jiye tumharo lalna jiye tumharo lalna
dole ho mero man ka palna jiye tumharo lalna
dole ho mero man ka palna
jiye tumharo jiye tumharo lalna
dole ho mero man ka palna
palna me chand jaise jhule albela
bahut na dekho kaise rang hoga maila
lekar jara mero aachra lekar jara mero aachra
koi lal do na
jiye tumharo jiye tumharo jiye tumharo lalna
dole ho mero man ka palna
rupyya asrafi to sab hi lutaye
aachal mai bharke layi main to duaye
lage ise mero umar lage ise mero umar
jiye tumharo sona
jiye tumharo jiye tumharo jiye tumharo lalna
dole ho mero man ka palna
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
to kya tu nahi tha piya haye mai mari gayi
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
to kya tu nahi tha piya haye mai mar gayi
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
darwa lag raha tha wo rasiya tujhse kya kahu kaisa
chin jhapat me hare bilkul wo nidar tere jaisa
dekho sajna ren andheri dekho sajna ren andheri
kaisa gazab kar gayi haye ram bahiya dharke lipta
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
to kya tu nahi tha piya haye mai mar gayi
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
tab se balma mere tan me jaise chamke bijli
mai bawariya kahe sajke teri dhun me nikli
ghar se chalke mai akeli ghar se chalke mai akeli
kaisa gazab kar gayi haye ram bahiya dharke lipta
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
to kya tu nahi tha piya haye mai mar gayi
bahiya dharke lipta gali ke andhere me
tere milan ko kaise chalu piya
tere milan ko kaise chalu piya
ghar se nikal ke, dekho na dekho na dekho na
tere milan ko kaise chalu piya
ghar se nikal ke, dekho na dekho na dekho na
dar ke akeli reh jau main, thodi dur chal ke
dekho na dekho na dekho na, kab se gali me anajani
ghunghta khole khadi diwani kab se gali me anajani
ghunghta khole khadi diwani
aa dole badan jaise jiya se milaye
sari raat jalke, dekho na dekho na dekho na
dar ke akeli reh jau mai, thodi dur chal ke
dekho na dekho na dekho na
boli bole bairi kangana meri hasi udaye sajna
boli bole bairi kangana meri hasi udaye sajna
banke kanta lage paw me hamare
ghunghru halke halke, dekho na dekho na dekho na
tere milan ko kaise chalu piya ghar se nikal ke
dekho na dekho na dekho na
dekho na dekho na dekho na
aaja aaja aaja sajan piya meri ye rat bhi
mere labo ki bat bhi tere hi kam ki hai
aaja aaja aaja sajan piya meri ye rat bhi
mere labo ki bat bhi tere hi kam ki hai
aa fir main fir tu kaha hoga re sanam
ye do char pal kuch bhi nahi fir bhi kya kam hai
aa fir main fir tu kaha hoga re sanam
ye do char pal kuch bhi nahi fir bhi kya kam hai
pareshan mera pyar tujhe bhi intzar
tere pas bhi mere pas bhi yahi sham to hai
aaja aaja aaja sajan piya meri ye rat bhi
mere labo ki bat bhi tere hi kam ki hai
tu mujhko nahi pahchanta lo or suno
ye kal rat ko jis jam se pi thi dono ne
tu mujhko nahi pahchanta lo or suno
ye kal rat ko jis jam se pi thi dono ne
abhi tak hai meri ja tere labo ke nisha
are dekhna tere hath me wahi jam to hai
aaja aaja aaja sajan piya meri ye rat bhi
mere labo ki bat bhi tere hi kam ki hai
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
wo rup maine paya jaha me mohabbat kya hai
diwano ko maine sikhlaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
wo dil maine paya jaha me mohabbat kya hai
hasino ko maine sikhlaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
dukh me sahara hai yahi meri najuk bahe
mere gore mukhde se jagmag jindagi ki rahe
dukh me sahara yahi meri najuk bahe
mere gore mukhde se jagmag jindagi ki rahe
ho ke maine bhi har ek dil ka charag jalaya
jaha me mohabbat kya hai
diwano ko maine sikhlaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
wo dil maine paya jaha me mohabbat kya hai
hasino ko maine sikhlaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
aasu hamare hai tumhare gale motiyo ka gahna
aahe bhari humne to kare hue tere naina
aasu hamare hai tumhare gale motiyo ka gahna
aahe bhari humne to kare hue gori tere naina
aye he ke har jadu adao ka hai maine jagaya
jaha me mohabbat kya hai hasino ko maine sikhlaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
wo rup maine paya jaha me mohabbat kya hai
diwano ko maine sikhlaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
tum to kya ho ji tum to ho meri chaya
achchhi nahi sanam dillagi dil-e-beqaraar se
kyo ro rahe ho chhedaa thaa hamane tumako to pyaar se
khel hi khel me jaaegi ek jaan
kyo ro rahe ho chhedaa thaa hamane tumako to pyaar se
achchhi nahi sanam dillagi dil-e-beqaraar se
pyaar ke khel me kaisaa dil kyaa jaan
achchhi nahi sanam dillagi dil-e-beqaraar se
kahate ho tum to yun hi sahi ki ai mere hasin
aa haahaahaa
saari khataa javaani ki hai, qusur aapakaa nahi
kar jaate ho sharaarat jab milate ho pyaar se
kyo ro rahe ho chhedaa thaa hamane tumako to pyaar se
achchhi nahi sanam dillagi dil-e-beqaraar se
chhedun agar to shikavaa karo, na chhedun to gilaa
lagataa hai yun ki tum aaj se divaane hue piyaa
hone lage zaraa me jo be-ikhtiyaar se
achchhi nahi sanam dillagi dil-e-beqaraar se
kyo ro rahe ho chhedaa thaa hamane tumako to pyaar se