People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Jaise Chahe Rakhe
Singer: Mohammad Rafi
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
jaise chahe rakhe wo data
jaise chahe rakhe wo data apna kya hai ji
rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe
jaise chahe rakhe wo data

dudh jalebi jo nahi to beta chane chaba ke rah le
ghar jo nahi footpath pe bhaiya tat bicha kar rahle
char dina to rahna tujhko char dina to rahna tujhko
gum hi uthakar rahle jaise chahe rakhe wo data
apna kya hai ji rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe jaise chahe rakhe wo data

khari na is duniya ko samjhana jan ke khoti rahna
mile jo aadhi roti khake aadhi roti rahna
pas nahi jo kapda lata pas nahi jo kapda lata
bandh langoti rahna jaise chahe rakhe wo data
apna kya hai ji rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe jaise chahe rakhe wo data

ghum na aadi mang nikale ban ke chaila pyare
paw jo faila apni chadar dekh ke faila pyare
mal nahi to apne dil ko mal nahi to apne dil ko
kar nahi maila pyare jaise chahe rakhe wo data
apna kya hai ji rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe jaise chahe rakhe wo data

nahi jo sona pahan ke rahle gilat ke challe beta
cream nahi to muh par kadwa tel hi malle beta
bina nasibo futi kodi bina nasibo futi kodi
pade na palle beta jaise chahe rakhe wo data
apna kya hai ji rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe jaise chahe rakhe wo data

wo hai malik jisko chahe fad ke chappar deta
ek ko sukha gud nahi milta ek ko shakkar deta
ek ko sidhi rah chalata ek ko sidhi rah chalata
ek ko chakkar deta jaise chahe rakhe wo data
apna kya hai ji rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe jaise chahe rakhe wo data

desh ki punji desh ke dhan ho dekho tum sab bache
apni dhun ke pakke rahna bat ke rahna sache
apni jaise taise biti apni jaise taise biti
aayenge kal din ache jaise chahe rakhe wo data
apna kya hai ji rukhi sukhi khaye ke thanda pani pe
re bhaiya thanda pani pe jaise chahe rakhe wo data
Dil Mein Hai Sekado
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
dil mein hai saikado
tufa kahu ya na kahu
tum bata do tumhae
main habiv kahu ya na kahu
main tumse kahane aai hun
jo kal the tum vo aaj nahi
kya laj rakhoge duniyan ki
jab tumko apni laj nahi
main tumse kahane aai hun

hum garibo ka tumse sahara
jab pukara tumhi ko pukara
jab pukara tumhi ko pukara
mamtaj the ab hum samjhe the
jab tum ho to hum mamtaj nhi
kya laj rakhoge duniyan ki
jab tumko apni laj nahi
main tumse kahane aai hun

dil mein jalti hai kitni chitaye
apne aansu kahan tak chhupaye
apne aansu kahan tak chhupaye
kal tha to tumahri nagari mein
jine ka thikana aaj nahi
kya laj rakhoge duniyan ki
jab tumko apni laj nahi
main tumse kahane aai hun

jo sitam hamse hoga sahenge
tumse lekin na kuchh bhi kahenge
tumse lekin na kuchh bhi kahenge
tum apne muh se kah do
ab jag mein tumhara raaj nahi
main tumse kahane aai hun
Neeli Saadi Sunehra
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
nili sadi nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum par
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na

dard hota hai dekho jigar me
mar mite hum to pahli najar me
itna asan nahi dil lagana kahi
gum uthane hi padte hai hum par
nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum apr
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na

dil ki yu to jarurat bahut hai
par suna hai ke kimat bahut hai
ek najar ki kada or kimat hai kya
tumne manga to dedenge kam par
nili sadi nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum apr
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na

yu bahane banao na hamse
ho chuke hum tumhare kasam se
dil ka sara pata aankh deti bata
kya yaki ho tumhari kadam par
nili sadi nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum apr
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na
Jawani Mein Toh Ek
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
jawani mein to
jawani mein to ek dil ki jarurat ho hi jati hai
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
jawani mein to jawani mein to ek dil ki

batao hum bataye kis tarah dil ki umango ko
batao hum bataye kis tarah dil ki umango ko
tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai
tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
jawani mein to jawani mein to ek dil ki

nahi aasan sabase apne dil ki baat kah dena
nahi aasan sabase apne dil ki baat kah dena
magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai
magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
jawani mein to jawani mein to ek dil ki

hasino ki to dilo par inayat ho hi jati hai
hasino ki to dilo par inayat ho hi jati hai
yahan par aane valo ki hajamat ho hi jati hai
yahan par aane valo ki hajamat ho hi jati hai
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
jawani mein to jawani mein to ek dil ki

hame dil ki jarurat hai na in rangin adao ki
hame dil ki jarurat hai na in rangin adao ki
magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai
magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai
mohabbat ho hi jati hai
jawani mein to jawani mein to ek dil ki
Bolo Dil Mera Machal Raha Kisliye
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
bolo dil mera machal raha kisliye
thandi thandi chal rahi hawa isliye
bolo dil mera machal raha kisliye
thandi thandi chal rahi hawa isliye

phul khil uthe hai dekhti hu mai jidhar
kaun jane tujhko aa raha hai kya najar
nachta hai aasma fiza hasin hai
hamne to suna hai ghumti jamin hai
hamne to suna hai ghumti jamin hai
bolo dil mera machal raha kisliye
thandi thandi chal rahi hawa isliye

dil pe kyu nahi raha hai ikhtiyar sa
halka halka ho gaya na ho bukhar sa
mitha mitha dard bhi jahan me aaj hai
baham ka koi bataye kya ilaz hai
baham ka koi bataye kya ilaz hai
bolo dil mera machal raha kisliye
thandi thandi chal rahi hawa isliye

kaun mere dil me chup ke mere sath hai
ye bhi hum bataye kya maje ki bat hai
bat jab hai bin kahe jo bat janle
is kadar na sakht imtihan le
bolo dil mera machal raha kisliye
thandi thandi chal rahi hawa isliye
bolo dil mera machal raha kisliye
thandi thandi chal rahi hawa isliye
Pandit Ho Ya Lala
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
hoye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
abe chhakwa ghe chiku

joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana
are joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana
isi ki to farmaish karte o
isi ki to farmaish karte
jaali ho ya kaala kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
abe chhaku ghe chiku

chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye
chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye
nargis khaye nimi khaye o
nargis khaye nimi khaye
khaye madhubala kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
are pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
abe chhaku ghe chiku

le ja jholi bhar bhar le ja
daam na ho to dil hi deja
le ja jholi bhar bhar le ja
daam na ho to dil hi deja
jaise chahe sauda kar le o
jaise chahe sauda kar le
kar na gadbad jhala kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
ae bhiku ab to kha chiku
Hum Jo Zinda Hai
Singer: Asha Bhosle
Music: N. Datta
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Video:
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
ham jo jinda hai to

isse bedard jamane teri friyaad kare
aah uthti hai to sine mai dwa lete hai
aa bhi jate hai aakho mai mslne aasu
kabhi aanchal kabhi palako mein chhupa lete hai
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
ham jo jinda hai to

naam sunate huye aai hai khushi ka lekin
isko malum hai kya tej khushi hoti hai
ek na ek tir koi bath ke laga deta hai
jab jara dil ke karap mein kami hoti hai
ham jo jinda hai to

jindagi ye hai to mout kise kahate hai
hum se majbur jamane mein koi kya hoga
kya ye ghanghor andhere kabhi chhat jayenge
kaya kabhi apni bhi duniyan mein ujala hoga
ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
ham jo jinda hai to