bhaghi re bhagi re bhagi brij bala brij bala
kanha ne pakhada rang dala
bhaghi re bhagi re bhagi brij bala brij bala
kanha ne pakhada rang dala
hey bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala
hey bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala
aadha hai rang aadha pyar mera
aadha hai rang aadha pyar mera
dil jayey ga gori roop tera
bich bajaria rast me ghera
bhaya ki bahaina dewala
bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala
behane lagi rango ki ganga rango ki ganga
chedo na humko chedo na humko chodo yeh danga
behane lagi rango ki ganga rango ki ganga
dekho ye mukhda rang biranga neela hara pila kala
bhaghi re bhagi re bhagi brij bala brij bala
kanha ne pakhada rang dala
bhaga re bhaga re bhaga nandalala nandalala
radha ne pakhada rang dala
bhaghi re bhagi re bhagi bhaga re bhaga re bhaga
bhaghi re bhagi re bhagi bhaga re bhaga re bhaga
sabne desh ka nam liya, sabne desh ka nam liya
are hum ne dil ko tham liya, hum ne dil ko tham liya
sabne hindhustan kaha
sabne hindhustan kaha or hamne apni jan kaha
apni jan se apni jan
apni jan se apni jan bachake hame kya karna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
apni jan se apni jan bachake hamko kya karna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
tu hai mast akele me aaha mai bhi hu is mele me
tu hai mast akele me aaha mai bhi hu is mele me
dil ko yad tu hi tu, desh ke bad tu hi tu
dil ko yad hai tu hi tu, desh ke bad hai tu hi tu
bandh ke sehra tere hi kadmo ne sehra dharna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
yahi pe hamko pyar mila, yahi pe hamko pyar mila
yahi hame sansar mila, yahi hame sansar mila
yahi pe hamko pyar mila
yahi hamari daliya hai, yahi pe sab rangraliya hai
yahi hamari daliya hai, yahi pe sab rangraliya hai
isi dagar pe pyas hamari, isi dagar pe jharna hai
yahi pe hamko jina hai, yahi pe hamko marna hai
sawan gaya gayi holi hum kab milenge humjoli
sawan gaya gayi holi
jiwan hai sangram abhi, pyar ka na le nam abhi
jiwan hai sangram abhi, pyar ka na le nam abhi
teri mang me o gori sindur lahu se bharna hia
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
kaanton se talvaar bana, kaanton se talvaar bana
phulon ke mat haar bana, phulon ke mat haar bana
kaanton se talvaar bana tu jab yudh par jayega
jeet ke jab tu aayega tu jab yudh par jayega
jeet ke jab tu aayega ye phulon ke haar pehan
gali se tujhe guzarna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
yahi pe humko jina hai, yahi pe humko marna hai
doli ho doli ho doli doli ho doli
jab jab gujri tu is dagar se
bichda koi humjoli
doli ho doli ho doli doli ho doli
mayad ri ladli baba sa ki pyari
chhod pihar chali
mayad ri ladli baba sa ki pyari
chhod pihar chali
tu kya jane kon suhagan
tu kya jane kon suhagan
tu kya jane kon abhagan
jo betha bas usko uthaya
apne rashte ho li
doli ho doli ho doli doli ho doli
ik aangan tu phulwa bate
ek aangan bikhraye kate
tere aage piche
dukh sukh khele aankh micholi
doli ho doli ho doli doli ho doli
mayad ri ladli baba sakhi pyari
chhod pihar chali
jag me aisa kyu hota hai
ik hasta hai ek rota hai
tujhse kitni bar ye pucha
tu ek bar na boli
doli ho doli ho doli doli ho doli
jab jab gujri tu is dagar se
bichda koi humjoli
doli ho doli ho doli doli ho doli
akela gaya tha mai han mai na aaya akela
mere sang-sang sang sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang-sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha mai han mai na aaya akela
mere sang-sang aaya teri yado ka mela
mere sang-sang sang sang sang aaya teri yado ka mela
teri gali se
teri gali se mai jab nikla sab-kuchh dekha badla-badla
teri gali se mai jab nikla sab-kuchh dekha badla-badla
jaisa ab hai aisa kab tha ye mausam albela
mere sang-sang sang sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang-sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha mai han mai na aaya akela
mere sang-sang aaya teri yado ka mela
mere sang-sang sang sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha mai han mai
ji karta hai
ji karta hai vaapas jaau jaakar tujhko sath le aau
ji karta hai vaapas jaau jaakar tujhko sath le aau
mai yado ke is mele me kaise rahu akela
mere sang-sang sang sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang-sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha mai han mai na aaya akela
mere sang-sang aaya teri yado ka mela
mere sang-sang sang sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main
main aaya akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main
main aaya akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
teri gali se teri gali se
main jab nikala sab kuch dekha badla badal
jaisa ab hai aisa kab tha ye mausam albela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main
ji karata hai ji karata hai
wapas jau jakar tujh ko sath le aau
main yado ke is mele me kaise yahu akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main
main aaya akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
kahaaniyan sunati hai pawan aati jaati
kahaaniyan sunati hai pawan aati jaati
ek tha diya ek baati, ek tha diya ek baati
kahaaniyan sunati hai pawan aati jaati
bahut dino ki hai ye baat, badi suhaani thi wo raat
diya aur baati mile, milake jale ek saath
bahut dino ki hai ye baat, badi suhaani thi wo raat
diya aur baati mile, milake jale ek saath
ye chand ye sitare bane saare barati
ek tha diya ek baati, ek tha diya ek baati
uthai dono ne qasam, jale bujhege saath ham
unhe khabar naa thi magar, khushi ke saath bhi hai gam
uthai dono ne qasam, jale bujhege saath ham
unhe khabar naa thi magar, khushi ke saath bhi hai gam
milan ke saath saath hi judai bhi hai aati
ek tha diya ek baati, ek tha diya ek baati
ek din tgali gali, aisi kuch hava chali
aaya ek jhoka, de gaya jo dhoka
jyot ko churake, le gaya uthake
dil diye ka buj gaya ho gayi bati juda, ho gayi bati juda
fir bhi usne ye kaha, jyot ko di ye dua
tujhko koi gam naa ho, tujhko koi gam naa ho,
roshani ye kam naa ho, roshani ye kam naa ho
tu kisi ke ghar jale khush rahe phale phule
khush rahe phale phule, khush rahe phale phule
kahaaniyan sunati hai pawan aati jaati
ek tha diya ek baati, ek tha diya ek baati