aa aa aa aa aa aa
duniya ka rang badlta hain
koi khush hain koi jalta hain
la la la la
jalta hain koi to jalne de
tu apni gaadi chalne se de
la la la la ho la la la la
ye dhang purana
chhedo khushi ka tarana
aaya apna jamana ji
he raat andheri gayi gayi gayi gayi
bhore suhani bhai bhai bhai bhai
chhedo khushi ka tarana
aaya apna jamana
aaya pana jamana ji
aa aa aa aa aa
aa pyar kare ji khul kar ke
kyu nain milaye dar dar ke
la la la la
darne ka jamana beet gaya
koi har gaya koi jeet gaya
la la la la ho la la la la
chhedo khushi ka tarana
aaya apna jamana ji
he raat andheri gayi gayi gayi gayi
bhore suhani bhai bhai bhai bhai
chhedo khushi ka tarana
aaya apna jamana
aaya pana jamana ji
ham tumhare ho chuke hai
hamko tumse pyar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
ham tumhare ho chuke hai
hamko tumse pyar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
ham tumhare ho chuke hai
ye hamare dil ki bate
tumne kaise jaan li
tumne kaise jaan li
yu samajh lo
dil ne dil ki dhadkane pehchan li
dhadkane pehchan li
kaun jane ye hamari
jeet hai ya haar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
ham tumhare ho chuke hai
meri duniya jagmag di
tumne apne noor se
tumne apne noor se
tumne meri mang bhar di
pyar ke sindur se
o pyar ke sindur se
dil se ab dil ka juda hona
ab dushwar hai
jindagi me tum nahi to
jindagi bekar hai
bachna bachna hasino se bachna
bachna bachna hasino se bachna
bhuk kar dil na, dena inhe apana
bachna bachna hasino se bachna
aa pahle dil lena, fir dil dukhana
inka dastur hain ye purana
aa aa o jhuthe wade, mulakat jhuthi
o jhuthe wade, mulakat jhuthi
o hoti hain inki har baat jhuthi
hoti hain inki har baat jhuthi
o chahe saur kasme khaye
laakh baate banaye
fir inko na apna samjhna
bachna bachna hasino se bachna
aa aa aa aa aa
bachna bachna o bachna bachna
bachna bachna hasino se bachna
aa lut lete hain apna bana ke
jahar dete hain, badle dawa ke
ha hay hay hay
bholi bhali adao se darna
o bholi bhali adao se darna
kuchh bhi ho pyar inse na karna
kuchh bhi ho pyar inse na karna
o hua sabse begana
fira banke diwana
ki jisne hasino ki tamnna
o bachna bachna hasino se bachna
aa aa aa aa aa
bachna bachna bachna bachna
o bhuk kar dil na, dena inhe apana
bachna bachna hasino se bachna
o leela shila bela moti
o sham indu neelam jyoti
are koi aur hain mujhe bachao
hay re main mar gaya re
aise me aaye koi, mujhko bachaye koi
hay re hay mar gaya
mar gaya jaldi aao
aise me aaye koi, mujhko bachaye
hay re hay mar gaya
daudi haseeno daudo, aise me muh na modo
aa gayi kali bala
o o o o o o
chuha billi ke age
bhage to kaise bhage
duniya se main to chala
hame na bulao kisi aur ko bulao
aji jao ji jao jao jao hui
aise me aaye koi, mujhko bachaye
hay re hay mar gaya
mauj pakdne badha, daldal me aan pada
koi nikalo mujhe
o o o o o
sar pe pahad tuta
mera nashib futa, aake smbhalo mujhe
punam chand jaise diya me tapaa ho
ye hansin maut mar jaau
aise me aaye koi, mujhko bachaye
hay re hay mar gaya
sar chakrane laga, dil bhi ghabdane laga
honto pe dam aa gaya
o o o o o o
data o mere data, koi bhi nahi ata
kisko pukarun bata
haath pakad aa chal
gale lag ja, are yun na aaj sharma huy
aise me aaye koi, mujhko bachaye koi
hay re hay mar gaya
mar gaya jaldi aao
aise me aaye koi, mujhko bachaye
hay re hay mar gaya