kaun keheta hai jiye jaate hain
kaun keheta hai jiye jaate hain
hum to bas saans liye jaate hain
hum to bas saans liye jaate hain
phool to dard diyaa karte hain
phool to dard diyaa karte hain
zakham kaanto se siye jaate hain
zakham kaanto se siye jaate hain
talkh hai waqt ki sharab magar
talkh hai waqt ki sharab magar
wo pilataa hai ye piye jaate hain
wo pilataa hai ye piye jaate hain
har sahar raat yaad aati hai
har sahar raat yaad aati hai
raat phir din ko diye jaate hain
raat phir din ko diye jaate hain
kaun keheta hai jiye jaate hain
kaun keheta hai jiye jaate hain
hum to bas saans liye jaate hain
hum to bas saans liye jaate hain
manzilo se nahi gila koi
manzilo se nahi gila koi
raasta hi nahi mila koi
raasta hi nahi mila koi
manzilo se nahi gila koi
dil ko sincha badi umeedo se
dil ko sincha badi umeedo se
dil ko sincha badi umeedo se
phool phir bhi nahi khila koi
phool phir bhi nahi khila koi
raasta hi nahi mila koi
raasta hi nahi mila koi
manzilo se nahi gila koi
humne risto ko aazmaya hai
humne risto ko aazmaya hai
humne risto ko aazmaya hai
ek patthar nahi hila koi
ek patthar nahi hila koi
raasta hi nahi mila koi
raasta hi nahi mila koi
manzilo se nahi gila koi
aur barbaad hua jata hu
aur barbaad hua jata hu
aur barbaad hua jata hu
kisi dua ka hai sila koi
kisi dua ka hai sila koi
raasta hi nahi mila koi
raasta hi nahi mila koi
manzilo se nahi gila koi
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
gham ko palo use sambhala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa
tum wafa bhi karo kisi se kabhi
tum wafa bhi karo kisi se kabhi
sabko wado pe yu na tala karo
sabko wado pe yu na tala karo
gham ko palo use sambhala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa
tum jaha bhi gaye charag jale
tum jaha bhi gaye charag jale
mere ghar bhi kabhi ujala karo
mere ghar bhi kabhi ujala karo
mere ghar bhi kabhi ujala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
sab ghamo se nazaat mil jaye
sab ghamo se nazaat mil jaye
koi gham aisa dil me pala karo
koi gham aisa dil me pala karo
gham ko palo use sambhala karo
kaam aisa koi nirala karo
kaam aisa koi nirala karo
gham chhupana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
muskarana zara sa
muskarana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
phir se risto ko aajma leta
phir se risto ko aajma leta
phir se risto ko aajma leta
bhul jana zara sa muskil hai
bhul jana zara sa muskil hai
muskarana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
chand qatre bache hain botala me
chand qatre bache hain botala me
chand qatre bache hain botala me
ab pilana zara sa muskil hai
ab pilana zara sa muskil hai
muskarana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
maut aayegi wo na aayega
maut aayegi wo na aayega
maut aayegi wo na aayega
uska aana zara muskil hai
uska aana zara muskil hai
muskarana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
gham chhupana zara sa muskil hai
dard kisko dikhaya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
tanha tanha bahaya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
tanha tanha bahaya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
chhut gai jab sharab tab jana
chhut gai jab sharab tab jana
chhut gai jab sharab tab jana
isme pani milaya jata hai
isme pani milaya jata hai
isme pani milaya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
ek bazaar jaisi hai duniya
ek bazaar jaisi hai duniya
ek bazaar jaisi hai duniya
bikne apna paraya jata hai
bikne apna paraya jata hai
bikne apna paraya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
sikh lo mere dil ke chhalo se
sikh lo mere dil ke chhalo se
sikh lo mere dil ke chhalo se
rista kaise nibhaya jata hai
rista kaise nibhaya jata hai
rista kaise nibhaya jata hai
dard kisko dikhaya jata hai
chaand taro se baat karte ho
chaand taro se baat karte ho
kaise yaaro se baat karte ho
kaise yaaro se baat karte ho
chaand taro se baat karte ho
chaand taro se baat karte ho
kaise yaaro se baat karte ho
kaise yaaro se baat karte ho
kah bhi dalo ki mujhse pyar nahi
kah bhi dalo ki mujhse pyar nahi
kah bhi dalo ki mujhse pyar nahi
kah bhi dalo ki mujhse pyar nahi
kyun isharo se baat karte ho
kyun isharo se baat karte ho
kyun isharo se baat karte ho
kyun isharo se baat karte ho
dil me inshaan ke khuda dekho
dil me inshaan ke khuda dekho
dil me inshaan ke khuda dekho
dil me inshaan ke khuda dekho
kyun mazaro se baat karte ho
kyun mazaro se baat karte ho
kyun mazaro se baat karte ho
kyun mazaro se baat karte ho
khinch lenge zami bhi pairo se
khinch lenge zami bhi pairo se
khinch lenge zami bhi pairo se
khinch lenge zami bhi pairo se
kyun saharo se baat karte ho
kyun saharo se baat karte ho
kyun saharo se baat karte ho
kyun saharo se baat karte ho
chaand taro se baat karte ho
chaand taro se baat karte ho
kaise yaaro se baat karte ho
kaise yaaro se baat karte ho
barisho ka to bas bahana tha
barisho ka to bas bahana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha
dard se yu badha liya rista
dard se yu badha liya rista
dard se yu badha liya rista
jaise wo dost ek purana tha
jaise wo dost ek purana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha
bojh jaisi nahi thi jab khusiya
bojh jaisi nahi thi jab khusiya
bojh jaisi nahi thi jab khusiya
wo zamana bhi kya zamana tha
wo zamana bhi kya zamana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha
minnato se hua na kuch hansil
minnato se hua na kuch hansil
minnato se hua na kuch hansil
jisne jana tha usne jana tha
jisne jana tha usne jana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha