chupke se kho gaya, dil
dil chhupke se kho gaya
dil ko ye kya hua
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
dekho na aise dekho
hum pe najar na feko
samjho na bholi bhali bachna
bijli hu jo bhi chune lage
sau jhatke lage
sau jhatke lage ye sun lo
dil ko jara samjha do
na humse atke
na humse atke ye sun lo
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
julfe ghata kehlaye
ghata bhi aisi
ghata bhi aisi ke tauba
mere ishare katil
ada bhi aisi
ada bhi aisi ke tauba
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
rehna sambhal ke rehna
na phir pachhtana
na phir pachhtana kahi tum
kehti hu dekho dekho
na mare jana
na mare jana kahi tum
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
dekho na aise dekho
hum pe najar na feko
samjho na bholi bhali bachna
bura hai na gana bura
bura hai na gana bura
itna to jaan kya chiz ye kala hai
itna to maan karte ki jid diya hai
bura hai na gana bura na bajana
ye fan purana
bura hai na gana bura
mathura nagari ki kunj galin me
dekhi humne dhoom re
hoye dekhi humne dhoom re
arey murli ki vo taan rasili
manva jaye re jhoom re
manva jaye re jhoom re
dil ko har ek nach jhanjhore
kathak ke yu baje tode
bura hai na gana bura
o dur dakkhan me jakar dekhi
duniya sur aur taal ki
duniya sur aur taal ki
chan channa chan baje manjire
gunje thape naal ki
gunje thape naal ki
dil pe jara bhi rahe na kabu
bharatnatyam dekh ke babu
bura hai na gana bura
bura hai na gana bura
sair sapate karte yaaro
aaye jab punjab me
haye aaye jab punjab me
nach vo dekha rang rangila
jo na dekha khawab me
jo na dekha khawab me
budha baccha lula langda
jisko dekho nache bhangda
o munde mard kamaiya karde
o munde mard kamaiya karde
ke lachi tere bane na bane
bura hai na gana bura