kisi meharban ki najar dhundhte hai
kisi meharban ki najar dhundhte hai
jo dede sahara wo dar dhudhte hai
jo dede sahara wo dar dhudhte hai
kisi meharban ki najar dhudhte hai
kisi meharban ki najar dhudhte hai
tumhari gali me sada hamne di hai
tumhari gali me sada hamne di hai
tumhe jindagi bhar dua hamne di hai
tumhe jindagi bhar dua hamne di hai
duao ka apni asar dhundhte hai
duao ka apni asar dhundhte hai
kisi meharban ki najar dhundhte hai
kisi meharban ki najar dhundhte hai
nasibo ke gulshan me khilti hai khushiya
nasibo ke gulshan me khilti hai khushiya
kahi dhundhne se bhi milti hai khushiya
kahi dhundhne se bhi milti hai khushiya
magar hum to hai bekhabar dhudhte hai
magar hum to hai bekhabar dhudhte hai
kisi meharban ki najar dhundhte hai
kisi meharban ki najar dhundhte hai
jo dede sahara wo dar dhudhte hai
jo dede sahara wo dar dhudhte hai
kisi meharban ki najar dhudhte hai
kisi meharban ki najar dhudhte hai
jinaki qismat me kante vo khvab na dekhe kaliyo ke
kaliyan mahalo ki raunak aur kaante rahi galiyo ke
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raj tha na taaj tha phir bhi mai tha raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
me bada nadan tha me bada tha bekhabar
meine dekhi surate maine na dekhi magar
maine na dekhi magar bewafai ki nakab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
chhu na pau me kabhi jiske kadmo ki me dhul
maine kyu chaha use me fija ka ek phul
me fija ka ek phul wo baharo ka gulab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
ho mubarak aapke ghar barate aagai
mere lab pe bhul se gam ki bate aagai
gam ki bate aagai maf karde na janab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raj tha naa taaj tha phir bhi mai tha raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
raju ka tha ek khvab raju raja raja sahab
kal rat vali mulakat ke liye har baat ke liye
maaf kijiye maaf kijiye
kal rat vali mulakat ke liye har baat ke liye
maaf kijiye maaf kijiye
aaina na dekhiye meri surat dekhiye
sidhi sadi bholi bhaali meri murat dekhiye
aadmi sharif nahi hun mai kya bhala
qabil e tarif nahi hun mai kya bhala
aap hi ye insaf kijiye aap hi ye insaf kijiye
maf kijiye maf kijiye, maf kijie maf kijiye
meri kya mazal hai jo mai daaman thaam lu
tauba tauba meri tauba aapka mai nam lu
vo parvana vo mastana koi aur tha
mai nahi tha vo divana koi aur tha
man jaaiye dil saf kijiye, maan jaaiye dil saf kijiye
maf kijiye maf kijiye, maaf kijiye maaf kijiye
suniye janab ye meri pahli bhul hai
pahli bhul maaf ho ye duniyaa kaa usul hai
aap jo na hoge aji ham pe meharaban
aapko sitamgar kahega ye jaha
aur kya kahu maaf kijiye
maf kijiye maaf kijiye, maaf kijiye maaf kijiye
kal rat vali mulakat ke liye har bat ke liye
maf kijiye maaf kijiye
jinki kismat me kante vo khwab na dekhe kaliyo ke
kaliya mahalo ki ronak aur kante rahi galiyo ke
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
raj khana taz tha phir bhi mai tha raja sahab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
mai bada nadan tha mai bada tha bekhabar
maine dekhi surte maine na dekhi magar
maine na dekhi magar bewafai ki nakab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
chhu na pau mai kabhi jiske kadmo ki bhi dhul
maine kyu chaha use mai fija ka ek phul
mai fija ka ek phul vo baharo ka gulab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
ho mubarak aapke ghar barate aa gayi
mere lab pe bhul se gam ki bate aa gayi
gam ki bate aa gayi maf kar dena janab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
raj khana taz tha phir bhi mai tha raja sahab
raju ka tha ek khwab raju raja raja sahab
sajna ke tere bin sajna, sajna ke tere bin sajna
jiya jal jal jaye teri yaad dilaye har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
meri ankhiya tarasne lagi hain tere gum me barasne lagi hain
meri ankhiya tarasne lagi hain tere gum me barasne lagi hain
sari sari raat roye mere sath sath roye
har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
jiya jal jal jaye teri yaad dilaye har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
teri yaadon ke bikhre hain saye tere sapno ke badal hain chaye
teri yaadon ke bikhre hain saye tere sapno ke badal hain chaye
kaha jau mai diwani chide teri hi kahani
har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
jiya jal jal jaye teri yad dilaye har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
main na aaugi tune ye jana main na chodungi sara jamana
main na aaugi tune ye jana main na chodungi sara jamana
tune dekha na bulake chali aati thukrake
har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
jiya jal jal jaye teri yaad dilaye har kali, har gali, har angana
sajna ke tere bin sajna
hamne aaj se tumhe ye naam de diya
jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man
hamne aaj se tumhe ye naam de diya
is bahane pyaar ka paigaam de diya
jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa
paigam ka kuchh jawab do, aise ho kyo chup-chap se
aise ho kyo chup-chaap se
sharma rahe hai aaj ham, kahte huye kuchh aap se
kahte huye kuchh aap se
hamne aankho ko zuba ka kaam de diya
wah is bahane pyaar ka paigaam de diya
jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa
baato hi baato me aap to, karne lage hamse pyaar bhi
karne lage hamse pyaar bhi
tumne hi luti hai nind bhi, tumne hi luta hai qarar bhi
tumne hi luta hai qarar bhi
aur chupke se hame ilzaam de diya
is bahane pyaar ka paigaam de diya
jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa
bechain tumne kar diya, is dil ke har aramaan ko
is dil ke har aramaan ko
ye raat ho tum ye kaho, is dil ki har daasta ko
is dil ki har daasta ko
pyaar ne bada hasi anjaam de diya
hu, wah, is bahane pyaar ka paigaam de diya
jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-jaa, jaan-e-jaa
jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man, jaan-e-man
tu jungle ki morni te mai bhaga da mor
ke luk chup chori chori aaha
ke luk chup chori chori
chori chori luk chup aa do bata kar lai ye
bata kar lai ye mulakata kar lai ye
mera nam hai chandani ke tera nam chakor
ke luk chup chori chori aaha
ke luk chup chori chori
chori chori luk chup aa do bata kar lai ye
ho prem nagar ke hum wasi
ho prem nagar ke hum wasi, jagse apna kya kam hai
hum dono ye kya jane, ye dunia kiska nam hai
mai hu badal bawra
mai hu badal bawra, tum mast ghata ghanghor
ke luk chup chori chori aaha
ke luk chup chori chori
chori chori luk chup aa do bata kar lai ye
bata kar lai ye mulakata kar lai ye
tu jungle ki morni te mai bhaga da mor
ke luk chup chori chori aaha
ke luk chup chori chori
chori chori luk chup aa do bata kar lai ye
chupke chupke chheda kar tu
chupke chupke chheda kar tu, tu ne afsane pyar ke
bulbul se bate karte hai, jaise phul bahar ke
sunle koi or bhi
sunle koi or bhi ke mach jaye fir shor
ke luk chup chori chori aaha
ke luk chup chori chori
chori chori luk chup aa do bata kar lai ye
bata kar lai ye mulakata kar lai ye
mera nam hai chandani ke tera nam chakor
ke luk chup chori chori aaha
ke luk chup chori chori
chori chori luk chup aa do bata kar lai ye
ho teri julfo me bas jau haye
ho teri julfo me bas jau, sab janire tod ke
teri ankha wich bas jau, sari dunia chhod ke
tute dori sans ki
tute dori sans ki na tute prem ki dor