jhuthe hai sab sapne suhane
jhuthe sab sapan suhane jhuthe hai
jhuthe hai sab sapne suhane
jhuthe sab sapan suhane jhuthe hai
murakh man sach jane sapne suhane
murakh man sach jane sapne suhane
jhuthe hai sab sapne suhane
jhuthe sab sapne suhane
jo jo sukh taqadir me nahi hote
mil jate hai sote sote
jo jo sukh taqadir me nahi hote
mil jate hai sote sote
jab jage dil bat bat par dhundhe hai
rone ke bahane jhuthe hai
jab jage dil bat bat par dhundhe hai
rone ke bahane
jhuthe hai sab sapne suhane
jhuthe sab sapne suhane
jo dil lekar ankh churate hai
ap sapan me milne aate hai
jo dil lekar ankh churate hai
ap sapan me milne aate hai
dil chahe lamba ho supna
phir kab mile piya kaun jane jhuthe hai
dil chahe lamba ho sapna
phir kab mile piya kaun jane
jhuthe hai sab sapne suhane
jhuthe sab sapan suhane jhuthe hai
murakh man sach jane sapan suhane
murakh man sach jane sapan suhane
jhuthe hai sab sapne suhane
jhuthe sab sapan suhane jhuthe hai
pardeshi balma badal aaya
pardeshi balma badal aaya
tere bin kachhu na bhaya ke jiya jaya
tere bin kachhu na bhaya ke jiya jaya
pardeshi balma badal aaya
pardeshi balma badal aaya
aise na beet jae balam jawaniya ho jawaniya
aavo tumhe sunae dil ki kahaniya ho kahaniya
dil raat din pukare haye aa ke jiya jaya
dil raat din pukare haye aa ke jiya jaya
pardeshi balma badal aaya
pardeshi balma badal aaya
nain bhar aayenge more jiya dole na ho dole na
bhul hai kisi se kabhi metha bol bolna bol bolna
rah rah ke teri yaad aaye aa ke jiya jaya
rah rah ke teri yaad aaye aa ke jiya jaya
pardeshi balma badal aaya
pardeshi balma badal aaya
garaj rahe badalwa bijali muskat hai muskat hai
aise me ruth ruth jana buri baat hai buri baat hai
fisle ye jiya tal malaya ke jiya jaya
fisle ye jiya tal malaya ke jiya jaya
pardeshi balma badal aaya
pardeshi balma badal aaya
mil ke bichad gayi ankhiya
haye rama mil ke bichad gayi ankhiya
mil ke bichad gayi ankhiya
haye rama mil ke bichad gayi ankhiya
mushkil se wo din bhulaye the hamne
phir aake cheda balam ne
mushkil se wo din bhulaye the hamne
phir aake cheda balam ne
phir se dhadak gayi chatiya
dhadak gayi chatiya
haye rama mil ke bichad gayi ankhiya
mil ke bichad gayi ankhiya
haye rama mil ke bichad gayi ankhiya
rote hai naina jiya talmalaye
jao koi unko laye
rote hai naina jiya talmalaye
jao koi unko laye
kaise bitau din ratiya
bitau din ratiya
haye rama mil ke bichad gayi ankhiya
mil ke bichad gayi ankhiya
haye rama mil ke bichad gayi ankhiya
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
jab badal ghir ghir aayenge
bite din yad dilayenge
jab badal ghir ghir aayenge
bite din yad dilayenge
phir tum hi kaho kit jaye nasib mara
dunia me kaun hamara
phir tum hi kaho kit jaye nasibo mara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
aankho se pani bahta hai
dil ro ro ro kar ye kahta hai
aankho se pani bahta hai
dil ro ro ro kar ye kahta hai
jab tum hi ne sajan hamse kiya kinara
dunia me kaun hamara
jab tum hi ne sajan hamse kiya kinara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
jab tum hi chale pardesh
laga kar thesh o pritam pyara
dunia me kaun hamara
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke
jana jana
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke
jana jana
teri uthti jawani pukare tera joban kisi ko lalkare
teri uthti jawani pukare tera joban kisi ko lalkare
dil ki dhak dhak dil ki dhak dhak ye kah rahi hai
chori chori balam yaha ana chori chori
balam yaha ana
dil ki dhak dhak ye kah rahi hai
chori chori balam yaha ana chori chori
balamyaha ana
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke
jana jana
man man me hame na galiya do lo
chali mai yaha se aji o o
man man me hame na galiya do lo
chali mai yaha se aji o o
koi kab tak koi kab tak aiso ke paas aye
jinke dil me auro ka ho thikana
koi kab tak aiso ke paas aye
jinke dil me auro ka ho thikana
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke
jana jana
jhuthi nindiya ankho me cha gayi hai
yad piya pyare ki a rahi hai
jhuthi nindiya ankho me cha gayi hai
yad piya pyare ki a rahi hai
wo jo nas nas me wo jo nas nas me bas rahe hai
ye adaye unhe bhi dikhlana
wo jo nas nas me bas rahe hai
ye adaye unhe bhi dikhlana
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke
jana jana
angdayi teri hai bahana saaf kah do hame ke
jana jana
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
tere bin mera jiya lage na kahi bhi piya
haye lage na yad nahi chode teri
dunia andheri meri ab jau kaha
dil ko le sarka hai dard piya laut ke aa laut ke aa
dil ko le sarka hai dard piya laut ke aa laut ke aa
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
ghadi ghadi panghat pe aana
jhuth muth ki preet jatana
phir aur kisi se aanhk mila kar jana mujhe yad hai
jhutho se kahe bolu ja ri ja bewafa bewafa
jhutho se kahe bolu ja ri ja bewafa bewafa
o jane wale balamwa laut ke aa laut ke aa
ja mai na tera balamwa bewafa bewafa
aai diwali, aai diwali, aai diwali, aai diwali
dipak sang nache patanga, mai kisake sang nachu bata ja
dipak sang nache patanga, mai kisake sang nachu bata ja
aai diwali, aai diwali
bachapan javani sang nachake chala gaya
bachapan javani sang nachake chala gaya
abb nache javani budhape sang woh din aa gaya
abb nache javani budhape sang woh din aa gaya
bichhade huye sathi jara aa, mai kisake sang nachu bata ja
aai diwali, aai diwali
kisko guman tha woh din yu gujar jayenge
kisko guman tha woh din yu gujar jayenge
aur ek bar jake woh phir laut ke na aayenge
aur ek bar jake woh phir laut ke na aayenge
bichhade huye sathi jara aa, mai kisake sang nachu bata ja
aai diwali, aai diwali
dipak sang nache patanga, mai kisake sang nachu bata ja
aai diwali, aai diwali
sawan ke badlo unse ye ja kaho
sawan ke badlo unse ye ja kaho
takdir me yahi tha sajan mere
na ro sawan ke badlo
ghanghor ghatavo mat jhum ke aavo
ghanghor ghatavo mat jhum ke aavo
yaad unki satayegi tum jhum yaha na ho
sawan ke badlo
jis din se juda hum hai
aankhe meri purnam hai
aankhe meri purnam hai
jis din se juda hum hai
aankhe meri purnam hai
aankhe meri purnam hai
ro-ro ke mai mar jau dukh teri daya ko
sawan ke badlo
chedo na hame aake barso kahi aur jake
barso kahi aur jake chedo na hame aake
barso kahi aur jake barso kahi aur jake
wo din na rahe apne rate na rahi wo
sawan ke badlo
sawan ke badlo unse ye ja kaho
kale kale badal ghir ghir aa gaye aa gaye
aise me tum jake julamva cha gaye, cha gaye
savan kaise bite re mai kaha tum kaha
ho more raja aaja, ho more raja
rum jhum barse badarva, mast hawaye aayi
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja
mujh birahan ke hal pe badal rote hai, rote hai
balam hamre ankh mund kar sote hai, sote hai
hamako nind na aaye re, yad sataye tori
mukh dikhalaja aaja, mukh dikhalaja
rum jhum barse badarva, mast hawaye aayi
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja
ka karu aiso se ulfat ho gai, ho gai
unke mast alst nain me kho gai, kho gai
pyase dono nainanava, pyasa joban mora
mori kasam aaja aaja, mori kasam aaja
ho rum jhum barse badarva, mast hawaye aayi
piya ghar aaja aaja, piya ghar aaja
ankhiya milake jiya bharma ke
chale nahi jana ho chale nahi jana
chale nahi jana
ankhiya milake jiya bharma ke
chale nahi jana ho chale nahi jana
chale nahi jana
jaao to jane na dungi mai rasta rok lungi
jaao to jane na dungi mai rasta rok lungi
ha saiya ke paiya pad jaungi ro ro ke kahungi
ha saiya ke paiya pad jaungi ro ro ke kahungi
ankhiya milake jiya bharma ke
chale nahi jana chale nahi jana
aaho ke badle aahe lena ji daga na dena
aaho ke badle aahe lena ji daga na dena
ha nain maane na roye roye dil ye sahe na
ha nain maane na roye roye dil ye sahe na
ankhiya milake jiya bharma ke
chale nahi jana chale nahi jana
ho chale nahi jana
jane ka nam na lo raja ji dil baitha jaye
jane ka nam na lo raja ji dil baitha jaye
dekho ji dekho dukhi dil ki kare na haye
dekho ji dekho dukhi dil ki kare na haye
ankhiya milake jiya bharma ke
chale nahi jana chale nahi jana
ho chale nahi jana