khushi me ye jhumti hava bah rahi hai
khushi me ye jhumti hava bah rahi hai
haske chandani hame kah rahi hai
haske ye chandni hame kah rahi hai
hame kah rahi hai hame kah rahi hai
chalo chale khele chanda nadiya kinare
chalo chale khele chanda nadiya kinare
paas hamare chamke chand hamare
chand hamare chand hamare
rat suhani aasha albeli rat suhani aasha albeli
aise me aaj kaise rahu mai akeli
aise me aaj kaise rahu mai akeli
rahu na akeli rahu na akeli
aaja o sajni tera pritam pukare
aaja o sajni tera pritam pukare
paas hamare chamke chand hamare
chand hamare chand hamare
dur gagan par chamke sitare
paas hamare chamke chand hamare
chand hamare chand hamare
aaj agar meri laz gayi samjh le teri laz gayi laz gayi
aaj agar meri laz gayi samjh le teri laz gayi laz gayi
laz sharam ka khol ke ghunghat nach ri gori nach ri
mast pavan phir se lahkave man ki mithi aanch ri
aaj agar meri laz gayi samjh le teri laz gayi laz gayi
lut na jaye pyar mera lut na jaye pyar mera
ujade na singar mera ujade na singar mera
tu rahne de apna singar chamakti aa bijli si nar
tu rahne de apna singar chamakti aa bijli si nar
piya ki bah gale ka har piya ki bah gale ka har
piya ki bah gale ka har
laz sharam ka khol ke ghunghat nach ri gori nach ri
aaj agar meri laz gayi samjh le teri laz gayi laz gayi
bhule panth piya mere bhule panth piya mere
mere ghar dukh ke phere mere ghar dukh ke phere
bhul ja kal ke dhudhle rang jagale pagal prem tarang
bhul ja kal ke dhudhle rang jagale pagal prem tarang
tu bahkar dekh nadi ke sang tu bahkar dekh nadi ke sang
tu bahkar dekh nadi ke sang
laz sharam ka khol ke ghunghat nach ri gori nach ri
aaj agar meri laz gayi samjh le teri laz gayi laz gayi
laz sharam ka khol ke ghunghat nach ri gori nach ri
mast pavan phir se lahkave man ki mithi aanch ri
laz sharam ka khol ke ghunghat nach ri gori nach ri
mast pavan phir se lahkave man ki mithi aanch ri
nagaindar haray tri lochnay
bhashmang ragaya digambaray
gori vilash bhu nay maheshwaray
daridar dukh dahnay nama shivay
binti karat mori payal run jhun
binti karat mori payal run jhun
sabki sunat mori sun sun sun sun
binti karat mori payal run jhun
tadapat aaj trikal hiya me rowat peed behal jiya me
tadapat aaj trikal hiya me rowat peed behal jiya me
dard bhari mori dhun sun sun sun
binti karat mori payal run jhun
sabki sunat mori sun sun sun sun
binti karat mori payal run jhun
na mai tujhe rijhana janu na pathar pighlana janu
na mai tujhe rijhana janu na pathar pighlana janu
aachal hi failana janu mujhme nahi koi gun sun sun sun
binti karat mori payal run jhun
sabki sunat mori sun sun sun sun
binti karat mori payal run jhun
balma o balma chanda hamare
balma o balma chanda hamare
taras gayi ankhiya daras ko tihare
daras ko tihare balma o balma
balma o balma chanda hamare
balma o balma chanda hamare
taras gayi ankhiya daras ko tihare
daras ko tihare balma o balma
sawan ke jhule tum kaise bhule
hamne to chaha par hum na bhule
sawan ke jhule tum kaise bhule
hamne to chaha par hum na bhule
humne to chaha par hum na bhule
binti ki ratiya tumse do batiya
hame yad aaye wo din pyare pyare
wo din pyare pyare balma o balma
tum jabse ruthe sapne bhi ruthe
jo tar chedu wo tar tute
tum jabse ruthe sapne bhi ruthe
jo tar chedu wo tar tute
jo tar chedu wo tar tute
mera dil bulaye magar tum na aaye
kaha tak bechara papiha pukare
papiha pukare balma o balma
balma o balma chanda hamare
taras gayi ankhiya daras ko tihare
daras ko tihare balma o balma
balma o balma chanda hamare
balma o balma chanda hamare
suna tu man ki bin par
suna tu man ki bin par
ye aasuo ki ragini
suna tu man ki bin par
ye aasuo ki ragini
ke jal utha hai chandarma
sulag rahi hai chandani
suna tu man ki bin par
wo kal ki bat bhul ja
wo kal ki bat bhul ja
milan ki rat bhul ja
o meri preet bawri
o meri preet bawri
tu aaj kyu bani thani
suna tu man ki bin par
ye aasuo ki ragini
suna tu man ki bin par
ye tere geet ruth kar
ye tere geet ruth kar
ye moti man ke tut kar
bikhar chuke hai dhul me
bikhar chuke hai dhul me
tu ban gayi bikharini
suna tu man ki bin par
ye aasuo ki ragini
ke jal utha hai chandarma
sulag rahi hai chandani
suna tu man ki bin par
rakh laz mere sindur ki gaura parvati
rakh laz mere sindur ki
shiv shankar ki pyari gaura parvati
mohe ek tera hi aasra tu hi taran hari
gaura parvati rakh laz mere sindur ki
hari har ka man harne wali tu satio me maha sati
tujhsa kiska tap hai jispe dol gaye kailash pati
mai dukhiyari ho mai dukhiyari sab kuch hari
aayi sharan tihari gaura parvati
rakh laz mere sindur ki shiv shankar ki pyari
gaura parvati rakh laz mere sindur ki
aachal me dukh dard chipaye siche jiwan ki kyari
kya dukh sahne ko hi janmi janam jali bharat nari
ghayali ki gat ho ghayal ki gat ghayal jane
nari ka dukh nari gaura parvati
rakh laz mere sindur ki
shiv shankar ki pyari gaura parvati
mohe ek tera hi aasra tu hi taran hari
gaura parvati rakh laz mere sindur ki
ram rameti ram rameti rame manorame
sahasar nam tatulam ram nam vara name
ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj ram
ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj ram
ram ram siya ram bhajle ram ram siya ram
bhaj ram ram siya ram bhaj ram ram siya ram
dharm kaaj prithvi par aaye dashrath ji ke putar kahlaye
jaanakpuri me shiv dhanu toda sati siya se nata joda
siya piya ban ram parbhu kehlaye sita ram
siya piya ban ram parbhu kehlaye sita ram
ram ram siya ram ram ram siya ram
vishvamitra yag rakhware sati ahalya taar utare
pita vachan ke palan hare raaj paat taaj van ko sahare
panchvati ko bana diya ek aarya dharma ka dham
o panchvati ko bana diya ek aarya dharma ka dham
bhaj ram ram siya ram bhaj ram ram siya ram
asuro ka sanhar tan kar sena sahit chade lanka par
abhimani ravan ko mara sita ko sankat se utara
ram raaj ho gaya desh me gun gaye hanuman
ho ram raaj ho gaya desh me gun gaye hanuman
bhaj ram ram siya ram bhaj ram ram siya ram
bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram bhaj ram ram
ram ram siya ram bhajle ram ram siya ram
bhaj ram ram siya ram bhaj ram ram siya ram
ram se bada ram ka nam ram se bada ram ka nam
bhaj ram bhaj ram bhaj ram ram se bada ram ka nam
ram se bada ram ka nam bhaj ram ram bhaj ram ram
bhaj ram ram bhaj ram ram se bada ram ka nam
bhaj ram bhaj ram bhaj ram ram se bada ram ka nam
ram se bada ram ka nam ram se bada ram ka nam