neh laga mukh mod gaya
dukhiya ko tadapte chhod gaya
dukhiya ko tadapte chhod gaya
preet laga ke nanhe dil se
ek chanchal man ko tod gaya
ek chanchal man ko tod gaya
albeli ke to tirani
wo diwani hai diwani
har kadam pe thokar khate hai
jab se pritam mukh mod gaya
jab se pritam mukh mod gaya
deepak ki jyoti dur hui
dur hui
ab kahe patanga ro ro kar
ro ro kar
ro ro kar
is armano ki dunia me
ghanghor andhera chhod gaya
ghanghor andhera chhod gaya
ab aan khadi hai dukhiyari
is jiwan ke chaurahe par
is jiwan ke chaurahe par
dil dil mujhko jalata hai
dil mujhko jalata hai
mai dil ko jalati hu
mai dil ko jalati hu
mai tumko bhulata hu
mai tumko bhulata hu
mai tujhko bhulati hu
mai tujhko bhulati hu
ek dard mere dil me
ek tees hai jigar me
ek dard mere dil me
ek tees hai jigar me
haye tees hai jigar me
ye mujhko rulata hai
ye mujhko rulata hai
mai isko rulati hu
mai isko rulati hu
tum dil se nikal jao
tum sine me aa jao
tum dil se nikal jao
tum sine me aa jao
tum sine me aa jao
gham mujhko mitata hai
gham mujhko mitata hai
mai gham ko mitati hu
mai gham ko mitati hu
ye nain kyu sharma gaye
kuch to kaho kuch to suno
ye bhole bhale bache bejuba bejuba
sajan tumhe kaise kahe
kaise kahe kaise kahe
is bat se kyu jhuk gaye
kuch kahte kahate ruk gaye
kuch to kaho kuch to suno
anjan hai samjhaye kya man ki lagi dikhlaye kya
ye dukh haya kaise kahe bin kahe kaise rahe
bolo ji bolo kuch kaho kuch kaho
kah do hame na chup raho kahdo hame na chup raho
ye bate sharmaye mujhe ye bate sharmaye mujhe
laaz aaye mujhe laaz aaye mujhe
aap hi soche jara hum bejuba kaise kahenge
jo man ka mitha dard hai
jo man ka mitha dard hai
na tum chhupao na hum chhupaye