mohabbat ke jo diwane hai samjhaye nahi jate
mohabbat ke jo diwane hai samjhaye nahi jate
kisi juthi tasali se vo bahlaye nahi jate
mohabbat ke jo diwane hai samjhaye nahi jate
bichaye kyu khamoshi ke parde me lage dar kyu
ye dil ke jhakm to hamse dekhaye nahi jate
mohabbat ke jo diwane hai samjhaye nahi jate
bhala ho maut tera bhala ho maut tera
abhi chupa le apni daman me
chupa le apni daman me
aake tere darr pe log thukaraye nahi jate
mohabbat ke jo diwane hai samjhaye nahi jate
kisi juthi tasali se vo bahlaye nahi jate
mohabbat ke jo diwane hai samjhaye nahi jate
bekarar kar gaya, haye dil shikar kar gaya
bekarar kar gaya, haye dil shikar kar gaya
sapno me aake koi chhedchhad kar gaya
o sapno me aake koi chhedchhad kar gaya
bekarar kar gaya, haye dil shikar kar gaya
hasrati ye bagiya, banwari hai nagiya
o hasrati ye bagiya, banwari hai nagiya
aabsar kar diya, aafsar kar diya
aabsar kar diya, aafsar kar diya
bhola bhala dil kisi ka, intejar kar gaya
o bhola bhala dil kisi ka, intejar kar gaya
ha bekarar kar gaya, haye dil shikar kar gaya
haye jab najar mili, haye jab najar mili
fir na kuch khabar mili
haye jab najar mili
fir na kuch khabar mili
tikhe nain daal mere
dil ke paar kar gaya
tikhe nain daal mere
dil ke paar kar gaya
bekhabar thi mai
mujhe wo hoshiyar kar gaya
bekhabar thi mai
mujhe wo hoshiyar kar gaya
ha bekarar kar gaya
ha bekarar kar gaya
sapno me aake koi chhedchhad kar gaya
bekarar kar gaya, haye dil shikar kar gaya
ho gaye barbad hum
ho gaye barbad hum
unki khushi to ho gayi
ho gaye barbad hum
pyar me nakaam apni zindagi to ho gayi
ho gaye barbad hum
haye re dil ki lagi se
haye re dil ki lagi se
jal utte ghum ke charaag
ghar andhera tha, chalo, kuch roshni to ho gayi
ho gaye barbad hum
aansuo ne apni aankho
aansuo ne apni aankho
me basera kar liya
hasne wale dekh le, teri hansi to ho gayi
ho gaye barbad hum
unki khushi to ho gayi
ho gaye barbad hum
pyar me nakaam apni zindagi to ho gayi
ho gaye barbad hum