najar mili ek katil se katil se katil se
dono hue hai ghayal se ghayal se ghayal se
dur nahi hai manjil se manjil se manjil se
najar mili ek katil se katil se katil se
khelenge jindagi se hum dekha kare jamana
khelenge jindagi se hum dekha kare jamana
sabki juban par hoga ye pyar ka fasana
jane bahar ho mera karar ho kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal
ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal
bikhare hue se ye ghesu jaise hawa me badal
kaisa singar hai kaisa nikhar hai kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe
tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe
ek aag si lagai hai jalim ne muskurake
naino me pyar hai dil me pyar hai kah rahe hai ye najare
najar mili ek katil se katil se katil se
dono hue hai ghayal se ghayal se ghayal se
dur nahi hai manjil se manjil se manjil se
najar mili ek katil se katil se katil se
mera bhola mera bhola bhala raja mohabbat kya jane
ha mohabbat kya jane
mera bhola mera bhola bhala raja mohabbat kya jane
ha mohabbat kya jane
wo to mujhse thar thar kaanpe sharart kya jane
ha sharart kya jane
kahne ko ghar ka raja kahne ko ghar ka raja
par kitna sidha sadha hai
kare jhukh jhukh kare prnaam
kare jhukh jhukh kare prnaam
mohabbat kya jane mohabbat kya jane
mera bhola bhala raja mohabbat kya jane
ha mohabbat kya jane
main chhedu main chhedu use wo tham jaye tham jaye
main badhu wo pichhe hat jaye main badhu wo pichhe hat jaye
dil dhakdhak dil dhakdhak dil dhakdhak dil dhakdhak
dil dhakdhak dhakdhak dhakdhak dhakdhak kare
dil dhak dhak kare ki halat kya jane
mohabbat kya jane
han mera bhola bhala raja mohabbat kya jane
mohabbat kya jane
holi ka din hai holi ka
holi ka din hai pyar kare holi ka din hai pyar kare
holi ka
holi ka din hai pyar kare holi ka din hai pyar kare
holi ka
dhoti pe bhi rang dal chuke dhoti pe rang dal chuke
aa dil ko bhi rang dal kare aa dil ko bhi rang dal kare
holi ka
holi ka din hai pyar kare holi ka din hai pyar kare
holi ka
hai duniya hai duniya holi khel rahi
hai duniya holi khel rahi
dewar se bhabhi khel rahi dewar se bhabhi khel rahi
ha khel rahi ha khel rahi
holi pe pagali khel rahi
ab kisse holi khele hum ab kisse holi khele hum
aur kisse ankhe char kare
holi ka
holi ka din hai pyar kare holi ka din hai pyar kare
holi ka
sajani se sajan khel raha sajani se sajan khel raha
bachpan se bachpan khel raha bachpan se bachpan khel raha
yowan se yowan khel raha yowan se yowan khel raha
hum khade akele soch rahe hum khade akele soch rahe
kiska daman rang dag kare
holi ka
holi ka din hai pyar kare holi ka din hai pyar kare
holi ka
holi ka din hai pyar kare holi ka din hai pyar kare
holi ka
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago hame ishk sikha do
duniyan ke har insan ko parvana bana do
diwali ke chirago diwali ke chirago
aa aa chhan chhan chhan chhan
aa aa chhan chhan chhan chhan
diwali ke chirago andhera ye mita do
diwali ke chirago andhera ye mita do
main jisko dhundhati hun mujhe usse mila do
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago patango ko jala do
diwali ke chirago patango ko jala do
aur inki khak se naya sansar bana do
aur inki khak se naya sansar bana do
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago meri kismat ko jaga do
kisi film kampani ka mujhe hiro bana do
kisi film kampani ka mujhe hiro bana do
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago diwali ke chirago
diwali ke chirago meri maa ka pata do
jis raah se vo gujari hai vo raah dikha do
diwali ke chirago meri maa ka pata do
bachpan hai ek khel ha ji bachpan hai ek khel
ha ha ji bachpan hai ek khel
ha ha ji bachpan hai ek khel dekh jawani khel nahi hai
dekh jawani khel nahi hai tu dil wale ja ja
koi dil lene ko aaya koi dil lene ko aaya
bhag sake to bhag bhag dekh jawani khel nahi hai
ankho me masti hotho pe gana sine me hai aag
dekh jawani khel nahi hai o dil wale jaag
o dil wale jaag dekh jawani khel nahi hai
kal dillgi thi aaj hai dil ki lagi huyi
kal dillgi thi aaj hai dil ki lagi huyi
dono taraf hai aag barabar lage huye
dono taraf hai aag barabar lage huye
ye to nahi kehti thi ki mohabbat nahi hai
ye to nahi kehti thi ki mohabbat nahi hai
lekin mujhe chhodo mujhe fursat nahi hai
lekin mujhe chhodo mujhe fursat nahi hai
lekin mujhe chhodo mujhe fursat nahi hai
ishk ne husan ka daman pakda
ishk ne husan ka daman pakda
bhag sake to bhag bhag dekh jawani khel nahi hai
bachpan hai ek khel suhana
bachpan hai ek khel suhana
bachpan hai ek khel
ha ji bachpan hai ek khel
bachpan hai ek khel suhana
bachpan hai ek khel ha ji
bachpan hai ek khel
khel sake to khel ladaki
khel sake to khel
khel sake to khel ladaki
khel sake to khel
me nahi khelu khel
me nahi khelu khel
do gudiyo ki huyi ladayi
do gudiyo ki huyi ladayi
nikal gaye akhpar
suno ji nikal gaye akhpar
dekho ji nikal gaye akhpar
ek gudiya ne jakar dedi begsaraye ko tar
bhagi aai special mail
aai special mail
gudiya ki ho gayi jel ha ji
gudiya ki ho gayi jel ha ji
bachpan hai ek khel
khel sake to khel ladaki
khel sake to khel
me nahi khelu khel
hato ji me nahi khelu khel
bachpan hai ek khel suhana
bachpan hai ek khel ha ji
bachpan hai ek khel
ha ji bachpan hai ek khel
o bewafa zamane tune daga kiya hao
bewafa zamane tune daga kiya hai
o bewafa zamane tune daga kiya hai
do dil mile huye the unko juda kiya hai
itna mujhe bata de rasme wafa yahi hai
itna mujhe bata de rasme wafa yahi hai
o pyar karne wale kyu dard de diya hai
o pyar karne wale kyu dard de diya hai
o bewafa zamane tune daga kiya hai
do dil mile huye the unko juda kiya hai
pahle mile the kaise or ab mile hai kaise
pahle mile the kaise or ab mile hai kaise
hum soch kya rahe the kismat ne kya kiya hai
hum soch kya rahe the kismat ne kya kiya hai
o bewafa zamane tune daga
nana se nana se kahti thi nani humari
ye nana se nana se kahti thi nani humari
budhape me aayi jawani humari
budhape me aayi jawani humari
hume hai khushi aur wo wekal the dono
hume hai khushi aur wo wekal the dono
aur laila majnu pagal the dono
aur laila majnu pagal the dono
hai un se bhi achhi kahani humari
ye nana se kahti thi nani humari
budhape me aayi jawani humari
bade rob se kah raha tha ye nana
bade rob se kah raha tha ye nana
gaya romiyo juliyat ka zamana
gaya romiyo juliyat ka zamana
hai un se bhi achha humara fasana
hai un se bhi achha humara fasana
jawano se achi jawani humari
ye nana se kahti thi nani humari
budhape me aayi jawani humari
to dada ji has has ke kahte the sabko
to dada ji has has ke kahte the sabko
ki laila ko majnu ki ankho se dekho
ki laila ko majnu ki ankho se dekho
abhi to hai chhoti si rani humari
abhi to hai chhoti si rani humari
ye nana se kahti thi nani humari
budhape me aayi jawani humari
sunti nahi duniya kabhi fariyad kisi ki
dil rota raha aati rahi yaad kisi ki
sunti nahi
sunti nahi duniya kabhi fariyad kisi ki
dil rota raha aati rahi yaad kisi ki
sunti nahi
sansar ne is pyar ko ek khel hi samjha
sansar ne is pyar ko ek khel hi samjha
aur duniya huyi jati hai barbad kisi ki
sunti nahi
o roti huyi aankho ab aansu na bahao
o roti huyi aankho ab aansu na bahao
jab wo hi chle wo hi chle aati hai kyu yaad kisi ki
sunti nahi
sunti nahi duniya kabhi fariyad kisi ki
dil rota raha aati rahi yaad kisi ki
sunti nahi