surya pataka ki chhaya me
sukhi rahe sansaar
aaj ayodhya me aya hain
man bhavan tyohar
raaja aur prja ke man me
khel raha hain pyar
daso disha me gunj rahi hain
dashrath ki jaikar
dekho dekho dekho dekho
suryavanshi ka suraj muskaya
dekho suraj muskaya
dasrath ke jivan me dekho
shubh din hain aaya
dekho shubh din hain aya
avadhpuri ke pyare mantri
shubh mangal late
mantri shubh mangal late
raajdulare ke aane se
kitana sukh pate
mantri kitana sukh pate
dene ko aahsish vansh ke
guru swami aaye
dekho guru swami aaye
raghukul ke rakhwale, charo kul deepak aaye
charo kul deepak aaye
raajdulare naino ke tare laal aa gaye
aa aa aa
raajdulare naino ke tare laal aa gaye
aaj hamare bhag jagane laal aa gaye
raam bharat aur lakhan strudhan
jug jug saath jiye
raghukul man ke pyare sitlaj
jug jug saath jiye
kaushlya ke raajdulare
jug jug saath jiye
kaikeyi ke bhart dulare
jug jug saath jiye
dono laal sumitra ke
jug jug saath jiye
raaj sukhi ho, prja sukhi ho
avadh sukhi ho, sabhi sukhi ho
jug jug saath jiye
jug jug saath jiye
jug jug saath jiye
jug jug saath jiye
sone ki lanka maruti ne
aaj li dhun than
ravan ke papo ki nagari
jalti hain bankar shamshan
sita maa ka darshan pakar
seva me aaya hanuman
seva me aaya hanuman
ram ram ram ram
he raghunandan aaj siya ke
sankat me hain pran
ye chhudamani dekh na aaye
nahi rahenge pran
naam tumhara amar rahega
ye mera vardan
ye mera vardan
he karuna kar aaj daya kar
mujhe abhay de do bhagwan
he karuna kar aaj daya kar
mujhe abhay de do bhagwan
mere jivan ki naiya ko
aaj tumhe khena bhagwan
abhay de do bhagwan
pyare guhte panch huye ham
ganga tat charo bhai
thaka band sugriv dekh kar
apni aankhe musukai
thaka band sugriv dekh kar
apani aankhe musukai
aaj satawe bhai bankar
mile bhivishan bole ram
unke bhakt ne kiya prnam
unke bhakt ne kiya prnam
sagar teere banar sena
milkar setu banati hain
sena setu banati hain
sagar teere banar sena
milkar setu banati hain
sena setu banati hain
sita mata ki raksha ko
banar sena jati hain
banar sena jati hain
sita mata ki rachh ko
banar sena jati hain
banar sena jati hain
aage badhti jati hain
aage badhti jati hain
aage badhti jati hain
sabri ko shri ramchandr ne, saari katha sunai
sabri ne sugriv raj ke, bal ki baat batai
ber ber bero ka sabri deti hain uphar
karte hain savikar ber prabhu, karte hian savikar
karte hain savikar
bina siya ke ramchandr hain, kitane akulaye
bina siya ke ramchandr hain, kitane akulaye
byakul man se sath lakhan ke age badh paye
pavan putr hanuman prabhu ke seva me aye
prbhu seva me aaye
das ram ka putr pavan ka
aur anjni mata
kya seva karni hain mujhko
aagya de do mata
ye sugriv hain banar raj, abhay inhe de do prbhu aaj
ye sugriv hain banar raj, abhay inhe de do prbhu aaj
panch huye ham guhse ban me, aaj hye ham chhe bhai
panch huye ham guhse ban me, aaj hye ham chhe bhai
magan ho gaye raghunai
abhay dan pakar ke banar, pati ki ankhe musukai
abhay dan pakar ke banar, pati ki ankhe musukai
tara ko vapas la dunga, dhire dhro man me bhai
yahi niyam hain in pedo ko, bedhe jiska teer
bali se tkra sakta hain, veer vahi raghuver
aghunayak ne dhanush tankar, kiya teer ko par
baali sugriv bhide maha, dono hi banar balwan
baali sugriv bhide maha, dono hi banar balwan
ramchandr ne choda ban
nyay ye kaisa, neet ye kaisi
chupakar mujhko mara, tumne churai tara
bhul hui ab use bula do
sharnagat ye mera laal
bhul kare sugriv bandhu yadi
karna usko chhama kripal
he raghunandan dindayal
honge ram raja aaj awadhpuri me
ab ram pyare prabhu tum ho awadh me
ha aaj awadh me
o ye aaj kahe raaj kare sukh se jagat me
aaj ram raaj ki hum sab sewa karenge
milke sewa karenge
o ho o
sath sath milke sakhi chak puraye
angana chak puraye
suno aarti ki aaj sakhi deep jalaye
suno aarti ki aaj sakhi deep jalaye
aangan deep jalaye
ram humare pyare raaj dulare
sabke naino ke taare
ab se nath humare
sukh ye mila hai hume
milke jhum ke naach rahe
sukh ye mila hai hume
milke jhum ke naach rahe
anand mangal hai ram raaj me
ram chandr raja ke ram raaj me
ullas preet hai ram chandr meet hai
jivan ka jeet hai ram raaj me
anand mangal hai ram raaj me, ram raaj me
ram raaj me, ram raaj me
ram raaj me, ram raaj me
ram raaj me, ram raaj me
jagmagate deep lekar hum sajaye aarti
aaj raja ram ki milkar utare aarti
ye ghadi saj kar khadi hai rup rang sanwarti
aaj praja ram raja par sabhi kuch vaarti
jagmagate deep lekar hum sajaye aarti
ram jai ram, jai ram, jai ram
ram jai ram, jai ram, jai ram
bole ham bole tum rama ban aye
aa nache ham chhama chham raghunandan aye
unke bhaiya dekho tum, lakhan sang aye
ram sita ma ye bhaiya ke khilaune bane aaye
aa aa aa
bole ham bole tum rama ban aye
aa nache ham chhama chham raghunandan aye
jaise bhi ham jat me, laaj pita ke hath me
aaye rama mukti ka dwar laye
aa aa aa aa
khoj unhe paya hain jo din data
ab mata pita gurudev aaj yaha aaey
aa aa aa aa
bole ham bole tum rama ban aye
ha nache ham chhama chham raghunandan aye
dushto ke kaal hain paripaal hain
dekho ye veer bade ramchandr
aa aa aa aa
kasht mite sabke he rama tumhi swami
isht dev tabse hi puny hui bhuni
aa aa aa aa
bole ham bole tum rama ban aye
aa nache ham chhama chham raghunandan aye
aa bole ham bole tum rama ban aye
aa nache ham chhama chham raghunandan aye
ganga ki dhar hain, ram khevan har hain
jana us par hame
o bhaiya bhaiya o bhaiya
o bhaiya bhaiya o bhaiya
ganga ki dhar hain, ram khevan har hain
jana us par hame
o bhaiya bhaiya o bhaiya
o bhaiya bhaiya o bhaiya
lahro ki rani kahti khani
aati hain pankh pasar
naiya aati hain pankh pasar
aati hain pankh pasar
o bhaiya bhaiya o bhaiya
o bhaiya bhaiya o bhaiya
aa ganga ki dhar hain, ram khevan har hain
jana us par hame
o bhaiya bhaiya o bhaiya
o bhaiya bhaiya o bhaiya
o bhaiya bhaiya o bhaiya
o bhaiya bhaiya o bhaiya
atri muni ne prabhu swagat me
atri muni ne prabhu swagat me
apna hath badhaya tha
ansuya ne janak lali ka
saras singaar sajaya tha
saras singaar sajaya tha
dandak van me rishi muniyo se
prabhu ne mangal paya tha
panchvati ki or chale
muniyo ne panth dikhaya tha
mila jatayu ramchandr ne
sari katha sunayi
ha mila jatayu ramchandr ne
sari katha sunayi
sun dasrath ka ant jatayu ki aankhe bhar aayi
kaha ram ne jatayu deva man aansu chhalkao
tum ho pita saman humare
shiksha dekar samjhao
kaha jatayu ne ab jakar
panchvati me sukh paao
panchvati me siya lakhan ke sang aaye the raghunandan
pedo ki shital chhaya me
kuti banayi man bhavan
balak budhe nar nari ko ram sisakta chhod chale
balak budhe nar nari ko ram sisakta chhod chale
maya mamta aur mahal se apna nata tod chale
ram aayodhya chhod chale chhod chale
jaise pinjre ke panchhi ki buri dasha ho jati hai
dashrath ke jivan ki waise pran jyoti akhlati hai
ram aayodhya chhod chale chhod chale
sath siya ke aur lakhan ke
chhod chale chhod chale chhod chale