chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chute nahi are vo japani hasina sang tera
jaisa tere sine me waisa hai dil mera
chute nahi are vo japani hasina sang tera
jaisa tere sine me waisa hai dil mera
sang mere tu bhi aaja pyar liye yu hi chalege hum
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
hum tere mere dil me aa gayi matwali
rang tera jaise hasino ki lat kali kali
hum tere mere dil me aa gayi matwali
rang tera jaise hasino ki lat kali kali
teri khushi meri khushi hum tera pyar tera hum
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
purab se aaye hai chal ke masti
duba hua suraj nikala tumhare basti me
purab se aaye hai chal ke masti
duba hua suraj nikala tumhare basti me
humse pyar vahi hai har dam
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
chalo mauj me lagan leke pyar ki
payal bahar ke bandh ke cham cham
suna hai jabse mausam hai pyar ke kabil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
suna hai jabse mausam hai pyar ke kabil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
unke do naina bandh gaye hai jab hamare nain se
unke do naina bandh gaye hai jab hamare nain se
dil ko sambhal or bhi hum kyo na ho bechain se
ye bekarari bhi hai karar me shamil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
suna hai jabse mosam hai pyar ke kabil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
pyar ka dusman ye jaha kyu is kadar khamosh hai
pyar ka dusman ye jaha kyu is kadar khamosh hai
kaun ye soche bekhudi me is tarah kahmosh hai
jo hai natiza dil ka vahi to hai katil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
suna hai jabse mosam hai pyar ke kabil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
aisi khushi ki mauj aayi dard or gam sab kho gaye
aisi khushi ki mauj aayi dard or gam sab kho gaye
koi hamara ho raha hai hum kisi ke ho gaye
lagi na chhute aisi nazar gayi hai mil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
suna hai jabse mosam hai pyar ke kabil
baras rahe hai arma dhadak raha hai dil
naav chalaa mat masti me tufaano ki basti me
naav chalaa mat masti me tufaano ki basti me
lobh ki maari duniyaa vaale naag hai teri kashti me
iskaa kaata paani na maange
iskaa kaata paani na maange
duniyaa hai itni zahari
babam babam bam bam lahri
lahar lahar nadiyaa gahri
babam babam bam bam lahri
lahar lahar nadiyaa gahri
nafrat se man kyun hai bhara prem se mil insaan zara
nafrat se man kyun hai bhara prem se mil insaan zara
prem ne tujhko janm diya hai prem to hai bhagvaan tera
prem ki bhakti kar le phir tu
prem ki bhakti kar le phir tu
ban dehaati yaa shahari
babam babam bam bam lahri
lahar lahar nadiyaa gahri
babam babam bam bam lahri
lahar lahar nadiyaa gahri
jag ki baate dur ke dhol kaan tere kacche mat khol
jag ki baate dur ke dhol kaan tere kacche mat khol
bas me tere koi baat nahi hai tu kyaa bolegaa mat bol
ho tera kalyaan banaa le
ho tera kalyaan banaa le aatma gungi bahari
babam babam bam bam lahri
lahar lahar nadiyaa gahri
jivan nadiyaa bahti jaye shaam savere dopahari
babam babam bam bam lahri
lahar lahar nadiyaa gahri